Long-legged Doji Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long-legged Doji Candlestick
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Long-legged Doji Candlestick


    Long-legged doji candle aik single candle hai jese single bhi trade kia ja sakta hai. Japanese candles ko is wajah se trading ke dauran analysis mein zyada pasand kiya jata hai, kyunki ye candles single candle hone k bawajood bhi aik pattern tashkeel deti hai. Jab bhi ye single candlesticks prices k top ya bottom main paye jaati hai, to uss waqt ye trend reversal ka kaam karti hai. Single candle mein doji candles aur small real body wali candles akele ya dusre candles ke sath prices main leading indicator ka kaam karti hai. Long-legged doji candlestick prices ke top ya bottom mein trend reversal pattern ka kaam karti hai, jab ki yahi candle sideways market mein neutral candle tasawar ki ki jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (357).png
Views:	13
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12547581

    Candles Formation


    Long-legged doji candlestick prices k top par akele hi trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle bagher real body bhi aik strong position rakhti hai, jiss ki technical analysis main bohut ziada ahmeyat hai. Long-legged doji candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images (3) (358).png
Views:	10
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12547582

    Long-legged Doji Candle

    Long-legged doji candle bagher real body k hone ki waja se ye candle colorless hoti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal jab k prices k top par bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik line si real body rakhti hai, jiss k upper aur lower sides par aik lamba shadow ya saya hota hai.

    Explanation

    Long-legged doji candle k banne ki pechahay ki psychology ka inhisar traders par hoti hai, jab bhi buyers ya sellers prices ko kisi khas semat main move karne k baad wapis dosri semat main same pressure se push karte hen. Lekin kahani yahan khatam nahi hoti, bulke din k ikhtetam tak prices wapis apne aghaz wali position par a kar close ho jati hai. Iss soratehal main jo candle banti hai, wo Long-legged doji candle hoti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par hota hai, jab k upper aur lower sides par long shadows hote hen. Shadow lenght main taqreeban same hote hen, jo buyers aur sellers ki barabari ko dekhati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (359).png
Views:	10
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12547583

    Trading

    Long-legged doji candlestick prices k top par ya bottom main ziada behtar tawar par kaam karti hai. Normal ye candle neutral tasawar ki jati hai, q k na to iss ki real body hoti aur na hi iss main shadow ka kisi aik side par size ziada hota hai. Bearish market main bullish trend reversal k leye buy ki entry ki ja sakti hai, jab k bullish trend main bearish trend reversal k leye sell ki entry k trades open keye ja sakte hen. Candle par trading se pehle long timeframe ka hona zarori hota hai, jab k trend reversal k leye confirmation candle ki bhi zarorat hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par trading k dowran support aur resistance levels ya overbought aur over-sold zone hona chaheye. Stop Loss candle k low ya high prices se two pips below ya above set kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (356).png
Views:	23
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12547580
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long-legged Doji Candlestick

    WHAT IS A LONG LEGGED DOJI CANDLESTICKS PATTERN :





    Long legend doji ak candlestick pattern ha is pattern ma ak he candle hote ha jo ka doji candlestick pattern ke family ma sa ak ha is pattern ke candle ke small real body hote ha is small real body ka top ma or lower ma long shadow hota ha is ka top ma bhi long shadow hota ha or is ka lower ma bhi long shadow hota ha is long legged Doji candlestick ke small real body hote ha q ka is ma market ke opening or closing price ak dosra ka near hote ha. Ya pattern market ma kese bhi point par ban sakta ha is pattern ma market indecision ko show karte ha jab ya candle bante ha market ka chart ma to is time market ka upward pressure or downward pressure same hota ha jab ya pattern market ka chart ma kese above ya kese decline ma banta ha to is ma market ma zada significant hota ha market ka reverse karna ka. Is pattern ma market ak strong reversal karte ha.





    UNDERSTANDING LONG LEGGED DOJI PATTERN :





    Long legend doji candlestick jab market ka chart ma ma bante ha to ya huma indecision ko show karte ha or ya candle market ka reversal karna ka kam karte ha is ma market ka reversal zada significantly tab hota ha jab ya candle market ka uptrend ka top ma banay ya phir ya candle market ka downtrend ka bottom ma banay. Ya pattern huma batata ha ka market ka current trend end hona wala ha or ap market na reverse hona ha ya reversal market ka current yani previous trend ka opposite ho ga. Ya candle huma market ke future mo3ka bara ma batate ha or ya huma batate ha ka market ma consolidation period start hona wala ha. Jab ya pattern market ma banay ga to is pattern ma market ka bull ka pressure or bear ka pressure same ho ge q ka is pattern ke candle ka same upper or lower shadow ho ga or ya ak long shadow ho ga jo ka huma batay ga ka market na up ma ya phir down ma bahot he taze sa jana ha. Ya pattern huma all time frame par dakhna ko milta ha magar ya zada sai sa kam tab kara ga jab ya longer time frame par banay ga jes ma huma market ka sai sa pata chal jay ga ka market na kon se side par future ma jana ha.





    TRADING WITH LONG LEGGED DOJI CANDLESTICKS PATTERN :





    Traders is pattern ma trade karna sa phalay ya dakha ga ka ya long legged Doji market ka chart ma kon se jaga par banae ha. Jab ya long legged doji cabdle market ka chrat ma uptrend ka top ma banay ge to yani jab ya resistance level ka kareb banya gr to is time is ma market na reversal ho kar downtrend ke traf ana ho ga or jab ya candle market ma downtrend ka bottom ma banay ge to is time market na reverse kar ka upward ke traf jana ho ga. Is pattern ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ka reversal ke conformation kara ga is pattern ke reversal ke conformation is pattern ka bad banay wale next candle kara ge agar jab ya pattern market ka top ma banta ha or ia pattern ke next candle bearish ke bante ha to is pattern ma reversal confirm ho jay ga or traders is ma sell ke trade ko enter kara ga or jab ya pattern market ma bottom ma banay ga to is pattern ke jo next candle ho ge wo agar bullish ke hote ha to is pattern ka bullish reversal ke conformation ho jay ge or traders is ma buy ke trade ko enter kara ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X