ZigZag trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ZigZag trend
    Asslam O Alaikum!
    Dear members, Aaj hum jis topic pr discussion kr rhy hain wo hai ZigZag trend indicator. Hum is k bary mai information share krty hain.

    Introduction.
    ZigZag pattern candlestick k sath ek indicator bhi hai ye indicator ka kam krta hai . Ye price py bht bara impact krta hai . Is tarah hum isko understand kr k market k trend k bare main achy sy identify kr skhte hain .is tarah ye hmare liye bht helpful hota hai is sy help le k hm market k trend ko bhi find out kr skhte hain .is tarah hum market main entry le skhte hain jo k hmare liye bht hi best ho skhti hai . Ye zig zag candlestick pattern market k rate ko down le ata hai uski price ko down krta ha
    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	4
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12545416

    How does it show.
    zigzag indicator market main trading kay liay bahut hi helpful hota hai aur is se hum market kay analysis kar sakte hain is indicator ko new trader support and resistance ko analyse karnay kay liay use kartay hain aur is indicator say support and resistance ko asani kay sath maloom kar saktay hain lekin expert trader support aur resistance ko technical method kay zariay analyse kartay hain aur agar hm thek method ko use kar kay support and resistance ko analyse karain to yah hamare liay boht best option hota hay , is tarah hm easily support aur resistance ko use kar sakte hain , zigzag indicator trading kay liay kafi useful hay hamen is ki proper practice honi chahie ta kay ye hamaray liay behtar ho , hm is sa se kafi achay benefits hasil kar saktay hain .

    Technical analysis.
    Zigzag indicator simple indicator hay is waja say yeh hamain trend ki direction kay ilawah baqi kisi factor kay bary main nai batata is liye yeh hamesha akely use nai kia ja sakta balkeh isko kisi aur technical indicators kay sath mila kar use kia jata hay . Yeh higher time frame main best kam karta hay jabkeh yeh sideway ya choppy conditions main kam nai karta . Laikin iska aik aur faidah yeh hay keh yeh adjustable and customizable hay jis waja say traders isko like karty hain aur apny hisab say isko adjust kar laity hain . Traders is indicator say sirf trend ki direction ka pata chala kar confirmation laity hain aur baqi indicators kay sath market ka volume , momentum aur strength found kar laity hain .

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ZigZag trend

    Zigzag Indicator:'

    Zigzag indicator sy hmain market ki support or resistance ko find krny main help milti hai or agar hm market main trade technical analysis ko follow krty hain to hmain zigzag indicator sy help leni bhi hy ham bahot achi trha same indicator ko use krty howe achi technical analysis kr sakty hain. Technical analysis Q ky market ki support aur resistance per depend krty hain is liye hmain pure support aur resistance requited hoti hai k ham usko follow krty howe trade continue krain tou is kam ky liay hamain zigzag indicator ko zarurat perti hai ky ham same indicator sy hi market ki support aur resistance ko mark ker sakty hain then hamain technical analysis kerny main problem nehi hota.

    Click image for larger version

Name:	download (7).png
Views:	28
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12409032

    Explanation:-

    Zigzag indicator hmare liye bhut ziada faida mand hi Magar bhut ziada trader is ko use krna Nahin Jante hai .Agar yh Apne MT4 application mn candlestick chart ke andar zigzag indicator ka istemal Krte Hain To unhen bahut zyda help milati Hai zigzag indicator support aur resistance Aur Bhi bahut important points ko show Karta Hai jisse Hamen is market ke andar trade Lagane Mein help milati hai aur ose indicator ka istemal Ham bilkul free kar sakte hain aur yah MT4 software ke andar install Hota Hai .

    Click image for larger version

Name:	download (8).png
Views:	7
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12409033

    Working:-

    Zigzag indicator ko properly istmal krne k liye aap koi is sy related complete information aur Na Lage Hasil karna chahie aur uske bad is ko Apne software metatrader 4 Mein apply karte hue isase indication Hasil karne chahie Agar aapko iski application aur ISI related complete learning nahin hai to aap kabhi bhi isase perfect results Hasil nahin kar sakte isliye aap ki puri koshish honi chahiye.

    Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12409034

    Bhut se trader Aese Hote Hain Jo zigzag indicator ki madad se market Mein trade Lagate Hain yah Ek moving average Ki Tarah ka indicator Hota Hai aur iss ki Sidhi line hoti hain ya sport or resistance aur important point show karta hai aur bahut Sare trader Aise Hote Hain Jo zigzag indicator se related complete information Hasil karne ke bad hi market Mein entry Karte Hain market Mein acchi trade Lagane ke liye aur acche profit Hasil karne ke liye market Mein majud indicator se ko samajhna bahut zaruri Hota Ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X