Margin call ka reason
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin call ka reason
    Margin call:
    • Margin call aik aisi call hoti hai, jo keh margin account ka funds low honay per ati hai,
    • Aam tor per aik trade ka loss mein janay per.
    • Yeh aik indicator hota hai keh aik ya ziada security jo keh margin account mein decrease ho gai hain.
    • Jab margin call ati hai to , investor ko ziada money deposit karni chahie apnay account mein, ya apny account ka kuch assets ko sell karna chahie.
    • Margin call simply demand hoti hai keh additional capital ya security takeh margin account minimum margin ki maintenance ki taraf a jay.

    Margin call ka reasons:
    Click image for larger version

Name:	IMG_20211115_140012.jpg
Views:	3
Size:	104.0 کلوبائٹ
ID:	12545530
    Margin call ka definitely kuch reasons ho saktay hain, Jab ap market main apni working complete katay hain , to following important reasons ki wajah sa aapko marrgin call receive ho saktii hai, esliye aapko sab se pahlay in reasons ko khatam karna hota hai.


    1.Without any analysis trade open kar Lena:
    Forex ki trading main market ka analysis bahut zarOori hai .Market analysis sa hi achi decision making ki ja sakti hain aur achi tarah sa Trading ki jaa sakti hai.Market analysis na karnay ki wja sa trades main loss ho jata hai aur loss ziada honay ki waja sa margin call ati hai , Is situation mein agar mazeed deposit na kiya jaye to account wash ho sakta hai ,Isi lye achy market analysis kar k he market main Entry lany chaiye Ta k loss na ho aur acha profit earn kia ja saky.


    2.Over Trading:
    Forex trading main hmesha balance aur equity ko dekhtay huay trade open karni chahye aur market analysis bhi lazmi karna chahiye kabhi bhi over trading nhi karni chaiye, aur na he lalach karni chaiye Over trading sy loss ho sakta hai Aur margin call ki reason ban skti hai.


    3.Using a large lot size:
    Agar aap forex trading main according to the money management rules and regulations apni working nahin karte hain, aur maximum lot size select karte Hain, to aysi condition main aapko margin call receive ho sakti hai. Aur aap out off balance ho sakte hain, isliye aapko hamesha money management ke mutabik apni working karni chahie aur profit hasil krna cheye.


    Safety from margin call:
    Click image for larger version

Name:	IMG_20211115_135957.jpg
Views:	3
Size:	134.4 کلوبائٹ
ID:	12545531
    • amen koshish Karni chahie ki jitna possible ho sake ham market mein margin call se bachn aur iske liye hamen kuch learning karne ki zarurat hai aur is ky sath sath rules ko follow karne ki zarurat hai.
    • Tab hi ham margin call se bach sakte hain otherwise hamara market main loss hota rahega or Margin call se bachne ke liye hamen kuch impotant steps lyne ki zarurat hai hi tab hi ham Apne account ko safe rakh sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X