Introduction:
Forex trading robot aik colloquial term hai jo keh alogrithmic trading mein forex market ka signals per based hoti hai, yeh determine karti hai keh givenpoint ka time mein aik currency pair ko sell karna hai ya buy karna hai.
Important discussion:
Pros And Cons:
Data Mining Bias:
Advantages:
Disadvantages:
Forex trading robot aik colloquial term hai jo keh alogrithmic trading mein forex market ka signals per based hoti hai, yeh determine karti hai keh givenpoint ka time mein aik currency pair ko sell karna hai ya buy karna hai.
Important discussion:
- Yeh systems fully automated hotay hain aur online forex brokers ya exchange platforms ka sath integrate kartay hain .
- Forex trading robots aisay automated software programs hotay hain jo keh FX market mein trading signals ko generate karnay mein bhi use hotay hain.
- Forex trading robots profit ka prospect ko advertise kartay hain,yeh yad rakhna important hai keh yeh capibillities mein limited hain aur foolproof nahin hain.
- Forex mein most popular retail traders ka liay robots metatrader platform per built kiay jatay hain.
- Yeh robots metatrader per expert advisers ki tarah kam kartay hain, yeh koi bhi kam kar saktay hain jesa keh trade ko place karnay ka signals sa lay ker trade koautomatically manage karnay tak.
- Robot ko ham khud aik din, har din trading ko apnay behalf par run karnay ka liay use kar saktay hain.
- Kuch robots heavily backtest process jisko data mining kehtay hain, per depend kartay hain, en ka moves es approach per depend kartay hain.
- Forex robots mein sab manufacturers reputable aur reliable nahin hotay, kisi ko takeover karnay sa pehlay homework zaroori hota hai.
Pros And Cons:
- Agar ap ka pas forex strategy hai jo keh human ki decision making process use nahin karti aur strictly mechanical hai, to ap forex robot ko aik din ka24 hours apnay liay trading karnay ka liay program kar saktay hain.
- Bahut si companies forex robots ko buy aur sell karti hain, par ap jis par deal kartay hain market mein careful ho kar buy karen.
- Aksaar purchased robots profitable nahin hotay is liay careful ho jaen, pehlay research karen agar ap plan ya purchase kar rahy hain.
Data Mining Bias:
- Data mining bias bahut sa traders ka unspoken enemy hotay hain, jo keh forex robots ko purchase kartay hain.
- Yeh "cherry picking" process ko refer kartay hain, jo keh hundreds ya ziada mein sa best backtest hotay hain aur is backtest ko present kartay huay forex robotka purchaser ki outcome likely hai.
Advantages:
- Ap aisay time par trading kar saktay hain jo keh manually possible nahin hai.
- Strictly following trading system aik aur faida hai.Yeh emotions ko exclude karti hai.
- Complex strategies aik expert advisor ka liay problem nahin hain.
- Expert advisors trading mein mistakes nahin kartay.
- Reaction, analysis aur decision making time manually crtical hota hai jo automated robots fastly perform kartay hain.
Disadvantages:
- NO inituition.
- Dedicated server to run automated tradin g robots.
- Analysis ko trading mein code karna hard hota hai.
- Errors aur unexpected events occur ho saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим