How to Trade With Swing Trading Strategy In Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Trade With Swing Trading Strategy In Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur is form per acche tarike se kam kar rahi Honge aaj main aapke liye swing trading ke related information Lekar hajir Hua hun agar aap is post ko acche tarike se read karte hain to aapko swing trading ke bare mein Kafi Jyada information mil Jayegi Jiske bad aap is market Mein swing trading strateg ko use karte hue aasani ke sath trading kar sakte hain forex market Mein swing trading strateg use Karke aap long term trading aur short term trading kar sakte hain ismein aapko bahut sara profit aasani ke sath mil sakta hai Kyunki Jab market Mein trading kar rahe hote hain to aap professional trader Ki Tarah analysis kar sakte hain aur is market Mein Achcha target Le sakte hain swing trading ko use karne ke liye aapko thoda sa experience Hasil karna hoga jiske liye aap is post ko read karne ke bad Apne account per practis kar sakte hain aur Apna result ho to note karne ke bad real account per trading start Karke profit banaa sakte hain.

    Swing Trading Introduction:

    Dear friends swing trading ke bare mein basic information Jab aapko Pata Hogi to aap is market Mein aasani ke sath aasani ke sath trade Laga sakte hain Kyunki is market Mein operating kar rahi hote hain to aapko yah Pata Hona chahie ki market Jab Ek direction Mein movement kar rahi hoti hai aur uske bad Apna friend change karti hai to ismein Jo reversal point banta hai use swing Kahate Hain yahan se market Ek swing Banakar dusri direction Mein movement start karti hai aise hi agar aap is market Mein dekhte hain ki market down site per movement kar rahi hai aur ek Kisi bhi support level per Aakar Wapas Jaati Hai To Aise level ko swing level Kahate Hain Jahan se market Koi reversal banati hai aur uske bad is down movement ko khatm kar deti hai aise hi Jab Bhi market Kisi Taraf movement Karti Hai To swings banati jaati hai aur next Hamen level Deti Hai Jahan se Ham Apne chat per resistance and support zone Laga sakte hain isase Hamen Sun trading Mein Kafi Jyada help bhi mil Jaati Hai Kyunki market mein jo swings Ban Rahe hote hain unko Dekhkar aasani ke sath trade ki Ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	price swings@2x (1).png
Views:	11
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12547694

    Swing Trading Confirmation:

    Dear friends Jab Bhi market Kisi bhi resistance level per ya Kisi bhi support level per Koi swing banati hai to uski confirmation ka Hamen Intezar Karna hota hai Kyunki market Jab Kisi resistance level per Jaati Hai To vahan se swing banane ke sath Koi reversal candle ya candle stick pattern banati Hai jisse Hamen confirm ho jata hai ki market Jahan se swing Banakar down side per Upar kar rahi hai Ramesh Market Mein swing trading ka Rahe Hain To Hamen confirmation Ka Intezar Karna hota hai market Jab Bhi Koi swing banati hai aur uske bad movement start Karti Hai To Hamen ismein next Kuchh candle se confirm mission mil Jaati Hai Uske bad Ham ismein trade aasani ke sath Laga sakte hain aur Apna target complete Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	10
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12547695

    Swing Trading With Fibonacci Retracement:

    Dear friends ab Ham is market mein swing trading kar rahe Hote Hain To Hamen Kisi bhi level ki confirmation ke liye fibonacchi indicator Kafi Jyada help Deta Hai Kyunki Jab Ham fibunachi tool ko use karte hain To Hamen market Mein next swing ka andaza ho jata hai isase yah fayda hota hai ki Jab market Ek movement kar rahi hoti hai aur next swing Banane ja rahi Hoti Hai To hamen bhi Unchi Pul se pahle hi pata chal jata hai ki kaun se level per swing Ban sakta hai isliye Ham is market Mein swing levels ke liye Fir Bhi naachi Ko Jab use karte hain To isase Hamen Kafi Jyada help mil Jaati Hai market Mein swing levels banane ke liye fibonacchi Phool use karna Aana chahie isase Hamen market Mein Golden Levels Ka Pata Chal jata hai aur vahan se Ham swing trading ke liye Apna pending order bhi Laga sakte hain ya Ham ismein Kisi bhi pattern Ka Intezar karte hain aur jab market Koi pattern banati Hai To vahan se Ham apni trade ki entry Laga sakte hain aur Apna target aasani ke sath Hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	17
Size:	47.8 کلوبائٹ
ID:	12547696

اب آن لائن

Working...
X