Assalamualaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap sab log bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is
Aapko main Pakistan mein Barish Harami candlestick the atron ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karun
Babu aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere is thread per Amal Karti Hain to aap ek acche trader Ban sakti hain ek aur
Baat Jo main aapko batana chahta hun ki agar Ham Pakistan per apni puri mehnat aur himmat se kam karte hain aur apna jyada se jyada time Pakistan forex
Former gujarti hai to Ham ek acche aur kamyab trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isliye hamen Yahan per mehnat aur himmat
Se kam karna chahie.
1. First Candle: Bearish harami candlestick pattern ki pehli aik bullish candle hoti hai, jo k sabeqa bullish trend ki akasi karti hai. Ye candle aik normal real body main hoti hai, jo k white ya green color main banti hai. Candle ka close open prices k top par hota hai, jab k candle k shadow ka hona ya na hona zarori nahi nahi hai.
2. Second Candle: Bearish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle ki nisbat small real body main hoti hai. Ye candle aik bearish candle hone k sath sath open aur close pehli bullish candle ki real body main hoti hai. Candle ka open close se below hona chaheye, jab k shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai, lekin open aur close pehli candle k high aur low prices se above ya below nahi hona chaheye.
Aapko main Pakistan mein Barish Harami candlestick the atron ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karun
Babu aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere is thread per Amal Karti Hain to aap ek acche trader Ban sakti hain ek aur
Baat Jo main aapko batana chahta hun ki agar Ham Pakistan per apni puri mehnat aur himmat se kam karte hain aur apna jyada se jyada time Pakistan forex
Former gujarti hai to Ham ek acche aur kamyab trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isliye hamen Yahan per mehnat aur himmat
Se kam karna chahie.
Bearish Harami Candlestick Pattern
Bearish harami candlestick pattern chart pattern par do candles se zahir hota hai, jiss main prices k top ya bullish trend ko bearish trend reversal pattern main tabdeel kia jata hai. Financial market main prices action ko aik leading indicator k tawar par istemal kia jata hai, q k ye pehle se trend reversal ya trend continuation ka signal de deta hai. Trend reversal main aksar bohut sare pattern do candles par mushtamil hote hen, jo k dosre technical indicators k muqabele main short term k traders ko bohut reliable information deta hai. Bearish harami candlestick pattern price chart par sellers k taqat aur market par control ki indication deta hai, jo k aik bearish trend reversal leading indicator ka kaam karta hai.Candles Formation
Price chart par two days indicator main pehli candle aksar market k pehle trend ko zahir karti hai, jab k dosri candle trend reversal ka kaam karti hai. Bearish harami candlestick pattern main bhi pehli candle market k sabeqa trend k mutabiq hoti hai, jab dosri candle hi prices k trend reversal k leye jani jati hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;1. First Candle: Bearish harami candlestick pattern ki pehli aik bullish candle hoti hai, jo k sabeqa bullish trend ki akasi karti hai. Ye candle aik normal real body main hoti hai, jo k white ya green color main banti hai. Candle ka close open prices k top par hota hai, jab k candle k shadow ka hona ya na hona zarori nahi nahi hai.
2. Second Candle: Bearish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle ki nisbat small real body main hoti hai. Ye candle aik bearish candle hone k sath sath open aur close pehli bullish candle ki real body main hoti hai. Candle ka open close se below hona chaheye, jab k shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai, lekin open aur close pehli candle k high aur low prices se above ya below nahi hona chaheye.
Explanation
Bearish harami candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern high prices area ya bullish trend main bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai. Bullish candle aik long real body main hoti hai, jiss ka close price open price se ooper hota hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k real body main pehli candle se small hoti hai. Bearish candle ka open aur close dono point pehli candle k andar hota hai. Jiss se ye pattern "Bullish Engulfing Pattern" ka opposite shape ban jata hai. Dosri candle ka open aur close lazmi pehli candle k high uar low prices se kam hona chaheye, q k ye candle prices main bullish trend ka khatma karti hai, jo k bearish trend reversal ka sabab banti hai.Trading
Bearish harami candlestick pattern par trading k leye zarori hai, k ye pattern long timeframes main hona chaheye. Pattern ka top ya bullish trend main hona zarori hai, jiss k baad aik confirmation candle ki zarorat hogi market main sell trade ki entry karne k leye. Confirmation candle ka bearish candle hona chaheye, jab k ye candle lazmi dosri candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se ye pattern invalid ho jata hai, jo k sell entry k leye riski ho jata hai. CCI indicator, RSI indicator aur Stochastic oscillator par value overbought zone hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se top ya pehli candle k close price se two pips above set karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим