Define Spinning Top Candlestick Pattern & Details..!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Define Spinning Top Candlestick Pattern & Details..!
    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    dear friends umeed hai ap sab theek hon gy. jaisa k ap janty hain k forex mai bhoot ziada important candle hain jin ko understand karna lazmi hota hai kiyun her candle ka apna aik rule hota hai or apny rule ky mutabiq kaam karti hai or apna aik acha result provide karti hai es liye hamen candle ko understand karna lazmi hai es trha top spinning candle hai jo kafi ziada important candle hai ye hamen bhoot ziada help karti hai jis sy ham apni earning mai izafa kar sakty hain tu aye ham aj spinning top candle ko study karny ki koshish karty hain.

    Spinning Top Candlestick Pattern:

    dear friends spinning top candle aik small body wali candle hoti hai ye market mai reversal ka kaam karti hai ye up trend or lower trend mai apna aik shadow chorti hai in ki jo wick hoti hai up and down us ka distance equal hota hai spinning top mai market dono up and down mai chali jati hai. Click image for larger version

Name:	images (75).png
Views:	17
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12545371

    Description Of Spinning Top Candlestick Pattern:

    dear friends bullish spinning top value's k nechalay yah Bhe base regions Mn hello Gain ho jayein gy to ye bullish moving inversions ka kaam kry ga. ye Spinning Top Candlesticks asaani say hello data dy gi ansley kafi Ziad significantly Candlesticks hoti hai. Is primary hamein Marketings inversions ky Signal deti hai Agarwal market up mainn hai. tu ye Candlesticks ap ko Selling signals yani k opposite ky Signal deta hai agar ye down mai Banti hai.tu Trade Mn Dear Forex Members ap Theek fit hongy Ap punch costs say howdy estimated 25 Trad say greetings following karein Gy Tu Upper aur brought down sides standard since quite a while ago shadowed k baad aik littlest Bearish truly body boycott demeanor hai. ye Bearish Pattern say Bullesh Chart Ka pta Zror karein Aor faida Len Gy...
    Ager Tweezer Bottom Explained Zror and Tweezers Top levels hai. significance Le Kar most certainly accomplishment karein Gy Tu faida Zror Hoga Turning top Candlesticks top value's region fundamental Banti hai, to ye BEARISHNESS Patternsay Trends inversions Pattern Ka Kam Karti hai. Click image for larger version

Name:	images (76).png
Views:	18
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12545370

    Trading With Spinning Top Candlestick Pattern:

    dear friends spinning top candle stick pattern main color ki ahmeyat na hone ki waja se is candle k normal trend ya sideways trend main koi khas role nahi hota hai. Q k yahan par ye candle neutral candle tasawar ki jati hai. Spinning top candle agar ka koi bhi color ho, lekin agar ye high price ya low price main banti hai to ye trend reversal ka kam karti hai. spinning top candle pattern se pehle prices ki position aur candle ki timeframe ko lazmi dekhain, agar timeframes H4 plus hai aur prices bohut ziadda lower par trade kar rahii ho to ye position market main buy ki entry ki position hogi. Stop loss candle k wick k end par ya prices k sabb se lower position par set hoga.
    Agar Spinning top candle ki position prices k top main banti hai to ye position market main sell ki entry ka hoga. Spinning top k top main bhi candle ki color black & white dono ho sakte hen. Prices k Top position par banne wali Spinning top candle par Stop Loss candle k top wick par ya prices k top par set hoga. Click image for larger version

Name:	images (77).png
Views:	46
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12545369
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Define Spinning Top Candlestick Pattern &amp; Details..!

    Spinning Top Candlestick Pattern


    Spinning top candle aik small real body wali upper aur lower dono sides par lambi shadow rakhni wali candle hai, jiss ki real body ki nisbat shadow ka size taqreeban dogna hota hai. Spinning top candle k lower aur upper sides par shadow ka size taqreeban same hota hai, aur candles k rules mutabiq ye same hona bhi chaheye. Spinning top candle bhi aik single candle hoti hai, jo k umoman aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka upper aur lower sides par small equal length k shadows hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (275).png
Views:	17
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12409197

    Spinning Top Candles Types


    Spinning top candle normally trading main neutral tasawar ki jati hai, q k candle ki small body hoti aur candle ki dono sides par long shadow hota hai. Ye candle color k lehaz se do tarah se ho sakti hai,jiss ki tafseel darjazel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (276).png
Views:	22
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12409198

    1. Bullish Spining Top
    2. Bearish Spinning Top


    Bullish Spinning Top



    Bullish Spinning top candle me candle ka color white ya green hota hai aur ye is me candle ki close position open se bari hoti hai, lekin candle ki overall range se choti hoti hai. Candle ki pori real body uper aur lower shadow k lambaye k majmoe se lazmi choti honi chaheye. Bullish Spinning top aik bullish candle hogi, q k is ka close position open se ziada hota hai. Spinning top candle market ki be-yaqeeni ko zahir karti hai, aur is ko aam tawar par sideways trend tasawar kia jata hai. Agar ye kisi up-trend k bad banti hai to ye downtrend ki taraf ishara karti hai, lekin agar ye downtrend k bad banti hai to us sorat me ye bullish trend ki signal de rahi hoti hai.

    Bearish Spinning Top



    Bearish Spinning top candle me small black ya red real body hoti hai aur ye body overall shadow k length se kam hoti hai, lekin candle ki real body shodow k bulkul darmeyan me waqa hoti hai. Is ka opening position closing se nechay side (downward) hona chaheye. Bearish Spinning top candle aik bearish candle honi chaheye,jo candle bullish aur bearish dono positions ko neutral kar deti hai aur is me kisi bhi aik side ko sabqat jaat hasil nahi hoti hai. Is k banne k bad market me gher yaqeeni soratehal hoti hai. Agar Black Spinning top trending market me banti hai to ye market ki continuation ko zahir karti hai, lekin agar ye bullish market k bad banti hai to ye trend reversal ki taraf ishara karti hai. Bearish trend me banne k bad bhi ye trend ko reverse kara sakti hai.

    Spinning Top Candlestick Pattern pe Trading



    Spinning top candle k baane k pechay ki psychology kuch iss tarah se hai k jab bhi traders aik side par prices ko teezi k sath le jate hen, aur ussi timeframe main dobara prices ko wapis opposite semat main bhi le jaya jane k baad wapis apni position k qareeb close ho jati hai. Spinning top candle me color ki koi ahmeyat (importance) nahi hai, q k candle ki body k up aur down dono sides pe shadow same hen, jis ka matlab hai, k supply aur demand aik barabar hen. Candle stick ka color to ziada aham nahi hai lekin is ki position bohut aham (important) hai. Jab Spinning top candle stick ( black or white) kisi trend me ban jati hai, to ye market k tasalsul ka signal de rahi hai, lekin agar ye bohut ziada high (rally) market me banti hai to ye market ki trend reversal ki taraf ishara karegi, lekin agar ye bohut ziada mand wali market me banti hai to ye bhi trend ki upside pe jane ka ishara de rahi hogi. Is waja se market k trend ko dekhte howe Spinning top candle stick pe trading karen. Generally Spinning top candle ziada reliable candle nahi hoti hai. Ye candle prices k top ya bottom main main thori bohut moasar ho sakti hai, lekin uss k leye bhi confirmation ka hona zarori hai. Candle ki trading se pehle market main long term ki timeframe select karne k baad prices k top ya bottom position dekh len.

    Click image for larger version

Name:	images (277).png
Views:	19
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12409199

    اب آن لائن

    Working...
    X