Assalamu Alaikum! Dear friends, Forex trading ek profitable business hai, lekin iske andar forex k related achcha knowledge hona zaroori hai.
Forex trading ke andar trader Kisi bhi currency per ya commodity ko bye ya sel karne ke liye technical analysis karta hai. Technical analysis ke dauran trader market price ki momin ko samajhne ke liye price chart ko read karta hai. Kyunki price chart market price ki moment ko, patterns mein changes ko, momentum or price k trend ko accuracy ke sath identify karta hai. Chart patterns currency pairs or commodity ke price chart mein market price ki movement ko track ker k trader ko safe trade entry aur exit level ko identify karta hai.
Falling Wedge Chart Pattern:
Falling Wedge Chart Pattern ak consolidation pattern hai jo currency pair or commodity ke price chart mein long Barish trend k bottom per banta hai. Is pattern mein price ki movement mein continuously decrease ata hai. Pattern ke complete hone per price market trend ke opposite direction mein breakout karti hai aur long bullish trend mein market move karna start ho jati hai.

Falling Wedge Chart Pattern ko draw karne ke liye trader ko chahiye ke vah price ke swing high aur swing low to trend line se jora, dono trend lines ek dusre ko ek point per aga jakar cross karni chahiye. Is pattern mein upper trend line ko resistance level aur lower trend line ko support level consider kiya jata hai.
Falling Wedgeg Chart Pattern ke valid hone ke liye jaruri hai k price is pattern k complete hone per price is pattern k resistance level ko break Kara.

Trading with Falling Wedge Chart Pattern:
Falling Wedge Chart Pattern ak strong pattern ha, jis per trading k liye jaruri hai ke price resistance level ko break kara. Jab price resistance level ke upar candle ka close de de to is se break out ki confirmation ho jati hai. Trader breakout k upar short trade le sakta hai jiske liye usko buy stop lagana chaheye, lekin long term trade ke liye trader ko price ka resistance level ko retest karne ka vate karna chahiye, jab price retest ki confirmation de da to is per trader ko buy ki trade active karni chahiye.
Falling Wedge Chart Pattern strong pattern hai lekin is per trader ko stoploss and take profit lazmi use karna chahiye. Is pattern par trading ke duran stoploss ko price ke last swing low k niche place karna chahiye aur take profit ko is pattern ke first swing k barabar distance upar place karna chaheye.
...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим