What are the rules and trading plans?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are the rules and trading plans?
    Assalamu alaikum kaise ho aap sab main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap sab log bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is
    treadmill aapko main Pakistan mein jo rule follow kiye jaate Hain unke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share
    karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere is thread per Amal karte Hain to aap ek acche trader Ban sakte hain
    agar Ham Pakistan parampara apni Puri mehnat aur himmat se kam karte hain aur apna jyada se jyada time Pakistan Forex form jati Hain to Ham ek acche
    raider Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain ISI vajah se hamen yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie aur apna jyada se
    Jyada time bhi Pakistan Forex par gujarna chahie.

    Introduction;
    Forex market main trading karnay k liye mairay apnay kuch rules hain jinko follow kartay hwuay mairy har aik trades say mujhay acha profit bhi milta hai aur usk sath sath har aik trades k badlay main mujhay mazeed kuch learn karnay ko bhi milta hai, jisko main aaj aap sab k sath share karta hoon.

    1. Forex trading start karnay k liye candlestick ko daily time frame main technical aur latest conditions say daikhain aur pairs main trades start karain.
    2. H1 time frame ko select kartay hwuay nearest supports aur resistance area ko search karain.
    3. Sell aur buy entry ka intekhaab H1 say D1 k time frame ko complete daikhnay k bad karain.
    4. Agar aap sell ki entry laina chahtay hain to resistance level say lain, aur agar aap aik buyer hain to phir support area say buy karain.
    5. Agar aap aik scalpers hain to 20 pips pay take profit set karain aur agar aap trade ko hold kar saktay hain to aapko 100 pips pay take profit rakhna aik best rul hai.

    Complete the Routine before Trading:
    Dear, mairay expereince aur mairay personal life ki routine k mutabik hamko market main entry lainay k liye kabhi bhi jaldbazi ya without aik routine k kaam ko start nai karna chaye, balk jab ham kisi aur kaam say free hotay hain to usk baad hamain aik propper managemnet k baad market main kaam ko start karna chaye jis say hamaray mined k uper bhi koi burden hoga aur ham trading ki skills ko bhi easily samjhnay main success hongay aur sath sath hamari trading bhi tab he hamko ach faida daige jab haamri routine complete hoge.

    Withdrawal Routine:
    Dear, forex trading main yeh maira personal experience hai k agar ham trading k profit ko ziada say zaida withdraw laitay huway apni routine banaingay to is main hamari psychology incorrect hoge, jisk liye zaruri hai k hamain ziada say ziada apnay account ki growth karnay main bhi hamari kamyabi hai aur ham aisi soch say he professioanl traders ban saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What are the rules and trading plans?

    Aziz doston ummid karta hun ki aap sab log bhi bilkul theek aur khairiyat se honge hum jante hain aaj is treadmill aapko main Pakistan mein jo rule follow kiye jaate hai ji han uske bare mein batauga aur main umeed karta hun ki jo maloomat main aapse sharekarunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi samjhna chahiye hume aur agar aap mere is thread per amal karte hain to aap ek acche trader ban sakte hain.

    Set routine for trading:

    Aziz dost achi routine set krni chahiye meray experience aur meray personal life ki routine k mutabik hamko market main entry lene k liye kabhi bhi jaldbazi ya without aik routine ke kaam ko start nahi karna chaye, ta k ap hamesha hi safe raho balk jab ham kisi aur kaam say free hotay hain hum samjhna chahiye to usk baad hamain ek proper management k baad market main kaam ko start karna chaye jisse hum dekhen gay k hamaray mined k uper bhi koi burden hoga hum best work karen gay aur ham trading ki skills ko bhi easily samjhne main success hongay ji haan aur sath sath hamari trading bhi tab he hamko ach faida daige jab hamari routine complete hoge.

    Plans for trading:

    Acha plan bana lena aham hota hai trading start karnay k liye candlestick ko daily time frame main technical aur latest conditions say daikhain hume condition market ki pata ho aur pairs main trades start karain. H1 time frame ko select kartay huway nearest supports aur resistance area ko search karain. Aur je haan Sell aur buy entry ka intekhab H1 say D1 k time frame ko complete daikhnay k bad karain. Proper time dena chahiye agar aap sell ki entry laina chahtay hain to resistance level say lain, je haan aur agar aap ek buyer hain to phir support area say buy karain.

    اب آن لائن

    avatar Ayn
    Working...
    X