Technical analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear kya haal chaal hai main ummid karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam kar rahe Honge acchi kargarti ke liye aapko information aur knowledge provide karne aaj ka Mera Ek Sawal hai tekan hai cal analysis yah Char pattern kya hota hai aapko Iske use ke bare mein bataunga ki yah Kis Tarah kam karta hai

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	11
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12545109

    What is technical analysis

    Dear takniki Teji Mein badhate Hue aur Girte Hue rojana Ke Darmiyan tab bhi nahin Akhtar kimaton ki petrol se Ishara Karti Hai Tarif ke mutabik ki meet kimat ka pattern kimat ki nakalu Harkat ka ek Kabil Chunav tarteeb Hai Jiski Sharab friend lines aur ya Gunah Karti Hai Jiski snap train line per Mushkil Hai Is series Ke jarie Jab kimat ka petrol Jaan Ki kimat Mein to Delhi ka Ishara karta hai to use Bullet pattern ka naam se Jana jata hai

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	17
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12545110

    Key features of technical analysis

    Picnic ki Teji Mein badhate Hue aur Girte Hue Ruk Ja Raat Ki Darmiyan pattern se Ishara Karti Hai Tarif ke mutabik kimat ka pattern kimat ki nakal Harkat ki ek Kabil Chunav tarteeb Hai Jiski Sharab friend lines per dudh se series ke jarie ki Jaati Hai Jab kimat ka petrol ko Jaan Ke Simat Mein tabdil ka Ishara karta hai to use ulat pattern ke name se Jana Jata Hai Ek to social ka namuna is Waqt Hota Hai

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	5
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12545111

    Working of technology analysis

    Dear Kyunki Ek series ki istemal Karti Hai Jaati Hai ruzan Ki lakiron ko samajhna aur unko Technology ke jarie Mudassar Hoti Hai Technology chadhte Hue result train mein line Sabiya se upar ya niche ki taraf move karen to ismein Kafi Jyada movement aur Market Mein andaza cover karta hai isase market ka yah Pata Chalta Hai Ki technical analysis ke साथ-साथ is market ko kis chij ki jarurat hai jisse Jyada vah Paida Utha sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis

    Technical analysis ki madad se trade karna:

    Technical analysis ki madad sy Hum trade krty hain aur hum jo bhi analysis karte hyn us per Hamen Achcha munafa Milta Hai.
    Acha To Mere Pyare doston technical analysis may strategy ka Kafi Aham kirdar Hota Hai. Misal ke Taur per Agar Ham technical analysis per trade Karte Hain To Hamen diagram Mein Kuchh analysis karna hoga.

    Click image for larger version

Name:	332010.jpeg
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12408640

    Support and resistance:
    Support aur resistance ki madad se aap andaza Laga sakte hain ki technical Pandal se main market Kitni aasani se a trading karne ke liye taiyar hoti hai. Diagram ki madad se Ham market ko acche tarike se analysis kar sakte hain aur yah sab Ham technicalanalysis ki madad Se Karte Hain. Technicalanalysis ke bahut se courses Ham kar sakte hain jis ki madad se Forex trading Hamare liye bahut Aasan ho sakti hai. I ab Ham technicalanalysis ka dusra diagram kholte Hain Jis ki madad se Ham technicalanalysis ki strategies ko Byan Karenge.

    Click image for larger version

Name:	4563.jpeg
Views:	2
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12408641

    Retracement:
    Retracement Ek Asia strategy Hai Jiski madad se Ham technicalanalysis ko dekh sakte hain
    Technicalanalysis Hamen simple tarike se market ke bare mein batate hain Ki Ab market mein kya hone wala hai. Misal ke Taur per Agar market Mein niche bottom Mein hammer banta hai to market Kafi Upar Jayegi aur kharidi mein kafi Achcha munafa hoga

    Click image for larger version

Name:	22230.jpeg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12408642
    . Isliye Mere Pyare doston Agar Ham technicalanalysis ko sikhate Rahenge to bahut Sare Nishan Hamen mil Jaenge Jiski madad se Ham market ke diagram ko dekh kar apna tajurba kar sakte hain aur Kafi achha munafa bhi Kama sakte hain Jaisa ke diagram mein agar Upar shooting star ban jata hai to market Mein farokht karna Behtar rahega

    Click image for larger version

Name:	1110.jpeg
Views:	11
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12408643
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis

      introduction:'

      Market ky technical analysis ky liay sab sy pehly jis cheez ko ham cater kerty hain usko moving average line kehty hain ky agar market moving average line sy aik hi direction main ho tou market ka trend bhi same direction main hota hai jabky agar ham yeh analysis kerty hain ky market ki current movement moving average line ky qareeb aa rehi hai tou hamain trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay ky jab same movement line ko cross kerti hai tou market ka trend same time per change ho raha hota hai aur ham new direction main trade open kr k continue kr skty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	7
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12408647

      Explanation

      Market ky technical analysis main market ki oversold aur overbought position bahot importance rakhti hai kyun ky jab market aik direction main movement kerty huey overbought ya oversold ho chuki ho tou usky bahd market ny reversal trend main movement kerna hoti hai so hamain wait kerna chahiay ky jab market main oversold position create ho chuki ho tou hamain buy main trade open ker leni chahiay aur jab market overbought ho chuki ho tou hamain sell main trade open ker leni chahiay ky jab market main same overbought ya oversold position create hoti hai tou usky bahd market zarur correction movement kerti hai jis sy ham faida hasil ker sakty hain tou jo technical indicators market main oversold ya overbought position ko show kerty hain un main sab sy best Relative Strength Index ha.

      Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	4
Size:	67.3 کلوبائٹ
ID:	12408648

      Technical analysis Mein price ki last high aur Low ko milakar trendline Banai Jaati Hai Jaise market ke trend Ka Pata Chalta hy. Past main Jahan market Ruki hoti hai hai use area ko milakar support aur resistance Ka Pata Lagate Hain Aur Is Tarah judge Kiya jata hai ki market kahan se kahan tak Ja sakti hai. forex market Mein technical analysis Mein price chart ko analyse Karne Ka Tarika Hai Jisme market Trends, trading volume or historical data ko use Karke market ki possible moment ko study Kiya jata hy.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis

        Technical Analysis In Forex Market
        ​Pehly jis cheez ko ham cater kerty hain usko moving average line kehty hain ky agar market moving average line sy aik hi direction main ho tou market ka trend bhi same direction main hota hai jabky agar ham yeh analysis kerty hain ky market ki current movement moving average line ky qareeb aa rehi hai tou hamain trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay ky jab same movement line ko cross kerti hai tou market ka trend same time per change ho raha hota hai . technical analysis main market ki oversold aur overbought position bahot importance rakhti hai kyun ky jab market aik direction main movement kerty huey overbought ya oversold ho chuki ho tou usky bahd market ny reversal trend main movement kerna hoti hai so hamain wait kerna chahiay ky jab market main oversold position create ho chuki ho tou hamain buy main trade open ker leni chahiay aur jab market overbought ho chuki ho tou hamain sell main trade open ker leni chahiay ky jab market main same overbought ya oversold position create hoti hai tou usky bahd market zarur correction movement kerti hai jis sy ham faida hasil ker sakty hain tou jo technical indicators market main oversold ya overbought position ko show kerty hain
        Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	11
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12408656
        Introduction Of Technical Analysis
        Technicalanalysis ko dekh sakte hain
        Technicalanalysis Hamen simple tarike se market ke bare mein batate hain Ki Ab market mein kya hone wala hai. Misal ke Taur per Agar market Mein niche bottom Mein hammer banta hai to market Kafi Upar Jayegi . price ki last high aur Low ko milakar trendline Banai Jaati Hai Jaise market ke trend Ka Pata Chalta hy. Past main Jahan market Ruki hoti hai hai use area ko milakar support aur resistance Ka Pata Lagate Hain Aur Is Tarah judge Kiya jata hai ki market kahan se kahan tak Ja sakti hai. forex market Mein technical analysis Mein price chart ko analyse Karne Ka Tarika Hai Jisme market Trends mein hote hain.
        Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	4
Size:	67.3 کلوبائٹ
ID:	12408657

        اب آن لائن

        Working...
        X