what is macd indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is macd indicator
    MACD indicator

    Description

    moving average Convergence / Divergence indicator aik momentum Oscillator hai jo bunyadi tor par rujhanaat ki tijarat ke liye istemaal hota hai. agarchay yeh aik oscillator hai, lekin yeh aam tor par ziyada kharidi hui ya ziyada farokht honay wali sharait ki shanakht ke liye istemaal nahi hota hai. yeh chart par do lakiron ke tor par zahir hota hai jo baghair kisi had ke ghhoomti hain. do linon ka cross over do moving average system ki terhan tijarti signal deta hai




    How this indicator works

    sifar se oopar macd crossing ko taizi samjha jata hai, jabkay sifar se neechay cross karna mandi hai. doum, jab macd sifar se neechay aata hai to usay taizi samjha jata hai. jab yeh sifar ke oopar se neechay aata hai to usay mandi samjha jata hai,





    jab macd line signal line ke neechay se oopar ki taraf cross karti hai to isharay ko taizi samjha jata hai. sifar ki lakeer se jitna neechay hoga signal itna hi mazboot hoga .
    jab macd line signal line ke oopar se neechay ki taraf cross karti hai to isharay ko mandi samjha jata hai. sifar ki lakeer se jitna oopar hoga signal itna hi mazboot hoga .




    trading Ranges ke douran macd Whips kere ga, jis mein taiz raftaar line signal line ke agay peechay hoti hai. macd ke sarfeen aam tor par is soorat e haal mein tijarat se guraiz karte hain ya port folyo ke andar utaar charhao ko kam karne ke liye pozishnin band karte hain .
    macd aur qeemat ke amal ke darmiyan farq aik mazboot signal hai jab yeh cross over signals ki tasdeeq karta hai .





    Calculation

    An approximated MACD can be calculated by subtracting the value of a 26 period Exponential Moving Average (EMA) from a 12 period EMA. The shorter EMA is constantly converging toward, and diverging away from, the longer EMA. This causes MACD to oscillate around the zero level. A signal line is created with a 9 period EMA of the MACD line.

    Note: The sample calculation above is the default. You can adjust the parameters based upon your own criteria.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is macd indicator

    Introduction:-

    Indicators hr trah Sy best hote hain aur important bat yah hai members ko indicator se related information hasil kar lena chahiye aur members ko ye maloom hona chahiye k indicators ko kis trah Se trading mein istemal kia gata hai aur agar members ko ya nahi maloom hoga tu is tarah Se Koi member apni trading main indicators ko istemal nahi kar payega aur is tarah Se istemal Na Kar lene ki vajah se members indicators ko apni trading may utilize nahi karenge aur utilise Na Ho jaane ki vajah se members in indicator se fayda nahin le skty.

    MACD Indicator:-

    MACD indicators ziadatar trader line Koi follow krte hain aur yah banai Hoi apni startegy ke mutabik aage bah ate hain aur market ko har lamhy analysis krte rehte hain aur ek khas entry point ka intezar krte Hain jab market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhny trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade takreeban 80% profit Mein Hi jaati Hai kyunki yah indicators bahut hi helpful hai jo market ki situation ko samajhne ke liye kafi helpful hai aur is indicators ki badaulat trader ek sahi direction Mein trade kar padhte hain aur Forex a maximum profit book kar lete hain.

    Click image for larger version

Name:	images (20).jpeg
Views:	13
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12411272

    Explanation:-

    Ye indicator us moving average ko indentify krta hai jo new trend ko indicate krti hai k ye bullish hai ya bearish. Sb trader ki ye top priority hoti hai k market ka trend phle mahloom kia gayr. MACD chart mn apko 3 number show hoty hain wo number or ye es ki setting ma use hoty hain. First number period ko show karta hai jo faster moving average k liye show hoty hain. Second number period slower moving average k lae use hota hai or third number of bar ka difference hota hai jo ham faster or slower moving average k lae use krty hain.

    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	6
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12411273

    MACD indicator forex trading ky liye best indicator hai k agar hm ksi bhi indicator ko read krny mn preshan hoty hain tou MACD aesa indicator hai jis ko read kerna bahot hi easy hai ham just market ki main chart main movement ki direction ko dekhty hain aur MACD indicator main movement ko isterha sy read kerty hain ky signals strength weak Ho rehi ho aur aesy point per ponch jaey ky centre line ko cross ker ky downside per strength increase hona shoru ho jaey tou wahan per hamain sell ki trade ki indication milti hai ky agar ham centre line sy market ki strength downside per shift hony per sell ki trade enter ker lety hain tou kuch hi time ky bahd hamain profit hasil hona shoru ho jata ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X