Easy Trading Strategy Fast Moving Average Crossover......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Easy Trading Strategy Fast Moving Average Crossover......
    What is fast moving average?


    Aslam u alaikum,
    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Agar aap nay moving averages kay baary main thora bahut knowledge haadil kiya hai to main aap kay sath aik intehaai easy aur simple strategy share karta hun jo kay intehaai useful aur profitable hai. Lekin esko use karty wakat ye baat bhe zehan main rakhnii hai kay koi bhe strategy harfe aakhir nahi hai. Aap apni strategy bhe bana sakte hain aur kise strategy ko change bhe kar sakte hain lekin trading asoolon ko lazmi follow karin taa kay aapka capital mehfooz rahy.

    Strategy:

    Fast moving average crossover strategy main hum 15 min timeframe use karin gy aur es kay liey 3 exponential moving average (10, 25, 50) period ka istemaal karin gay. Eska ka entry aur exit rule asaan hai. Jab 10-period EMA (Exponential moving average) 25-period EMA main sy guzrati hai aur jaari rehty huy 50-period EMA ko bhe cross kar jaati hai to aap 10-period EMA ke direction main entry lay sakty hain. Phir exit kay liey aapne dekhna hai kay jab 10-period EMA 25-period EMA ko cross kary to aap exit kar sakte hain ya phir 50-period EMA cross karny tak aap wait kar sakty hain kunkay sometimes market retracement kay baad dobara same direction main murr jaati hai.



    Explanation:
    Jesa kqy aap oper diey gy chart main dekh sakte hain kay 2, 3 jagha par 10-period EMA nay 25-period EMA ko cross kiya aur us kay baad 50-period EMA ko cross karny ke confirmation hui to aap agar wahan sy entry lety hain aur jab market 10-period ke direction main rahy us wakat tak entry na lain jab kay 25-period aur 50-period ko 10-period EMA cross kar jaay wapis aak kay to aap exit lay sakte hain.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Easy Trading Strategy Fast Moving Average Crossover......

    Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai easy trading strategy kya hai of fast moving average kis tarike Se Kiya Ja sakta hai Iske bare mein Aaj Ham baat karte hain.




    Simple moving average:





    simple moving average ko calculate karte hain adding karte hain price ki security ko over period ke liye jisse Hamen isko divide karne mein finger kato prasann ho jata hai aur uska number of period ko Dekhte Hue Ham for example ke Taur per add karte hain Uska Kya up ye kar sakte price kar ko dekh sake aur security ko kya mystery previous month mein isko bahut acche tarike se total number of the day in the month dekh sakte hain.




    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	2
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12409116





    Which moving average is the best for day trading?





    Bottom line ko Dekhte Hue Ham ismein 5 se 8 and 13 bar simple moving average for offer Karke perfect Karke input Dete Hain jisse date trading co skills ko Dekhte Hue isko increase Kiya Jata Hai trading market ke liye both of the long and short side ke liye jisse Ham moving average ko dekhte hain varg ko forward karte hain fitter karte hain unke telling kar sake fast aur iski fingers ko market ke player ko dekhte hain Jab wish hota hai to high trading and Kyon Ki Jaati Hai.



    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	1
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12409115






    What is the best simple moving average?





    Most l popular a simple moving average to include Kiya Jata Hai 10 ,20 ,50 ,100 ya 200. Trader ko of a Di Jaati Hai use Kiya Jata Hai similar to per fast moving average ko enter Karke target Kiya Jata Hai longest Lola moving average ko clear Karke trend ko filter Kiya jata hai.



    Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	1
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12409117
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Easy Trading Strategy Fast Moving Average Crossover......

      Hello everyone I hope aap sab theek Honge aaj ka Hamara new topic hai easy trading strategy kya hai aur yah kis tarike Se fast moving average Mein Dekhi Jaati Hai Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain.
      What is Simple moving average?
      Simple moving average ko calculate Karte Hain Ham adding karte hain price Kaise cutie ko tang ke Hamen price ki security ko bahut acche tarike se over period ki division Mein dekh Sakte aur Ishq fingers ke Taur per number period Ko Dekha Jata Hai example ke to program isko add karte hain cross karte hain price ki security Mein To isko previous month mein dekha Jata Hai Jab isko divide Kiya Jata Hai totally day of the number of days Mein in the month.


      Click image for larger version

Name:	IMG-20220720-WA0020.jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12409127




      How do you trade a simple moving average?
      Simple moving average ko basically Taur per Ham Iske rules ki trading Mein simple moving average ki security key trading ke above lete hain jisse Hamen simple moving average ke uprant ki value Ko Pata Chalta Hai Aur iski security key trading cable on karke and simple moving average ko downtrend Mein late Hain is the example ke top 10 security key trading co above karte hain 20 days ke liye jo ki simple moving average weight thought ko Dekhte Hue Ham bahut acche tarike se short-term uptrend kar sakte hain.




      Click image for larger version

Name:	IMG-20220720-WA0021.jpg
Views:	4
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12409128



      Which moving average is the most accurate? Jab Ham isko Iske period ki length ko dekhte hain to use lete aur per three specific moving average Ko Dekha jata hai jisse 9 aur 10 period ko bahut jyada popular Tod per extremely tour fast moving average Mein Dekhte Hain Jisko use Kiya Jata Hai Iski direction ko filter Kiya Jata Hai 21 period Mein medium term and the most accurate volume ko Dekhte Hue Ham moving average ko dekhte hain.






      Click image for larger version

Name:	IMG-20220720-WA0019.jpg
Views:	1
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12409130

      اب آن لائن

      Working...
      X