Introduction
Asslam O Alaikum
Jab aap Forex trading market Mein Apni working karte hain to ismein aapko Hamesha bahut zyada advantages Hasil karne ke liye different important factors ko apni trading Mein Shamil karna hota hai aur apni trading ko zyada Se zyada faydemand banana Hota Hai aur is ke liye bohat ziada knowledge ke sath exprience bhe hona chahye
Under Discussion Points
1 Swing Levels
2 Swing Low
3 Swing High
4 Calculation Stop Loss
5 Stop Loss
Swing Levels
Jab aap market Mein swing high point per Koi entry Lete Hain toh Aisi condition mein aap market Mein stop loss key value ko highest point per select kar sakte hain Kyunk Jab market Aisi position Mein use level ko cross Karti Hai To iska matlab yah hota hai ki market Ne further bullish movement karni hai aur Aisi situation main aapko market se exit Le Lena chahie aur ek highest point Ka Intezar Karna chahie aap apni next entry use point per Le sakte hain.
Swing Low:
Jab aap market Mein down trend mein Ek lower point per entry Hasil karte hain to ismein aapko Hamesha bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai Kyunk Jab aap market mein jyada Se Jyada safety level ko maintain karne ke liye ek lower point per entry Lete Hain To Aisi condition mein aap us market Mein lowest point per Apne stop loss key value ko set kar sakte hain aur jab markets ko break karti hai to ismein further lowest Jana Hota Hai
Swing High
Jab aap market Mein up trend mein Ek high point per entry Hasil karte hain to ismein aapko Hamesha bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai Kyunk Jab aap market mein jyada Se Jyada safety level ko maintain karne ke liye ek higherr point per entry Lete Hain To Aisi condition mein aap us market Mein highst point per Apne stop loss key value ko set kar sakte hain aur jab markets ko break karti hai to ismein further highes Jana Hota Hai
Calculation Stop Loss
Agar aap stop-loss ki proper calculation Karte Hain aur iske sath sath Ek acchi Jagah entry Le Lete Hain To aap apne account ko properly safety se maintain kar sakte hain. Forex trading market main aapko Hamesha Jyada Se Jyada advantages Hasil karne ke liye regular basis per apni trading activities ko profitable banane ke liye ye apne account ki safety level ko maintain karna Jaruri Hota Hai. Agar aap stop loss ki proper calculation karna chahte hain to iske liye aapko Hamesha market Mein Different techniques ko acchi Tarah study karna Hota Hai.
Stop Loss
Jab aap market Mein stop loss ki value ko set Karte Hain To uske liye aap Different techniques ko utilised kar sakte hain ismein aap different methods aur different candlestick ki basis per Bhi Apne Stop loss ki value ko set kar sakte hain, no doubt without stop loss agar aap trading karte hain to aapko margin call ke chances ho sakte hain. Aapko Hamesha profit ke sath Apne account ki safety se related bahut zyda careful hona cheye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим