Technical Analysis in forex trading.
forex trading business me hum bohat sare analysis kar sakte hai jaisa ke fundamental analysis ya phir sentimental analysis etc. ya business bohat hi wasee business hai is me
kam karne ke liye bohat saray tareeqay hai market ka jaiza lene ke liye hum bohat sare tareeqay use kar sakte hai or market me acha analysis kar ke achi trading kar sakte hai
forex trading business me sub se zaida log technical analysis kar ke hi trading karte hai technical analysis me bhe bohat kuch hai jis per hume bat kar sakte hai.
Technical Analysis karne ke tareeqay
Technical analysis karne ke bohat sare tareeqay hai kuch log sirf chart ko daikh kar hi analysis karte hai yani price action per technical analysis kar ke hi market me trading karte hai
kuch log indicators use karte hai indicators me bhe bohat sare indicators hai jin per hum yaha discuses kar sakte hai legging indicators hai or leading indicators hai in kam work
karne ka tareeqa thora mukhtalif hai indicators per analysis karne ko bhe hum technical analysis hi kahte hai trend lines support and resistance level Fibonacci etc. bohat sare
indicators hai ya tareeqay hai jin per trading kar sakte hai.
Indicators trend lines support and resistance Fibonacci etc.
Forex trading me analysis karne ke bohat sare method hai jin per hum market ka jaiza lay sakte hai sub se pahle hum yaha per indicators ko daikhte hai indicators me leading
indicators hai or legging indicators hai jin ki madad se hum market ka jaiza le sakte hai (Moving average, RSI, Stochastic or bohat sare indicators hai) jin ki madad se trading ki ja sakti hai
trend lines draw kar ke bhe hum market ka jaiza le sakte hai or support and resistance level tu bohat hi zarori hai market ka jaiza lene ke liye technical analysis me support and
resistance level daikhay bina profitable trading nahi ki ja sakti.
yaha per kuch pictures share kar raha ho technical analysis ki

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим