Discussion about double top double bottom patterns;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about double top double bottom patterns;
    Introduction;

    Aik double top extremely bearish technical reversal pattern hai jo keh asset ki high price per form hota hai, two consecutive times mein moderate decline between two highs sa form hota hai. Yeh confirmed hai keh aik bar jab asset's price falls below a support level ho equality mein low sa two prior highs ka darmian.

    Key takeaway;
    • Aik double top bearish technical reversal pattern hota hai.
    • Yeh easily spot nahin hota jesa keh aik banda sochta hai kyun keh yahan per confirmation ki zaroorat hoti hai aik break below support mein.
    • Aik double top medium ya long term trend change ka asset ki class mein signal deta hai.
    • Aik double top aur failed top mein significant difference hota hai. Aik real double top extremely bearish technical pattern hai jo keh aik extremely sharp decline ki taraf ly kar jata hai aik stock ya asset mein. Jab keh essentialy patient rehna aur critical support level ko confirm double top ki identity mein identify karna zroori hai. Aik double top per base karna solely formation ki two consecutive peaks mein false reading ki taraf lead karta hai aur position sa early exit cause karta hai.

    Double Bottom:

    Aik double bottom pattern aik technical analysis charting pattern hai jo keh trend mein change aur momentum reversal describe karta hai prior leading price action mein sa. Yeh stock ya index ka drop describe karta hai, aik rebound, dosra drop same ya similar level per hota hai jesa keh original drop, aur finally dosra rebound. Double bottom letter "W" ki tarah dikhta hai.Twice-touched low aik support level considered hota hai.

    KEY TAKEAWAYS

    • Double bottom looks letter "W" ki tarah dikhta hai. Twice-touched low aik considered support level hota hai.
    • Advance ka first bottom aik drop ka 10% sa 20% hona chahiay, pher second bottom 3% sa 4% previous low ka hona chahiay, aur volume per ensuing advance increase hona chahiye.
    • Double bottom pattern hmesha aik major ya minor downtrend mein particular security show karta hai, aur signal mein reversal aur beginning ki potential uptrend show karta hai.

    Double Top:

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211025_202503 (1).jpg
Views:	3
Size:	68.4 کلوبائٹ
ID:	12544943

Name:	IMG_20211025_202432.jpg
Views:	3
Size:	81.5 کلوبائٹ
ID:	12544944

    Double Bottom:

    Aik double bottom pattern aik technical analysis charting pattern hai jo keh trend mein change aur momentum reversal describe karta hai prior leading price action mein sa. Yeh stock ya index ka drop describe karta hai, aik rebound, dosra drop same ya similar level per hota hai jesa keh original drop, aur finally dosra rebound. Double bottom letter "W" ki tarah dikhta hai.Twice-touched low aik support level considered hota hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211025_202349.jpg
Views:	3
Size:	79.9 کلوبائٹ
ID:	12544945

    KEY TAKEAWAYS

    • Double bottom looks letter "W" ki tarah dikhta hai. Twice-touched low aik considered support level hota hai.
    • Advance ka first bottom aik drop ka 10% sa 20% hona chahiay, pher second bottom 3% sa 4% previous low ka hona chahiay, aur volume per ensuing advance increase hona chahiye.
    • Double bottom pattern hmesha aik major ya minor downtrend mein particular security show karta hai, aur signal mein reversal aur beginning ki potential uptrend show karta hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211025_202334.jpg
Views:	3
Size:	62.9 کلوبائٹ
ID:	12544946
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion about double top double bottom patterns;

    Double Top Double Bottom Chart Patterns

    Forex trading me bohat sare chart patterns hai jin per working ki jaa sakti hai technical analysis me charts patterns bhe ate hai jin per hum analysis kar ke trading kar sakte hai
    jaise jaise hume charts patterns ka knowledge hasil ho jata hai hum achi trading kar sakte hai forex trading me double top or double bottom chart pattern bohat hi famous chart pattern hai
    kuch traders tu sirf isi chart per hi kam karte hai or profit gain karte hai hum bhe is per kam kar sakte hai ya aik acha or asani se samjnay wala chart pattern hai.

    Double Top

    Double Top chart pattern me hum daikhte hai ke market aik up trend me move karti hai or up side per yani aik top banati hai or us ke bad market nichay ati hai or phir again market
    apne up level / resistance level ko touch karti hai or second top banati hai is ko hum double top chart pattern bolte hai is per trade karna bhe asan hota hai hume daikhna hai jaise
    hi market me double top banta hai tu hume second top per trade open karni chahiye or stop loss hum top wali canlde se thora sa uper rakh sakte hai or take profit hum 3 4 guna zaida rakh sakte hai.

    Double Bottom

    Double bottom chart pattern bhe isi tara kam karta hai hume market me aik down side ka trend ya down side ki move daikhni hai jaise hi hume aik down side per support level per
    aik low lagta hai or uske bad market up move karti hai tu uske bad market again apne low level ko touch karti hai is movement ko hum double bottom kahte hai or yaha per hum
    buy ki trade laga sakte hai buy karte howe hum stop loss low level yani support level ke thora nichay rakhtay hai or take profit resistance level per rakh sakte hai.

    Double Top Dloble Bottom Chart Pattern ki Value

    Forex trading me bohat sare charts hai har kisi ki apni aik ahmiyat hai lakin double bottom ya double top chart ki trading quoracy bohat zaida hai is per trading karne walo ko loss
    bohat kam hota hai.
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Discussion about double top double bottom patterns;

      dear forex member forex trading mein kamyabi hasil karne ke lyie hamein double top double bottom pattern ke bare mein tamam knowledge hasil karna hoga islyie hamein es ke bare mein learn karke forex ki different techniques ke bare mein knowledge hasil karke forex mein kamyab trader banna hoga.
      dooble top pattern
      dear forex member forex trading ke dauran hamein different pattern nazar ate hain un pattern mein se aik dooble top pattern nazar ata hai es pattern ke dauran hamein bottom level per resistance nazar ati hai aur yeh double pattern ki surat mein hota hai aur resistance ki vaja se hamein two up yani top pattern bante hain tub hamein apni trade ko buy karna chahie takah hum apni trade se acha profit le sakte hain.
      double bottom pattern
      esi tarah phir hamen top level pr resistance nazar ati hai aur hum dekhte hain keh hamen top level se aik bearish candle neeche ki taraf aati hoi nazar aati hai aur es tarah ab top level se bottom level ki taraf hamein support nazar aati hai aur two pattern down trend ki taraf bante hain aur ddoble bootom pattern banta nazar ata hai.
      Importance
      Importance
      dear member agar ap forex trading mein kamyab bussinessman banana chahte hain tu apko hamesha different patterns ko follow karke aur apni trade ko un patterns ke mutabik open karke hasil kar sakte hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Discussion about double top double bottom patterns;

        Double top in forex market
        forex trading me double top pattern bhe ahi jis per kam karte hai traders is per trading karte hai aik new trader bhe double top per trading kar skata hai new trader ke pass agr knowledge nahi hai tu us ko chahiye ke wo double top ka knowledge hasil kare double top per kam kar sakte hai in forex trading

        Trading kaise kare?
        trading hume karni chahiye charts patterns achay signal dete hai charts patterns ho ya candles ho hum in per trading kar sakte hai kisi bhe chart pattern per kam karne ke liye
        uske bare me kuch na kuch knowledge hona chahiye learning karne se hi hum yaha kuch hasil kar sakte hai forex me traders kam kar ke profit karte hai kisi na kisi system per
        new trader ho ya old traders kam karne ke kuch tareeqay hai jin per kam kiya ja sakta hai or achi trading karne se hi acha profit milta hai forex me acha kam kare acha faida lay.
        Double Top Double Bottom trading
        Double top or double bottom chart pattern me kam karna chahiye jub bhe hume koi acha signal milta hai double top me tu hume sell ki trade leni chahiye or jub hume koi double
        bottom chart pattern milta hai tu hume buy ki trade leni chahiye tradng karne se hi hume is market ke bare me samaj aye zaida se zaida kam karne se hi practice hoti hai
        forex trading me charts patterns hi hai jin per profitable trading kar ke earning ki ja sakti hai.
        منسلک شدہ فائلیں

        اب آن لائن

        Working...
        X