What is Moving Average? Types of Moving Average?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Moving Average? Types of Moving Average?
    Introduction:


    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Forex trading main achy knowledge sy he achi trading ki ja sakti hai. Forex trading main kuch indicators hoty hain jo forex market ki movement aur trend ki understanding main help krty hain. Isi lye in indicators ko understand karna bohat zarori hai. Isi tra aik indicator jo forex trading main use hota hai wo “Moving Average” hai. Isi lye is indicator ko understand karna bohat zarori hai.

    Definition:

    Technical analysis main, moving average aik aisa indicator hai jo aik specific period main market ki average band hony wali price ko represent krta hai.

    Trader is indicator ko current market situation ko judge karny k lye istamal karty hain.



    Types of Moving averages:

    Two ziada use hony wali Moving averages (SMA) Simple moving average, aur (EMA) exponential moving average hai. In dono k darmyan farq ye hai k simple moving average date set main average ka koi weighting nhi deta. Jb k exponential moving average current price ki ziada weighting deta hai.



    How to calculate moving average:

    Simple moving average sirf series k tamam data points ki average hai. Jo points ki tadad sy taqseem hoti hai. SMA ka challenge ye hai, k tamam data points ka weight brabar ho ga. Jo current market ki situation ki true reflection karta hai.

    EMA ko is masly ko theak krny k lye tyar kia gya tha q k ye recent prices ki ziada weighting dy ga. Ye EMA ko market main current situation k lye ziada sensitive bnata hai. Aur ye trend ki direction ko determine karny main helpful hota hai.

    SMA =
    A= Data points
    N= Number of time periods

    Steps for calculating EMA:

    EMA=
    EMAT= EMA today
    Vt= Value today
    S= smoothing
    D= number of days

    PURPOSE OF MOVING AVERAGES:

    1. Moving average ka purpose short term fluctuations ko khatam karna hai.

    2. Moving average traders ko market k overall trend ko identify karny main madad krti hai.

    3. Ye aik customizable ishara hai jo trader ko trading purpose k lye time frame choose karny main madad krta hai.

    4. Moving averages market k under support aur resistance levels ko determine karny k lye bhi use hoti hai.

    Interpret moving average:

    Moving average trend ki direction ko determine karta hai.
    Support aur resistance level ko determine karta hai. Ye multiple averages ko use kar k market k long term aur short term trend ko assess karta hai.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Moving Average? Types of Moving Average?

    Forex trading aik risky business hai. Is me profit hasil krnh k liy ap k pass candlesticks ka knowledge aur experience hona buht zarori hai. Bearish kicker candlestick pattern, aik buht hi important aur famous pattern hai, is pattern ki achi understanding, profit Hasil krny k liy aur loss say bachny k liy, buht zarori hai.

    Introduction of Bearish kicker candlestick pattern:
    average lagate hai or aik moving average ki value 5 rakhte hai or dosri ki
    value hum 21 rakhay gay or jub hume in dono ka cross over milta hai tu hume trade kare gy jub jub hume cross over mile ga humne trade karni hai kuch trades loss me bh ja sakti hai
    lakin zaida ter trades profit
    Bearish kicker candlestick pattern, 2 Candlestick per mushtamil hota hai. Ager ap is pattern ko understand krna chaty hain to dono candlestick ko study krna hoga.

    * is pattern ki first Candlestick, aik bullish candle hoti hai, jo strong up trend ya consolidation phase k bad banti hai.

    * is pattern ki second Candlestick aik bearish candle hoti hai, is ke pehchan yah hai k first candle (bullish candle) k close say kafi down open hoti hai, aur first candle k close aur second candle k open me distance hota hai.

    Dear friends, Forex trading market me, is candlestick pattern ko Bearish kicker Candlestick Pattern khety hain. yah pattern, tabi powerful hota hai, jab ap ko strong uptrend k bad ya consolidation k bad mily. is time is ki accuracy aur zayda hoti hai. Yah aik buht strong trend reversal pattern hai. Yah market k mood change k bary me btata hai.

    Bearish kicker effectiveness:

    Bearish kicker candlestick aik buht powerful signal hota hai. Yah ap ko aik selling entry daita hai.


    Last edited by ; 22-07-2022, 09:30 AM.
    • #3 Collapse

      Re: What is Moving Average? Types of Moving Average?

      Moving average in forex trading
      Moving average aik indicator hai jo ke forex trading ya kisi bhe online trading me analysis karne ke liye use kiya jata hai market ki movement ka jaiza lene ke liye is indicator ka use
      kiya jata hai moving average aik aisa indicator hai jis ko expert traders ya phir banker ya investor use karte hai ya aik acha indicator hai is ki help se achi trading ki ja sakti hai
      moving average indicator aik line hai jo hume chart me nazar ati hai is line ki value different ho sakti hai har koi apni trading strategy ke hisab se hi is ko select karta hai
      Moving Average Indicator Kaise Kam karta hai
      Moving average aik legging indicator hai ya bohat time ke bad hi hume market me signal deta hai is per hume market trend show karti hai ke market ab kis side ko move kare gi
      is indicator me lines hoti hai or us line ki value hoti hai jo ke hum hud select karte hai kuch trader double moving average use karte hai cross over trading strategy use karne ke liye
      or kuch trader triple moving average bhe use karte hai wo bhe cross over trading karte hai ya indicator ki value hume hud select karna hoti hai short time frame wale bohat hi kam
      value select karte hai or jo trader long term trading karte hai wo phr 100 ya 200 wala moveing average hi use karte hai.

      Cross over strategy on moving average indicator
      cross over strategy bohat hi asan or profitable strategy hai is me hume aik nahi balke double moving average lagate hai or aik moving average ki value 5 rakhte hai or dosri ki
      value hum 21 rakhay gay or jub hume in dono ka cross over milta hai tu hume trade kare gy jub jub hume cross over mile ga humne trade karni hai kuch trades loss me bh ja sakti hai
      lakin zaida ter trades profit me hi close hoti hai.
      منسلک شدہ فائلیں
      • #4 Collapse

        Re: What is Moving Average? Types of Moving Average?

        Assalamu Alaikum Forex members umeed hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic moving average kya or ya kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.

        Moving average:
        moving average ko Ham calculation ko analyse karte hain point ko Dekhte Hue create karte hain jisse average ke different subset ko full data Ko Dekha jata hai aur call kiya Jata Hai Aage moving average ko Dekhte Hue Ham scoring Nind Mela sake aur Scribe ko find Karke input kar Saken responsible filter ko Dekhte Hue Ham include Ganesh simple aur iski vate ko Dekhte Hue Ham kam kar sakte hain.


        Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12411193

        What is the type of moving average?

        Moving average sleep for direct Hoti Hai Jisko bahut acche tarike se use Karke Ham trading ka knowledge Hasil kar sakte hain simple tor per is kar refer Kiya Jata Hai article ke Taur per aur isko jo ki acche tarike se explanation expotential smooth and weight.
        Yah Hai moving average ki type four types hai;
        Simple Moving Average (SMA)
        Exponential Moving Average (EMA)
        Smoothed Moving Average (SMMA)
        Linear Weighted Moving Average (LWMA)

        Click image for larger version

Name:	images (52).jpeg
Views:	1
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12411194



        What is the calculation of moving average?

        Moving Average ko ham technical indicator ke through investor ko trader ko dekhte hain aur determine karte hain Taka train ki direction ko security ko dekh sake aur calculate karte hain adding ab mein or data point ko during the specific period aur iski division ko Dekhte Hue some by number of period Ko Dekha jata hai aur isase bahut acche tarike se calculate Karke kam Kiya Ja sakta hai.




        Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	4
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12411195
        • #5 Collapse

          Re: What is Moving Average? Types of Moving Average?

          Hello everyone I hope aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai moving average moving average kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.

          What is moving average?
          Movie average cost at 6:30 per Agar calculation Ko Dekha Jaaye to Uske analysis ko data point se create Kiya jata hai aur iski average ko Dekhte Hue different subset ko full data course set ko Dekhte Hue kam Kiya Jata Hai Jisko calling ki Jati Hai Uska mean bowling main hota hai aur isko Ham bahut acche tarike se responsible tarike se footer Karte Hain Jo Bhi include hota hai simply Taur per wait ke Taur per aur cumulative.



          Click image for larger version

Name:	IMG-20220722-WA0013.jpg
Views:	1
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12411205




          What does a moving average tell you?
          Moving average ko usually topic calculate Kiya Jata Hai identify Kiya Jata Hai Iske train ki direction ke liye Uske stop ko Dekhte Hue determine Kiya Jata Hai support and resistance level ko Iske train ko forward karte hain legging indicator ko kyon ke is ko Dekhte Hue basically to iski price per post Ko Dekha jata hai jo kilo long movie average ko Dekhte Hue generate Karti Hai long time period ke liye is ki lag.






          Click image for larger version

Name:	IMG-20220722-WA0012.jpg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12411206


          How do you calculate a moving average?
          Moving average calculated care2 simple moving average Dekhi Jaati Hai jisse number of price ko within time period ki divide karke number of Total period Mein dekhte hain Jo bahut acche tarike se market ko Samajh Kar kam Kiya Jata Hai is ki commonly moving average period ko identify Kiya Jata Hai significant Karke long term support and resistance level ke liye overall Iske train ko 50 days 100 days yah 200 days ki moving average ko mostly common Mein use Kiya jata hai





          Click image for larger version

Name:	IMG-20220722-WA0011.jpg
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12411207
          • #6 Collapse

            Re: What is Moving Average? Types of Moving Average?

            What are Moving Averages?

            moving average taweel mudti rujhanaat ki passion goi ke liye aik behtareen tool hai. yeh kisi bhi muddat ke liye shumaar kya ja sakta hai. harkat pazeeri ost ka naam is liye rakha gaya hai kyunkay taaza tareen qeemat ke adaad o shumaar ka istemaal karte hue usay musalsal dobarah shumaar kya jata hai .taweel mudti utaar charhao, qaleel mudti ya mutawatar utaar charhao, aur be tarteeb tagayuraat time series ki teen wasee aqsam hain. aik taweel mudti tagayur ya rujhan waqt ke sath sath data ke bherne ya ghatney ke umomi rujhan ko zahir karta hai. tabdeeli batadreej ho sakti hai, lekin yeh na guzeer hai .adaad ke set ki darmiyani qader is ki ost hai. harkat pazeeri ost aik jaisi hai, lekin data ke mukhtalif zeli siton ke liye is ka kayi baar hisaab kya jata hai. yeh tareeqa data ke zariye data ke utaar charhao ko hamwar karne ke tasawwur ko istemaal karta hai. yeh moving average ka istemaal karte hue tabdeelion ya tagayuraat ko hata kar rujhan ka hisaab lagaata hai. rujhan ki pemaiesh karne ke liye istemaal honay wali sab se aasaan qisam rayazi ka ost ( ost ) hai .

            Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12411212

            Types of Moving Averages

            Below are the different types of Moving Averages and explained in detail.
            Simple Moving Average (SMA)

            simple moving average ( sma ) sab se bunyadi moving average hai, jis ka hisaab aik set mein haliya data points ko shaamil karkay aur phir kal ko time periods ki tadaad se taqseem karkay lagaya jata hai .traders sma ka istemaal karte hue signals peda karte hain ke stock mein kab daakhil hona hai ya bahar niklana hai .aik sma aik peechay reh jane wala isharay hai kyunkay yeh aik muqarara muddat ke liye guzashta qeemat ke adaad o shumaar par mabni hota hai aur qeematon ki mukhtalif aqsam jaisay aala / kam, khulay aur band ke liye shumaar kya ja sakta hai .yeh ost taajiron ki janib se sikyortiz ke liye signals ki khareed o farokht aur support aur muzahmati zone ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai .

            Exponential Moving Average (EMA)

            moving average ki agli qisam exponential moving average ( ema ) hai, jo haliya ya taaza tareen qeemat points ko ziyada wazan deti hai aur usay haliya data points ke liye ziyada jawabdeh banati hai .sma ke muqablay mein, ema qeematon mein haliya tabdeelion ke liye ziyada jawabdeh hai kyunkay yeh muqarara muddat mein qeematon mein honay wali tamam tabdeelion ko aik hi wazan tafweez karta hai .ema ka hisaab lagatay waqt teen marahil shaamil hain :sab se pehlay, hamein aik muqarara muddat ke liye saada moving average ki ginti karni chahiye, is ke baad exponential moving average ko tolnay ke liye zarb .is ke baad, ibtidayi ema se haliya muddat ke doraniye ko le kar aur guzashta muddat se qeemat, zarb, aur ema qader se zarb day kar mojooda ema ka hisaab lagayen .

            Least Square Moving Averages (or Linear Regression)

            least-square moving average (LSMA) kam se kam square moving average ( lsma ) pichlle waqt ke adwaar ke liye kam se kam murabba resulting line ki ginti karta hai, jis ke nateejay mein mojooda muddat se agay ke takhminay hotay hain. isharay is baat ka taayun karne mein madad karta hai ke agar resulting line ki pairwi ki jati hai to kya ho sakta hai .isharay di gayi muddat ke liye data par behtareen foot honay wali seedhi lakeer ko talaash karne ke liye kam least squares method ka majmoa istemaal karta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What is Moving Average? Types of Moving Average?

              Assalamu Alaikum forex members aaj ka Hamara topic moving average se related hai aur type of moving average
              Moving average:
              technical analysis me moving average Ek Aisa indicator Hai Jo Ek specific period Mein market ki average band Hone Wali price ko represent karta hai trader is indicator ko current market situation ko jaj karne ke liye istemal Karte Hain


              Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12412164


              Explanation

              moving average indicator hai jo ke Forex trading ya Kisi bhi online trading Mein analyse karne ke liye use Kiya Jata Hai market ki move ment ko jayja lene ke liye is indicator ka use Kiya Jata Hai moving average Ek Aisa indicator hai jo Jisko expert rader ya FIR banker ya invested use karte hain yah Ek Achcha indicator Hai Iski help se acchi trading ki Ja sakti hai moving average indicated Ek line hai jo Hamen chart Mein Najar Aati Hai is Line ki value different ho sakti hai Har Koi apni trading strategy ke hisab se isko select karta hai


              Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	3
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12412165


              Advantages of moving average in trading:

              moving average ka purpose short term fluctuation ko Khatam karna hai moving every Friday ko market key over all train co identify karne mein madad Karta Hai yah Ek customizable Ishara Hai Jisko trader ko trading purpose ke liye time frame choose karne mein madad Karta Hai movie average sport or residence level ko determine karne mein bhi use Hota Hai


              Types of moving average:

              Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	7
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12412163



              moving average key to types Jo use Hone Wali moving average (SMA) simple moving average or (EMA) exponential moving average hai ine donon Ke Darmiyan Fark Yeh hai ki simple moving average dates set me average ka koi weighting nahi deta Jab cake protection moving average current price ki Jyada weighting deta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X