Bullish gap up

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish gap up
    Introduction

    , Assalamu Alaikum dear kya haal chaal hai aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam kar rahe Honge dear aaj main aapko is topic ke discuss kar raha hun vah police rising window these trading gaps are considered police because of the Moon up in price a lot of KFC during hearing hearing reports are given after the market closes police Jab chemistry pattern 2 days aur ek police trend continuous pattern jo ki police friend ya Veeresh market aur side mein market site per break out hone ke bad banta hai pattern ki donon candle sem color Mein Hoti Hai jismein Pahli candlestrong real body Mein white green yabolic scandal Hoti Hai Jab ke bad Mein banne wali candle bhi sem white green ya Ek police medal hoti hai jo ki pahle candle se open hoti hai aur higher bante donon candlestick Ke Darmiyan Mein banne wala gap weekend ya market ki close ke time per switching ke Waqt banta hai unke Char pattern Mein yah gap Jyada bante Hain
    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	3
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12545532

    Explanation

    and dear pattern book and district permit mil hota hai aur pattern ki donon candles strong bulls candle Hoti Hai yah Patron police training ke bad banta hai petrol ki Pahli candle Ek real body wali police Hoti Hai Jiske bad banne wali candle Gair Mahmud open baf Kar Jaati Hai Aur is high close Hoti Hai pattern ke donon candle Ke Darmiyan Hota Hai jismein Kisi bhi candle Nahin Banta paitan Mein candle Ke Darmiyan gap market Mein police paraashar ki vajah se hota hai jo Aam Taur per Kisi news ke liye hone per banta hai

    Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12545533

    Trading bullish gap

    of pattern newly police trend Mein Banta Hai Tujhe market Mein 17 police continuous ka signal Deta Hai Aksar aukat market ke weekend daily open close ke Waqt candle Ke Darmiya Gaya banta hai jo ki Kisi event news ke release hone ke bad hota hai yah pattern extra police contribution ka signal deta hai pattern per trending ke liye Jaruri Nahin Ki confirmation candle lajmi Ho Kyunki market ready police training Mein Nahin Hoti lekin Agar market Jyada police trade kar rahi ho to use short Mein confirmation candle Ka Intezar Jarur Karen dusra market Mein dusre candle ke complete hone ka bad Mein Intezar Karen aur candle ka time frame long division Karen pattern ke dusre candle ke bad market mein bye ki entry Karen aur is Tak profit ke liye support aur system indicator kharab Karen Ke Log bante per is per set Karen
    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	2
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12545534

    Types of gaps

    gaps trading ki type ke bare mein baat karen to iski do type se jo uski Jaati Hain yah Mention ki gai hai ki main Don Mein jakar weekend hota hai ismein time during ki trading bich mein as well as Ham isko sign karte hain ismein performance Dete Hain aur ham market ISI Tarah trading Mein Apne samajhte Hain

    Continuation gap

    gap rating for excreting per aapane continuation appear dekhna hai for appears Ek RD contrading ki currency per capi upper introduction trading Karta Hai Iski direction Mein Ham friend dekhte hain aur yah Ham yahan se ek balance Karte Hain Ham supply aur demand Dekhte Hain ismein Ham psychology Kali aur FIR dekhte hain Ki Kyon market per duce venas ke sath point samjhi Jaati Hai Is per Hamen trading Ko samajhna Hai Jiski topic tric ko Samjhana hai jo ki trading mein aapko help De Aur unhen Ke Sath aapki acchi trading karne ke साथ-साथ Ek Achcha profit bhi Hasil kar sake aur trading Mein market Mein Kaise gap per Chalti Hai FIR Ek Jagah hai jo Kafi important hai
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12545535

    Execution gap

    gap trading ke bare mein Hota Hai Iski Mein Ham train signal ki potential ko price ke tendency ko Sath dekhne Hain is gap ki direction market ke moment ke upar show Kiya jata hai aur heart rate aapko market Mein Najar Aati Hai ismein Ham East first between kar rahe hote hain aur trailer ko psychology Gali form karte hain iski vajah to type ki trading Karen do type ki cap ko understand karne ke liye Yahan per gap kaise use Kiya Jata Hai yah Ham last player hote hain aur jo market Mein entry to Le lete hain lekin unko ine trading Ki Kyon se aap Hamen acche se acche karna Nahin Aata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish gap up

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Gap Up Pattern


    Bullish gap up ya simple "Gap Up" candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern, jo k bullish trend ya bearish market aur sideways market k bullish side par breakout honne k baad banta hai. Pattern ki dono candles same colour main hoti hai, jiss main pehli candle strong real body main white, green ya bullish candle hotti hai, jab k baad main banne wali candle bhi same white, green ya aik bullish candle hotti hai, jo k pehli candle se gap main upward side par open hotti hai, aur higher high banate howe high price par close ho jatti hai. Aksar awqaat dono camdles k darmeyan main banne wala gap weekend ya market k closing k time par switching k waqat banta hai. Jin trader k morning opening timing late hotte hen, un k chart pattern main ye gaps ziada bante hen.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20221203_085546.jpg
Views:	1
Size:	81.0 کلوبائٹ
ID:	12434323

    Candles Formation


    Bullish gap up candlestick pattern main shamil dono candles same bullish hotti hen, yanni candles ka colour green ya white hota hai, jo k same bullish pattern main banta hai, aur bullish trend continuation pattern ka kaam karta hai. Bullish gap up pattern main shamil dono candles ki tafseel darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (206).png
Views:	1
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12434324

    1. First Candle: Bullish gap up pattern main pehli candle aik strong real body wali bullish candle hotti hai, jiss ka colour aam tawar par white ya green hota hai. Ye candle pechle trend yanni bullish trend k market main maojoodgi ki alamat hotti hai.

    2. Second Candle: Bullish gap up pattern ki dosri candle bhi same pehli ki tarah se bullish candle ya color main green ya white hotti hai. Ye candle pehli candle se gap main above open aur high pe ja k close hoti hai.

    Explaination

    Bullish gap up pattern do candles par mushtamil hota hai, aur pattern ki dono candles strong bullish candles hoti hai. Ye pattern bullish trend ya newly prices ka blish side par breakout k baad banta hai. Pattern ki pehli candle aik real body wali bullish hotti hai, jiss k baad banne wali bearish candle gap main above open ho kar high par close hoti hai. Pattern k dono candles k darmeyan aik wazih gap hotta hai, jiss main kisi bhi candle ki wick ya shadow nahi banta. Pattern main candles k darmeyan gap market main bullish pressure ki waja se hotta hai, jo aam tawar par kisi news ya events k release honne par banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (207).png
Views:	1
Size:	1.9 کلوبائٹ
ID:	12434325

    Trading

    Bullish gap up pattern aggar newly bullish trend main banta hai, to ye market main aik strong bullish continuation ka signal deta hai. Aksar awqat market k weekend ya daily open close k waqat candles k darmeyan ye gap banta hai, jo k kisi events ya news k release honne k baad hotta hai. Ye pattern aik strong bullish continuation ka signal detta hai. Pattern par trading k leye zarorri nahi hai k confirmation candle lazmi ho, q k matket already bullish trend main hotta hai. Lekin aggar market ziada bullish trade kar rahi ho to uss sorat main confirmation candle ka intezar zaror karen. Dosra market main dosree candle k complete honne ka lazmi intezar karen aur candles ka timeframe long duration ka muntakhib karen. Pattern k dosri candle k baad market main buy ki entry karen aur tak profit k leye support and resistance indicator, Pivot point ya fabonacci retracement levels main se kisi ka intekhab karen. Stop Loss pattern k sab se lowest position, jo umoman pehli candle ka low banta hai, par set karen, aur trading k leye completely safe position istemal karen.

    Click image for larger version

Name:	images (208).png
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12434326

    اب آن لائن

    Working...
    X