AOA
INTRODUCTION
Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan bhi Rahe khush rahe aur mehfooz rahe hain forex trading mein ache ache trade karte rahen aur bahut jyada profit hasil karte Rahe iske sath sath aap apney knowledge aur experience ko bhi improve karte rahen trade open karne se pahle apni market ka strong strong analysis Karen Taki aapko acchi entry ki point mil jaaye or trade karte hue achcha profit hasil Karen aaj aapke liye Jo topic choose kiya hai vah hai dragonfly doji candle stick pattern es dargonfly pattern Ham isko kaise trading chart per find out karte hain aur kis Tarah Ham is pattern ki madad se apni trade ko profit table banate hain ine tamam faydaman baton ke liye discuss karte hain ummid hai aapko yah topic Pasand aaega aur aapke knowledge mein bhi improvement ho gai
DRAGONFLY DOJI CANDLE STICK PATTERN
Forex trading mein dragon fly doji candle pattern ek trend reversal candlestick pattern hota Hai jab hamen market ka support level milta Hai To iski power aur effect jyada ho jata hai yah candlestick pattern hamen market mein buyers pressure show karta hai agar yah candlestick pattern hamen Kisi long time frame mein mil jaaye to yah bahut strong signal hota Hai
EXPLANATION
Forex trading mein agar hamen dragonfly doje candle stick pattern ko dekhne ke bad hamen forex trading market mein buying ki opportunity ka signal milta Hai kyunki yah candlestick pattern market ke buyer pressure ko show karta hai aur hamen yah batati hai ki buyer pressure jyada hai as compare to seller pressure iske candlestick pattern maximum chance market ke upar jaane ke hote Hain lekin safe rakhne ke liye hamen hamesha risk aur reward ratio ko follow karna chahie
IMPORTANCE OF DRAGONFLY DOJI CANDLESTICK PATTERN
Dragon fly doji candlestick pattern ko proper identify karne ke liye hamen is pattern ko recognised karna bhi important hota Hai agar Ham candlestick chart Ko dekhkar trading karte hain to loss hone ke chances bahut kam hote hain isliye yah technical analysis aur blind trading ko avoid karne ke liye ine pattern ka knowledge bahut important hota Hai isliye hamen chahie ki koi bhi trade lagane se pahle chart ko samajh Lena chahie Taki loss na ho
HOW TO IDENTIFY IN TRADING CHART
Agar Ham forex market mein hamen dragonfly doji candlestick pattern ko identify karna ho to ye bahut easy hota Hai
1 # is candlestick pattern ko body chhoti hoti hai aur iske wick iski body se two (2) ya three( 3) times jyada hote Hain
2 # is candlestick pattern ki body chhoti hoti hai aur is candlestick ki upper wicks Nahin Hoti iski just lower wicks hoti hai jo bahut long hoti hai
TRADING WITH PATTERN
Dragonfly doji candle stick pattern per trading ke liye jaruri hai ki traders is pattern ke complete hone ka wiate Karen aur jab yah pattern complete ho jaaye to new candle ki Hai open per buy ke trade open Karen
USE SL & TP
Dragonfly doji candle stick pattern per trading ke dauran trader ko stop loss dragon fly doji candle ke niche place karna chahie aur take profit ko next resistance lavel per TP1, TP 2 aur TP 3 Karke place karna chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим