how to trade long legged doji candlesticks ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to trade long legged doji candlesticks ???
    assalium o alekum

    dear forex
    member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s forex k work complete kry gy or forex online business k ly confident hona chaye chlty h aj k topic p study krny


    trading with long legged doji


    - lambi tangon wala doji ghair faisla kin honay ki nishandahi karta hai, lehaza aik tajir ke tor par, aap yeh dekhnay ke liye intzaar kar satke hain ke kya qeemat is doji ki onche aur nichli satah se agay barhti hai. jab qeemat oopar jati hai, to aap lambi position mein indraaj kar satke hain aur agar yeh neechay ki taraf jata hai, to mukhtasir position mumkin ho sakti hai .

    - aap chart par moving average laga satke hain, aur dekh satke hain ke aaya koi lambi tangon wala doji is mein daakhil hota hai. agar aisa hota hai, to yeh zahir kar sakta hai ke qeemat mein paish Raft ya dobarah izafah ho sakta hai. is ke baad aap samajh haasil karne ke liye aglay session ke ekhtataam ko dekh satke hain .


    - aap support aur muzahmati ilaqon ke qareeb zahir honay ke liye lambi tangon walay doji ko bhi dekh satke hain. misaal ke tor par, agar qeemat barh jati hai aur muzahmati satah ke qareeb lambi tangon wala doji banata hai, to is ka matlab hai ke agar qeemat doji patteren ke nichale darjay se neechay ajati hai to qeemat mein slight honay ke ziyada imkanaat hain .



    Click image for larger version

Name:	Long-legged-Doji-1-1024x574.jpg
Views:	4
Size:	64.9 کلوبائٹ
ID:	12545577

    important points


    lambi tangon walay doji candle stuck patteren ko belon aur rechaoo ke darmiyan tag of waar ke tor par dekha jata hai aur yeh faisla nah karne ka ishara hai. yeh is waqt bantaa hai jab qeematein din ki ibtidayi aur band honay wali qeematon se agay aur neechay jati hain aur aakhir-kaar ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat ke qareeb ya is ke qareeb chali jati hai. aik tajir ke tor par, aap is patteren ko –apne tor par ya kisi dosray doji candlestick patteren ke sath mil kar yeh dekhnay ke liye istemaal kar satke hain ke aaya rujhan mein koi radd o badal mojood hai.

    agarchay –apne tor par aik doji aik ghair janabdaar namona hai, lekin is ka andaza tareekhi qeemat ke tanazur mein karne ki zaroorat hai taakay yeh maloom ho sakay ke market mustaqbil mein kya kar sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how to trade long legged doji candlesticks ???

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Long-legged Doji Candlestick


    Long-legged doji candle aik doji candle bagher real body main banni wali upper aur lower sides par long shadows rakhne wali aik single candle pattern hai, jiss ko aam tawar par price chart pattern par aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main supply aur demand, khareed aur ferokht bullish aur bearish, resistance aur support taqat main barabari ki waja se banti hai. Candle ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, k aik makhsos ya muntakhib karda timeframe k dowran price chart par pehle investors prices ko aik side par le jane k baad same dosri side par bhi ussi tarah se push karti hai, lekin din k ikhtetam par prices apne aghaz wali position par a kar close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (502).png
Views:	13
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12412598

    Candles Formation


    Long-legged doji candles umoman prices main ziada tar dekhaye dete hen, q k ye aik neutral candle shumar hoti hai. Ye candle aik hi waqat main market main buyers aur sellers ki equal taqat ki akasi karti hai, jo prices ko aik khas position par mutehkam rakhti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (224).jpeg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12412599

    Long-legged Doji Candle: Long-legged doji candlestick prices k darmeyan main ziada tar neutral hoti hai, jab k bottom aur top prices par trend reversal ki salaheyat rakhti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main candle k open aur close same point par hota hai. Candle k upper aur lower sides par shadow hota hai, jo k dono sides par size main equal hota hai.

    Explanation

    Long-legged doji candlestick main prices candle k center ya darmeyan main aik line si real body banati hai, jiss k upper aur lower side par aik lamba saya ya shadow hota hai. Ye candle aam tawar aik neutral candle tasawar ki jati hai, jiss ko price chart par bohut ziada dekha jata hai. Ye candle prices k center main ya aik trend k dowran neutral value ki hoti hai, jab k prices k top ya bottom par banne par ye trend reversal ki hososeyat rakhti hai. Long-legged doji candlestick ki hososeyat bhi small Spinning top candle, high wave candle aur doji star candle ki tarah hoti hai, jiss main market ki prices ziada tar same trend ko hi follow karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (501).png
Views:	10
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12412600

    Trading

    Long-legged doji candlestick trading k leye ziada perfect signals iss waja se nahi de sakti hai, q k ye candles ziada tar neutral behaviour rakhti hai. Ziada tar ye candles price chart main bohut ziada nazar ati hai, lekin aam trend par ye bohut kam asar andaz hoti hai. Price chart k top par banne par ye candles thori bohut trend reversal k asarat ka hamil ho sakti hai. Candle par trading k leye zarori hai, k prices trend k intehaye top ya bottom main hona chaheye, jab k candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hota hai, jo k real body main lazmi hona chaheye. Jab k same trend ki candle banne par ye trend continuation ka role play karti hai. Stop Loss candle k sab se top ya bottom end se two pips above ya below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (500).png
Views:	23
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12412601
    • #3 Collapse

      Re: how to trade long legged doji candlesticks ???

      WHAT IS A LONG LEGGED DOJI CANDLESTICKS :





      Long legend doji candlestick market ka chart ma bante ha ya candle ak specific shape ma hote ha is candle ke small real body hote ha q ka is pattern ke jo opening or closing price hote ha wo ak dosra ka near ma hote ha or is pattern ke candle ka upper or lower ma shadow hota ha or ya shadow long shadow ho ga. Jab ya candle market ka chart ma banay ge to is time market ma jo buyers ka pressure ho ga or selling ka pressure ho ga wo same ho ga jes ka result ma market ma small candle bany ge. Ya long legged doji candlestick huma market ka na he bullish ka batay ga or na he market ka bearish ka batay ga yani is pattern ma jo market signal da ge yo market ka indecision ko shaow kara ge or ya pattern na he market ka uptrend ke traf jana ka batay ge or na he market ka lower ke traf jana ka batay ge. Ya pattern market ka chart ma bullish ma bhi ban sakta ha or ya pattern market ka bottom ma bhi ban sakta ha jab ya pattern strong movement or market ka trend ka end ma banay ga or jab ya pattern market ma kese trend ka end ma banay ga to is time ya pattern market ko reverse karna ka kam kara ga ya ak strong reversal ho ga ya is ka previous trend ka opposite ke traf ho ga.





      UNDERSTANDING THE LONG LEGGED CANDLESTICK PATTERN :





      Long legend doji ak single candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma jab bante ha to ya market ka indecision ko show kara ge yani ya single candle huma market ka future ke bara ma ni batat ha is liya traders is pattern ke next movement ko dakhta ha or is pattern ka sath different indecator ko use karta ha jo madad karta ha is pattern ka bad market ka future ke movement ko samajna ka liya. Ya long legged doji candlestick pattern huma market ka consolidation period ka start hona ka batat ha or jab ya long legged doji candlestick market ka chart ma ak ya ak sa zada dafa banay ga to ya market ka strong reversal ka batay ga. Ya long legged doji candlestick tab market ma zada strong strength banay ga jab ya pattern market ka chart ma strong uptrend ma banay ga ya phir ya pattern market ma strong downtrend ma banay ga. Or jab ya long legged doji candlestick banay ge to ya huma market ka supply or demand pressure ko equilibrium ma show kara ga yani jes time ya pattern banay ga to na he is time market ma supply ho ge or na he market ma demand ho ge or is ka bad market ma reversal ho ga. Jab market ma koi candle indecision ko ya phir equilibrium ko shaow kara ga to market is ma zada dar tak ak side par ni jay ge or market stro gly reversal ho kar trend ka opposite ma jay ge.





      TRADING WITH LONG LEGGED DOJI CANDLESTICKS :





      Jab ya long legged doji candlestick market ka chart ma bany ge to is ka bannay sa phalay market ma strong trend ho ga ya trend market ka uptrend ke traf bhi ho sakta ha or ya trend downtrend ke traf bhi ho ga jab ya market ma kese trend ma banay ga to ya ya phir trend ka top ma banay ga ya ya trend ka bottom ma banay ga us pattern ka banay ka bad market reverse ho kar current trend ka opposite ke traf jay ge. Jab ya candle banay ge to is ma market ka high bull ka pressure ay ga or is ma market strongly upward ke traf jay ge or reverse ho kar opening price ka near ma jay ge or lower ma bear ka pressure sa jay ge or is ma ak long lower shadow ko banay ge or market reversal ho kar opening price ka near ma a jay ge is pattern ke ak small real body candle banay ge q ka is ma jo market ke price ke opening or closing price ho ge wo ak dosra ka near ma ho ge. Jab ya pattern market ka chart ma banay ga to traders sirf is pattern ke single long legged doji candle ko ni dakha ga balka is pattern ke next candle ko dakha ga agar ulya pattern market ka top ma banata ha or is pattern ke next candle lower ke traf ate ha to is pattern ma reversal ke conformation ho jay ge or traders is ma sell ke trade ko enter kara ga or asa he downtrend ke traf ho ga.
      • #4 Collapse

        جواب: how to trade long legged doji candlesticks ???

        Pak forex may jb bhi koii candle ka process kia jata Hy to as may bahut sy cheezo ka khiyal kia jata Hy keh aik candle ko kis tarah control krna Hy aur jb candle ki aurjb bhi Kam trend as may Kam krta Hy to sb sy pehly as ki market ki moving ko as k samne ki taraf dekha jata Hy aur as may bahut sy process ko control kia jata Hy jb bhi koi trend market may lower ki aik movement ki sahi pressure nhe deta to as may candle ko aik sahi andazy k sath as ko control nhe Kiya jata aur na Hy as ki aik asaan tariky k sath simjha jata Hy jb hum ko market k analysis ko aik achy tariky k sath smijhty haan to hum market ki sahi movement smijh aty Hy Jis sy hum ko tread lagane may bahut asani paida hoty Hy jb hamary tread ka ki quality bahut achy hoty Hy to as may hum ko market ji sahi length smij aa jaty Hy jb market up ya down hoty Hy to as may hum ko asaani k sath Kam kr sakty haan aur as jb candle ki aik aisy smijh nhe rakhty jis Sy hum ko market ka up ya down hona smijh nhe ata to hum as may hum tarah tread nhe KR sakty kyun tread krne Keliye hum ko market her aik andaaz ko smijhna hota Hy Jis sy hum ko bahut achy asaani k sath hum tamam tread win kr sakeen as Keliye hum ko ko bahut achy experience ka hona bahut zarori hota Hy aur hamary quality bhi bahut achy hoty Hy Jis sy hum ko bahut acha bonus hasil hota Hy
        • #5 Collapse

          Re: how to trade long legged doji candlesticks ???

          Assalamualaikum dear forex members me apni aj ki is post me doji candlestick ki aik aisi type k bary me explain krun gi Jo k hmari trade k liay bohat important Hy yh candle hmary liay bohat ziada faidamand sabit ho skti Hy ager hum Sahi time par isko smaj lain or ager hum idy nahi smaj paty to is sy hmain nuksan bhi bohat ziada ho skta Hy friends doji candlestick ki bohat sari types hain or har type ka aik alag role Hy Jo k wo trading market me play krti Hy friends doji candlestick me normally yh hota Hy k candle ka real body bilkul nahi hota q k dodgy candlestick main market ke opening or closing point sem hote Hain Jab ke logic candlestick Ki Kisi bhi type mein dekha jaaye to Inki wick long hoti hai ya to Apar wick long hoti hai ya short wick long hoti hai aur jab ine ka real body Nahin Hota to Aisi candle ko Ham do ji candlestick bolate Hain aj me apni post Me long legged doji candlestick k bary me explain krny ja ri hun long legged doji candlestick kia hoti Hy yh hmari trade ko kis Tarah sy effect krti Hy yh tmam batain me apni is post me share krun gi.

          🌟Long legged doji candlestick:
          Dear forex members long legged candlestick doji candlestick ki aik type Hy lakin Is ka real body hota Hy lakin dosri candlesticks ki nisbat iska real body Kam hota Hy jab k is ki upper or lower wick bohat long Hoti Hy sometimes Aisa b hota Hy k iski lower wick bohat ziada long ho or upper wick short ho or Aisa b hota Hy k iski upper wick bohat ziada long ho or lower wick short ho in me sy Kisi b tarah ki candle bany to wo long legged candlestick hi Hoti Hy or in Sab ka effect same hota Hy q k yh trend reversal candlestick hai yh market ka trend completely change kr deti Hy is liay friends long legged candlestick k banny py trade ehtiat sy krna hoti Hy.

          Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_080329.jpg
Views:	1
Size:	217.2 کلوبائٹ
ID:	12412772

          🌟 Long legged candlestick is bearish or bullish:
          Friends long legged candlestick bearish b ho skti Hy or bullish B ho skti Hy friends long legged doji candlestick ka asal mean yh Hy k yh trend reverse krti Hain or market me bohat ziada high ya bohat ziada low situation ko indicate krti Hy is candle k banny py market me Kisi b pair ki prices ya to bohat ziada had tak ghir skti Hain ya bohat ziada had tak up ja skti Hain is me hmary liay faida b bohat ziada Hy or ager hum mistake kr dain to nuksan b bohat ziada Hy.

          Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_080316.jpg
Views:	1
Size:	102.9 کلوبائٹ
ID:	12412773

          🌟 Trade with long legged doji:
          Friends ager ap ny forex market me apni trade entre ki ho or achanak sy long legged candlestick banti Hy to wo trade foran close kr dain q k long legged k bad market ka trend extreme level tak up or low b ja skta Hy lakin yh bat yad rhy k previous trend k against trend bany ga q k yh candle na sirf hmain high or lows ka btati Hy balky yh hmain yh b btati Hy k market ka trend reverse ho jay ga is liay friends jab b market me Aisi candle bany to usy carefully soch smaj k deal krain is me apka faida or nuksan dono hi chupay ho skty Hain.

          Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_080259.jpg
Views:	1
Size:	128.3 کلوبائٹ
ID:	12412774
          • #6 Collapse

            Re: how to trade long legged doji candlesticks ???

            Long-legged Doji Candlestick


            Long-legged doji candle aik doji candle bagher real body main banni wali upper aur lower sides par long shadows rakhne wali aik single candle pattern hai, jiss ko aam tawar par price chart pattern par aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main supply aur demand, khareed aur ferokht bullish aur bearish, resistance aur support taqat main barabari ki waja se banti hai. Candle ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, k aik makhsos ya muntakhib karda timeframe k dowran price chart par pehle investors prices ko aik side par le jane k baad same dosri side par bhi ussi tarah se push karti hai, lekin din k ikhtetam par prices apne aghaz wali position par a kar close hoti hai.



            Candles Formation


            Long-legged doji candles umoman prices main ziada tar dekhaye dete hen, q k ye aik neutral candle shumar hoti hai. Ye candle aik hi waqat main market main buyers aur sellers ki equal taqat ki akasi karti hai, jo prices ko aik khas position par mutehkam rakhti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai;



            Long-legged Doji Candle: Long-legged doji candlestick prices k darmeyan main ziada tar neutral hoti hai, jab k bottom aur top prices par trend reversal ki salaheyat rakhti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main candle k open aur close same point par hota hai. Candle k upper aur lower sides par shadow hota hai, jo k dono sides par size main equal hota hai.UNDERSTANDING THE LONG LEGGED CANDLESTICK PATTERN :





            Long legend doji ak single candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma jab bante ha to ya market ka indecision ko show kara ge yani ya single candle huma market ka future ke bara ma ni batat ha is liya traders is pattern ke next movement ko dakhta ha or is pattern ka sath different indecator ko use karta ha jo madad karta ha is pattern ka bad market ka future ke movement ko samajna ka liya. Ya long legged doji candlestick pattern huma market ka consolidation period ka start hona ka batat ha or jab ya long legged doji candlestick market ka chart ma ak ya ak sa zada dafa banay ga to ya market ka strong reversal ka batay ga. Ya long legged doji candlestick tab market ma zada strong strength banay ga jab ya pattern market ka chart ma strong uptrend ma banay ga ya phir ya pattern market ma strong downtrend ma banay ga. Or jab ya long legged doji candlestick banay ge to ya huma market ka supply or demand pressure ko equilibrium ma show kara ga yani jes time ya pattern banay ga to na he is time market ma supply ho ge or na he market ma demand ho ge or is ka bad market ma reversal ho ga. Jab market ma koi candle indecision ko ya phir equilibrium ko shaow kara ga to market is ma zada dar tak ak side par ni jay ge or market stro gly reversal ho kar trend ka opposite ma jay ge.





            TRADING WITH LONG LEGGED DOJI CANDLESTICKS :





            Jab ya long legged doji candlestick market ka chart ma bany ge to is ka bannay sa phalay market ma strong trend ho ga ya trend market ka uptrend ke traf bhi ho sakta ha or ya trend downtrend ke traf bhi ho ga jab ya market ma kese trend ma banay ga to ya ya phir trend ka top ma banay ga ya ya trend ka bottom ma banay ga us pattern ka banay ka bad market reverse ho kar current trend ka opposite ke traf jay ge. Jab ya candle banay ge to is ma market ka high bull ka pressure ay ga or is ma market strongly upward ke traf jay ge or reverse ho kar opening price ka near ma jay ge or lower ma bear ka pressure sa jay ge or is ma ak long lower shadow ko banay ge or market reversal ho kar opening price ka near ma a jay ge
            trading with long legged doji


            - lambi tangon wala doji ghair faisla kin honay ki nishandahi karta hai, lehaza aik tajir ke tor par, aap yeh dekhnay ke liye intzaar kar satke hain ke kya qeemat is doji ki onche aur nichli satah se agay barhti hai. jab qeemat oopar jati hai, to aap lambi position mein indraaj kar satke hain aur agar yeh neechay ki taraf jata hai, to mukhtasir position mumkin ho sakti hai .

            - aap chart par moving average laga satke hain, aur dekh satke hain ke aaya koi lambi tangon wala doji is mein daakhil hota hai. agar aisa hota hai, to yeh zahir kar sakta hai ke qeemat mein paish Raft ya dobarah izafah ho sakta hai. is ke baad aap samajh haasil karne ke liye aglay session ke ekhtataam ko dekh satke hain .


            - aap support aur muzahmati ilaqon ke qareeb zahir honay ke liye lambi tangon walay doji ko bhi dekh satke hain. misaal ke tor par, agar qeemat barh jati hai aur muzahmati satah ke qareeb lambi tangon wala doji banata hai, to is ka matlab hai ke agar qeemat doji patteren ke nichale darjay se neechay ajati hai to qeemat mein slight honay ke ziyada imkanaat hain .
            • #7 Collapse

              Long Legged Doji Candlestick Trading Strategy


              1. Long Legged Doji Candlestick Kya Hai?
              Long legged doji ek khas candlestick pattern hai jo market ki uncertainty ko dikhata hai. Is candlestick mein open aur close prices kaafi kareeb hote hain, lekin iski shadows (upper aur lower) kaafi lambay hote hain. Yeh pattern indicate karta hai ke market mein buyer aur seller dono ke beech mein kafi lambi ladayi chal rahi hoti hai, jo ke future price movement ka indication de sakta hai.

              2. Long Legged Doji Ke Components
              Is pattern ke do primary components hain: body aur shadows. Body ka size chota hota hai aur yeh indicate karta hai ke market ne ek particular period mein zyada movement nahi ki. Upper shadow aur lower shadow ke lambay hone ka matlab hai ke price ne higher aur lower dono levels par experiment kiya, lekin end mein price wahi hai jahan se shuru hua tha.

              3. Long Legged Doji Ki Pehchan
              Long legged doji ko pehchanne ke liye aapko candlestick chart dekhna hoga. Jab aap ek doji candlestick dekhte hain jisme upper aur lower shadows kaafi lambay hote hain, to aap yeh samajh sakte hain ke yeh long legged doji hai. Is pattern ki body ke do taraf kaafi khuli jagah hoti hai, jo ke market ki indecisiveness ko dikhata hai.

              4. Long Legged Doji Ka Significance
              Yeh pattern market mein reversal ya continuation signal ke liye istemal hota hai. Agar yeh bullish trend ke baad aaye to yeh indicate kar sakta hai ke market mein reversal ho sakta hai, aur bearish trend ke baad aane par yeh continuation signal ban sakta hai.

              5. Trading Strategy Tayar Karna
              Long legged doji ko trading strategy mein shamil karne ke liye aapko market ki overall trend aur support/resistance levels ka jaiza lena hoga. Aapko yeh dekhna hoga ke doji ke baad kya hota hai—agar price move karta hai toh yeh confirmation signal ban sakta hai.

              6. Entry Point Ka Chunaav
              Entry point ka chunaav karte waqt aapko doji ke close price ko madde nazar rakhna hoga. Agar price doji ke upper shadow se upar jaata hai, to aap bullish position le sakte hain. Agar price doji ke lower shadow se neeche jaata hai, to bearish position le sakte hain.

              7. Stop Loss Ka Istemaal
              Har trade ke sath stop loss ka istemal karna bohat zaroori hai. Long legged doji ke case mein, aap stop loss ko doji ki body ke niche ya upper shadow ke upar rakh sakte hain. Isse aap apne risk ko manage kar sakte hain aur unexpected market movements se bach sakte hain.

              8. Take Profit Ka Chunaav
              Take profit ka target set karte waqt aapko market ki volatility aur trend ka jaiza lena hoga. Aap doji ke pehle ke trend ke mutabiq apna target set kar sakte hain. Agar bullish trend hai, to previous resistance levels ko target karna behtar rahega.

              9. Long Legged Doji Ke Saman Pattern
              Long legged doji ke sath aap doosre candlestick patterns ko bhi dekh sakte hain jaise ke engulfing patterns ya hammer. Yeh aapko confirmation dete hain ke kya market ki direction change ho rahi hai ya nahi. Agar doji ke sath bullish engulfing pattern banta hai, to yeh strong bullish signal ban sakta hai.

              10. Market Conditions Ka Jaiza
              Long legged doji ke istemal se pehle, market conditions ka jaiza lena zaroori hai. News events ya economic reports jo market ki volatility ko badhate hain, unhe dhyan mein rakhna chahiye. Yeh events market ki direction ko badal sakte hain, isliye trading se pehle inka jaiza lena chahiye.

              11. Backtesting Aur Paper Trading
              Long legged doji ki trading strategy ko samajhne ke liye aap backtesting ya paper trading ka istemal kar sakte hain. Isse aapko real market conditions mein apne strategies ko test karne ka mauqa milega bina apne real money ko risk mein daale.

              12. Emotional Control
              Trading mein emotional control bohot zaroori hai. Long legged doji ke signals ke aas paas emotional decisions lene se bachein. Market ki volatility ke dauran panic sell ya overconfidence se bachne ki koshish karein. Discipline aur patience ka hona bohot zaroori hai.

              13. Technical Indicators Ke Saath Isteamal
              Aap long legged doji ko technical indicators ke sath bhi istemal kar sakte hain jaise RSI, MACD, ya moving averages. Yeh indicators aapko market ki strength ya weakness ke bare mein additional insights dete hain, jo aapke trading decisions ko mazid mazboot bana sakte hain.

              14. Conclusion
              Long legged doji candlestick trading strategy ko samajhna aur istemal karna ek valuable skill hai. Is pattern ki madad se aap market ki indecisiveness ko samajh sakte hain aur potential trading opportunities ko identify kar sakte hain. Yeh strategy agar sahi tarah se implement ki jaaye to aapke trading results ko behter bana sakti hai. Market ke har move ko analyze karna, risk ko manage karna, aur patience rakhna aapki success ke liye zaroori hai.

              • #8 Collapse

                Long Legged Doji Candlesticks Trading Guide

                1. Long Legged Doji: Aashariyat Kya Hai?


                Long legged doji ek aise candlestick pattern hai jo market ki uncertainity ko darshata hai. Iski khasiyat yeh hai ke ismein opening aur closing price ek dusre ke bohat nazdeek hoti hain, jabke high aur low price bohat zyada farq rakhti hain. Yeh pattern aksar reversal ya continuation signals ki taraf ishara karta hai.

                Long legged doji ka appearance tab hota hai jab buyers aur sellers dono hi market mein equally active hote hain. Iski wajah se price ke movement mein koi khas direction nahi hota. Traders is pattern ko analyze karte hain taake market ki mood ko samajh saken.

                Is candlestick ki shape ko samajhne se traders ko yeh andaza hota hai ke kis taraf market ki movement ho sakti hai. Yeh pattern aksar major support ya resistance levels ke nazdeek banta hai.

                2. Long Legged Doji Ka Chitra


                Long legged doji ki shakal ek cross ya plus sign jaisi hoti hai, jisme do lambi shadows hoti hain. Upar aur neeche ke shadows market ki volatility ko darshate hain. Candlestick ki body choti hoti hai, jo ke opening aur closing price ke beech ka farq dikhata hai.

                Jab yeh pattern chart par banta hai, to yeh aksar ek strong signal hota hai. Yeh is baat ka darshak hota hai ke market mein koi major shift hone wala hai. Traders isko important signals ke liye dekhte hain.

                Iski visual representation samajhne se traders ko entry aur exit points dhoondne mein madad milti hai. Yeh chart analysis ke liye ek valuable tool hai.

                3. Long Legged Doji Ki Importance


                Long legged doji ka pattern traders ke liye bohot ahmiyat rakhta hai, kyunki yeh market sentiment ko achhi tarah samjha sakta hai. Yeh pattern indicate karta hai ke na to buyers ne control hasil kiya hai aur na hi sellers ne.

                Iski madad se traders market ke reversal ya continuation ke signals ko samajh sakte hain. Jab yeh pattern kisi strong support ya resistance level par banta hai, to iski importance aur bhi barh jaati hai.

                Traders is pattern ka istemal kisi bhi market mein kar sakte hain, chahe wo forex ho, stocks ho ya commodities. Iski versatility isay ek valuable tool banati hai.

                4. Long Legged Doji Ka Chart Mein Identifying Process


                Long legged doji ko chart par dhoondna aasan hai agar aapko iski characteristics ka pata ho. Aapko sab se pehle dekhna hai ke candlestick ki body kitni choti hai aur shadows kitni lambi hain.

                Ek long legged doji ke liye, aapko yeh ensure karna hai ke shadows ka length body se kaafi zyada ho. Jab aap is pattern ko dekhte hain, to uske aas paas ki candlesticks ko bhi nazar mein rakhna zaroori hai.

                Is process mein aapko price action ka bhi khayal rakhna hoga. Agar long legged doji kisi significant level par banta hai, to iski relevance aur bhi zyada hoti hai.

                5. Long Legged Doji Aur Market Sentiment


                Market sentiment ko samajhna long legged doji ke pattern ke sath bohot zaroori hai. Yeh pattern batata hai ke market mein buyers aur sellers ki strength kya hai. Agar long legged doji ke baad bullish candle banti hai, to yeh bullish sentiment ka darshak hai.

                Is pattern ko analyze karne ke liye, traders ko market news aur events ka bhi khayal rakhna chahiye. Kabhi kabhi market sentiment unexpected news se bhi change ho sakta hai.

                Long legged doji ka istemal karte waqt aapko market ke overall trends ko samajhna hoga. Yeh aapki trading decisions ko behtar banane mein madad karega.

                6. Trading Strategies with Long Legged Doji


                Long legged doji ke saath trading strategies ka istemal karke traders bohot faida utha sakte hain. Ek common strategy yeh hai ke is pattern ko identify karne ke baad, aapko wait karna chahiye ke next candle kya direction le rahi hai.

                Agar long legged doji ke baad bullish candle banti hai, to aap buy position le sakte hain. Iske alawa, agar bearish candle banti hai, to aap sell position lene par soch sakte hain.

                Is strategy ka ek hissa stop-loss orders ka istemal karna bhi hai. Aapko apne stop-loss ko previous low ya high ke aas paas rakhna chahiye, taake losses se bacha ja sake.

                7. Risk Management with Long Legged Doji


                Risk management long legged doji ke sath trading mein bohot zaroori hai. Aapko apne capital ka sirf ek chhota hissa trade par risk karna chahiye. Yeh aapko large losses se bachata hai.

                Stop-loss orders ka istemal karke aap apne losses ko limit kar sakte hain. Yeh orders aapko automatic exit dene mein madad karte hain jab price aapke against chali jaye.

                Iske ilawa, position sizing bhi ek important factor hai. Aapko yeh dekhna hoga ke aapki total capital aur risk tolerance ke hisaab se kitna amount trade karna chahiye.

                8. Common Mistakes in Trading Long Legged Doji


                Traders aksar long legged doji pattern ko samajhne mein galtiyan karte hain. Ek aam galti yeh hai ke wo is pattern ko ignore karte hain jab yeh kisi major support ya resistance level par nahi banta.

                Doosri galti yeh hoti hai ke traders pattern ko bina kisi confirmation ke follow karte hain. Hamesha doosri candles ki movement ko dekhna zaroori hai.

                Galat entry aur exit points bhi common mistakes hain. Aapko patience rakhna chahiye aur proper analysis ke baad hi trading decisions lene chahiye.

                9. Combining Long Legged Doji with Other Indicators


                Long legged doji ko doosre technical indicators ke sath combine karna trading ko behtar bana sakta hai. Aap moving averages, RSI, ya MACD ka istemal kar sakte hain taake confirmation signals mil sakein.

                Agar long legged doji ke saath RSI overbought ya oversold levels par ho, to yeh aur bhi strong signal banata hai. Is combination se aapke trading decisions ko support milta hai.

                Iske alawa, volume analysis bhi zaroori hai. Agar long legged doji high volume ke sath banta hai, to yeh market mein zyada interest ko darshata hai.

                10. Real Life Examples of Long Legged Doji


                Real life examples se long legged doji ko samajhna aasan hota hai. Ek example lete hain jab yeh pattern kisi strong resistance level par banta hai. Is case mein, agar agla candle bearish hota hai, to yeh signal deta hai ke market downward move kar sakti hai.

                Dusra example lete hain jab long legged doji ek support level par banta hai. Agar agla candle bullish hota hai, to yeh signal hota hai ke market upar ki taraf ja sakti hai.

                In examples se traders ko yeh samajhne mein madad milti hai ke kis tarah long legged doji ka istemal unki trading strategy mein ho sakta hai.

                11. Conclusion: Long Legged Doji Ka Role


                Long legged doji ka role trading strategies mein bohot ahmiyat rakhta hai. Yeh pattern market sentiment ko samajhne aur potential reversals ko identify karne mein madadgar hai.

                Traders ko yeh pattern dhoondhne aur analyze karne ke liye time dena chahiye. Iska sahi istemal karne se aap apni trading success ko behtar bana sakte hain.

                Hamesha yaad rakhein ke market mein risk hai, lekin long legged doji ka istemal karne se aap apne decisions ko enhance kar sakte hain.

                12. Further Resources for Learning


                Long legged doji aur dusre candlestick patterns par mazeed seekhne ke liye aap online courses ya webinars join kar sakte hain. Bohot se trading forums bhi hain jahan experienced traders apne experiences share karte hain.

                Books aur articles bhi aapki knowledge ko barhane mein madadgar hote hain. In resources ka istemal karke aap apne trading skills ko enhance kar sakte hain.

                Market ka continuous analysis karte rehna bhi zaroori hai. Yeh aapko current trends aur market sentiments se updated rakhega.

                13. Final Thoughts on Long Legged Doji Trading


                Long legged doji ka pattern ek valuable tool hai jo traders ko market ki uncertainity samajhne mein madad karta hai. Is pattern ko analyze karte waqt patience aur discipline zaroori hai.

                Trading mein successful hone ke liye aapko continuously seekhna hoga
                • #9 Collapse

                  Trading long-legged doji candlesticks involves understanding their significance as potential reversal signals in the market. Here’s how to trade them:
                  ### 1. **Identification:**
                  - A long-legged doji has long upper and lower shadows, with a small body near the midpoint. This indicates indecision in the market.

                  ### 2. **Context:**
                  - **Market Trend:** Look for a long-legged doji at the end of a trend (uptrend or downtrend). It often suggests a potential reversal.
                  - **Support/Resistance Levels:** Identify if the doji forms near significant support or resistance levels, as this adds to its strength.

                  ### 3. **Confirmation:**
                  - Wait for a confirmation candlestick. For a bullish reversal, look for a strong bullish candle following the doji. For a bearish reversal, look for a strong bearish candle.
                  - Confirm with additional indicators like volume or RSI to support the signal.

                  ### 4. **Entry Points:**
                  - **Bullish Reversal:** Enter a long position above the high of the confirmation candle.
                  - **Bearish Reversal:** Enter a short position below the low of the confirmation candle.

                  ### 5. **Stop Loss:**
                  - Place your stop loss below the low of the doji for a long position, and above the high of the doji for a short position.

                  ### 6. **Target:**
                  - Set profit targets based on risk-reward ratios or key levels of support/resistance.

                  ### 7. **Monitor:**
                  - Keep an eye on market conditions and adjust your strategy as needed. Use trailing stops to secure profits as the trade moves in your favor.

                  ### Conclusion:
                  Long-legged dojis can be effective indicators of market indecision and potential reversals. Always combine them with confirmation signals and other technical indicators to enhance trading decisions.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    How to Trade Long-Legged Doji Candlesticks?
                    Long-legged doji candlestick aik unique aur important pattern hai jo market mein uncertainty aur indecision show karta hai. Yeh pattern tab banta hai jab price ka high aur low dono equal hotay hain, aur open aur close price bhi qareeb ho. Is pattern ko samajhna aur use karna traders ke liye bohot faidemand ho sakta hai, lekin iska sahi analysis aur trading strategy zaroori hai. Is post mein hum discuss karenge ke long-legged doji ko kaise pehchana jaye aur iska use kar ke profitable trades kaise liye ja saktay hain.


                    ---

                    Long-Legged Doji Ko Kaise Pehchana Jaaye?

                    Long-legged doji kaafi bara candlestick hota hai, jisme price action high aur low ke darmiyan fluctuate karta hai, lekin end pe open aur close price almost barabar hotay hain. Yeh candle kaafi lambi shadows ke sath nazar aati hai, jo market mein uncertainty ko represent karti hai. Yeh pattern mostly market ke reversal points pe banta hai, jahan buyers aur sellers ka koi faisla nahi ho paata.


                    ---

                    Long-Legged Doji Trading Strategies

                    1. Trend Reversal Strategy
                    Long-legged doji aksar trend reversal point pe banti hai. Agar yeh pattern aik downtrend ke end pe banay, to iska matlab ho sakta hai ke market bullish direction mein shift ho raha hai. Is pattern ke baad agar next candle bullish ho, to yeh confirmation hoti hai ke market mein trend change ho gaya hai. Aap is point pe buy kar saktay hain.

                    Example:

                    Market downtrend mein hai.

                    Long-legged doji banayi aur uske baad bullish candle form hui.

                    Yeh signal hai ke aap buy entry le saktay hain.



                    2. Support aur Resistance Zones Pe Use Karna
                    Agar long-legged doji support ya resistance zones pe form hoti hai, to yeh kaafi powerful signal ban jaata hai. Support zone pe agar yeh pattern banay, to yeh indicate karta hai ke market wahan se upar jaa sakti hai. Wahi, resistance zone pe banay to market neeche girne ka chance hota hai. Is pattern ka use aap breakout aur reversal trades mein kar saktay hain.


                    3. Risk Management Ke Sath Trade Karna
                    Jab bhi aap long-legged doji ko trade karen, stop-loss ka use zaroori hai. Yeh candle uncertainty show karti hai, to kabhi kabar market opposite direction mein bhi chal sakti hai. Is wajah se, stop-loss ko previous candle ke high ya low ke paas set karna safe option hota hai.




                    ---

                    Entry aur Exit Points

                    Entry: Jab long-legged doji ke baad market ka direction clear ho, tab entry karen. Bullish signal pe buy aur bearish signal pe sell karen.

                    Exit: Profit-taking ke liye important resistance ya support zones pe exit karen, ya phir trailing stop ka use karein.



                    ---

                    Conclusion

                    Long-legged doji candlestick aik powerful tool hai jo market ke indecision ko highlight karti hai. Is pattern ka use kar ke aap market ke reversal ya continuation ko pehchan saktay hain. Lekin, iska sahi analysis aur risk management bohot zaroori hai. Agar aap is pattern ko support, resistance, aur trend analysis ke sath combine karte hain, to yeh aapki trading strategy ko bohot behtareen bana sakti hai.


                    اب آن لائن

                    Working...
                    X