Detailed discussion about bullish meeting line;

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detailed discussion about bullish meeting line;
    INTRODUCTION

    Forex trading mein kuch patterns ka follow karna bahut ziada important hota hai, en men sa aik hai bullish meeting line pattern. Agar hm es pattern ko trading mein apply karna chahte hain to hamen isko understand karna hoga aur understanding ka liay es pattern ko sab sasa pehlay define kartay hain.
    Definition:
    "Bullish meeting line aik bullish reversal pattern hai, yeh downtrend mein happen hota hai, es pattern mein :
    1st candle black hoti hai, jo keh ongoing downtrend sa correlate karti hai.
    2nd candle aik new low per open hoti hai, per previous day ki closing per close hoti hai."

    Important points:

    Trend ka Japanese name: deaisen .Forecast : Bullish reversal hai.

    Es pattern sa prior downtrend hota hai.
    Es ka opposite pattern bearish meeting line pattern hota hai. Eska opposite pattern dekhnay ka liay aik picture sa help lay saktay hain:

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220228_143153.jpg
Views:	3
Size:	124.5 کلوبائٹ
ID:	12545465
    Umeed hai es picture sa apko pattern ka opposite pattern ki samjh a gai hogi , per as it is pattern ko understand karnay ka liay yeh picture apko thori si unclear hogi . Per mazeed explanation mein ja kar apko es trend ki picture ki understanding ho jay gi.
    Bullish meeting line pattern ki construction:


    • Pehli candle ki properties ; pehli candle downtrend hoti hai, es candle ki body black hoti hai, aur yeh aik long line ki tarah appear hoti hai.
    • Dosri candle ki properties; yeh white body candle hoti hai aur closing price , previous closing price ka equal hoti hai.
    • Dono candles same level per close hoti hain.


    Confirmation:

    Bullish meeting pattern ko agar dekha jay to yeh , In neck bearish continuation pattern sa similarity show karta hai. Per jo main difference hai wo 2nd line body ki length per depend karta hai, In neck pattern mein 2nd candle ki body shorter hoti hai. Esko aik picture sa understand kartay hain:


    Click image for larger version

Name:	IMG_20220228_143316.jpg
Views:	3
Size:	138.2 کلوبائٹ
ID:	12545466

    picture mein bullish meeting line ki occurrence , 1st line ki long black candle ka sath hoti hai, jo keh resistance zone form karti hai. Aik black candle jo keh pattern ko follow kartay huay downtrend ka breakout ki aik failed attempt hoti hai. Es ka result mein resistance zone stronger ho jata hai aur bears control retake kar letay hain.
    Brief explanation:

    Yeh pattern decline mein occur hota hai. Pehli stick black aur long hoti hai. Per next day yeh sharply open hoti hai jis sa bears positive direction mein show hotay hain. Pher bulls counterstrike kartay hain jis sa prices up jati hain aur pher prior close ka sath aik close ko approach krti hain . Downtrend breached ho jata hai.Es pattern ko understand karnay ka liay aik picture dekhtay hain:


    Click image for larger version

Name:	IMG_20220228_143242.jpg
Views:	3
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12545467

    Bullish meeting line ki candles show ki gai hain , es mein up 56 percent hai aur down 44 percent hai, black aur white dono candles dekhain , es mein common rank H+ aur efficiency B- hai. Umeed hai es explanation aur picture sa apko trend ki achay sa understanding mili hogi.
    Note:

    Bullish meeting line pattern , bullish piercing pattern sa comparable hai. Bullish piercing line pattern aik more significant bottom reversal hota hai. Day 3 ko , reversal ki confirmation zaroori hai, aik white stick sa aik large gap up ya higher close sa.

    Trading mein use:

    • Trading mein application bahut ziada important hai, us ka liay identification ka bad hi hm esko apply kar ka benefit gain kar saktay hain .
    • sab sa pehlay oper diay gay way sa esko market mein chart per find out karen , q keh forex ki trading mein agar hm profitable trading carry karna chahte hain to eski paracticl application bahut ziada important hai.
    • bullish meeting line pattern mein agr prices k downtrend yha lower mein ho to yhe hamary leay trading mein signal buy ka hota hay.
    • Is tarah agr hum is py trade kr rhy hain to oss ky liye prices ka lower mein hona zroori hay aor us ky sath trend ki confirmation bht important hay.
    • aur agr ham chety hain ky ham trading mein kmyab ho to os ky leay hmein chaey ky ham stop loss aur take profit ka zroor estemal kren tab hi hm es mein kmyab ho skhty hain so es sy hamara account bi safe rahy ga aur account bhi meintain rahy ga.
    • Es tarah hmein acha profit mily ga or hmary account ki safety bhi rahy gi.
    • Aur hm best treader bhi bn jaein gy.or jb him achy or best trader bn jaein to fore x trading sey zada koi busness profitable nahe hai.
    • Umeed hai apko es pattern ko complete information mil chuki hai aur apko understanding mil gai hogi.
    • agr mazeed koi issue ho ya koi cheez apko lagay unclear hai to dear members ap poch saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detailed discussion about bullish meeting line;

    Bullish Meeting Line (Bullish)


    Introduction:

    Bullish Meeting line aik trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai, aur us k baad aik bari real body wali white candle hoti hai. White candle white candle se lower gap me open hoti hai lekin close same black candle k closing point pe hoti hai. Ye pattern bearish trend ya bottom of the price main banta hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices main bearish trend ki trend ki akasi karti hai, jab k dosre din ki candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se below gap main open ho kar ussi k same close par close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (271).png
Views:	15
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12409192

    Pattern ki Pehchan k Rules:
    1. Bullish meeting line pattern bullish trend ya high price area (market ki sab se kam qeematon wale zone) me banta hai, q k ye aik bullish trend reversal pattern hai.
    2. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai, jo market ki maojoda trend ya bearish trend ko zahir karti hai.
    3. Pattern ki 2nd candle hamesha aik bari real body wali white candle honi chaheye, jo 1st candle k opposite direction me open hoti hai.
    4. Pattern me 2nd white candle 1st black candle se lower gap me open hogi aur close same black candle ki closing point pe hogi. Yani white candle aur black candle ki closing price aik hi line me aik hi position pe hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (273).png
Views:	4
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12409193

    Pattern ki Tafseel:

    Bullish meeting line pattern me do candles opposite direction aur color ki hoti hai, jin ka open price to aik dosre se mukhtalif hota hai lekin closing price aik dosre ka same aik hi point pe hota hai. Is pattern ki 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai, jo k apne sabeqa bearish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k sabeqa pattern ko khatam karke k trend ko bullish side reversal karati hai. 2nd white candle black candle se lower gap me open hoti hai jab k close black candle k same price pe hoti hai. Pattern do candle par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish trend wali candle hoti hai, jo pehli candle k bottom par open ho kar ussi k close point par close hoti hai. Pattern ki dono candles k closing point same lazmi hone chaheye, warna pattern ki formation mukhtalif ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (272).png
Views:	23
Size:	1.3 کلوبائٹ
ID:	12409194

    Pattern pe Trading:

    Bullish meeting line aik bullish trend reversal pattern hai, jo k low price area ya bearish trend k baad banne ki waja se traders k leye "Buy" k signals generate karta hai. Pattern ki 2nd candle market me bearish trend ka khatma karti hai, jis se qeematen bullish trend pe move karna shoro karti hai. 2nd white candle k baad 3rd confirmation candle ka intezar karna zarori hai, agar wo bullish candle banti hai to pher humen market me buy ki entry karni chaheye. Stop loss ki position white candle ki lower side pe set karen. Bullish meeting line pattern ki dosri candle k baad market main buyers active ho jate hen, q k ye aik bullish signal de rahi hoti hai. Pattern k baad aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k long real body main pehli candle k real body main close ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220720_210601.png
Views:	1
Size:	161.0 کلوبائٹ
ID:	12409195

    اب آن لائن

    Working...
    X