Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members aaj main aap k sath bahut he important topic pay baat karnay wala hoon, jis say hamko is baat ka sahi andaza aur faida hasil hoga k hamaray achay knowledge aur experience k bawjood hamaray stop loss q hit hotay hain aur unk hit honay ka reason kia hota hai.

Forex trading k business main market maker ka role liquidity provider hai jo bahut barray brokers hotay hain ya banks hotay hain. Wo brokers aur banks market aur liquidity providers k darmyan bridge ka role ada karaty hain, qk retail traders limited capitals ki wajha say liquidity providers say access nai kar skatay hain.
What is Stop Loss Hunter:
Stop loss hunters market main ziada tar apnay strong capitals ki wajha say normal traders k stop loss ko hit karnay ka irada kartay hain aur jab unk stop loss hit ho jatay hain to unko bahut ziada faida hasil hota hai.
ways to avoid stop loss hunters:
Dear, uper ki pictur say ham is baat ka andaza aur result hasil kartay hain k retail traders (especially beginners) ko market main stop loss say bachnay k liye bahut ziada care ki zarurat hoty hai.
1.Acahy aur trusted broker ka chosse karain.
2. Settings stop losses say avoid karain (psychological levels, pivot points, Fibonacci levels, high and low levels).
3. False breakout ki confirmations say avoid karain.
4. Agar traders 10 percent k hisaab say apnay stop loss ko creat kartay hain to wo barray loss say bachtay huway aisi situations say save reh saktay hain.
5. Kam say kam trading signals ko follow karna chaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим