Importance of Learning in Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Learning in Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein apni working kar rahe hote hain to is purpose ke liye aapko sabse pahle apni learning ko complete karna hota hai kyunki jab tak aap listening process ko complete nahin karte hain use time tak aap market mein kabhi bhi achcha profit nahin hasil kar sakte hain aur aapko nuksan hone ke bahut jyada chances ho rahe hote hain isliye aapko hamesha market mein kamyabi hasil karne ke liye learning process ko complete karna hoga agar aap apni learning ko complete kar lenge to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai learning ki kuchh important information main aapse convey karne ja raha hun.

    What is Learning

    Learning basically koi bhi information hoti hai jo Kisi kam ko complete karne ke liye required hoti hai yah ek aisi set off information hota hai jiski base per aap Kisi bhi problem ko solve kar sakte hain aur kisi bhi problem ka solution find out kar sakte hain.

    Slippage

    Jab aap market ke working kar rahe hote hain to sometime market mein aapko slippech face karna hoti hai aisi condition mein yah aapke liye fayda manth ho sakti hai aur kabhi nuksan ka sabab bhi ban sakti hai jisko aap do major parts mein divide kar sakte hain isko aap positive se aur negative slippej ke naam se jante Hain basically Jab aap market mein apni required price per trade open ya close nahin kar sakte hain to iski men reason silip per chahie hoti hai aur iski vajah market mein bahut jyada movement hoti hai.

    Spike

    Sometime of market mein Jab different important candlestick George ko find out kar rahe hote hain to is per aapko sometime bahut jyada gap dekhne ko milta hai aur ek spike observe ho rahi hoti hai aisi condition mein bhi aapko bahut jyada nuksan aur profit ho sakta hai kyunki market mein aisi condition mein bahut jyada ho jaati hai isko aap spice ke naam se jante Hain.

    Leverage

    Leverage basically ek credit facility hoti hai jo broker aapko aapke available balance ki limit Tak provide kar raha hota hai Jab aap Kisi broker ke sath sign ine kahate Hain to aisi condition mein aapko maximum advantages available ho sakte hain aur ismein aapko bahut fayda mil sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	leverage.jpg
Views:	11
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12544917

    Pending Orders


    Pending order ek aisa platform hota hai jiski base per aap apne record price per market mein entry Le sakte hain aur is position per aap apni order ko place kar sakte hain Jab market use level ko touch karti hai to aapki trade automatic ke liye market mein open Ho jaati hai isliye aapko pending orders ki complete details hasil karni chahie aur ismein aapko maximum advantages hasil karne ke liye kuchh important factors ko find out karna hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	8
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12544918

    Modification

    Agar aap market mein Koi entry Le lete hain aur kisi reason ki vajah se usmein amendment karna chahte hain to aapke pass modification ka option bhi available hota hai aur aap aasani se is order ko change kar sakte hain jismein aap kuchh important features ko change karne ki position mein ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Education.jpeg
Views:	12
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12544919
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Learning in Forex Market.

    Importance of learning in forex trading.
    Forex trading business ho ya koi bhe business ho jub tak hum is ko achi tarah learn nahi karte hum us business me kamyabi hasil nahi kar sakte hai knowledge hasil karna hota hai
    forex trading aik bohat hi wasee business hai is ka hume knowledge hasil karna chahiye knowledge hi hume is business me kamyabi hasil karwa sakta hai yaha per zaida ter log loss
    isi liye karte hai kyu ke unke pass forex trading business ka knowledge nahi hota hai or wo bina learning ke ki is business me kam start karte hai jis ki waja se loss karte hai.

    Forex trading ki kuch learning ya Topic.

    Stop Loss
    Forex trading me jub bhe hum trade karte hai tu hume apni trade ko kisi aik jaga tak close karna hota hai ta ke humara account save rahe is ke liye hume stop loss ka use karna
    chahiye stop loss support and resistance levels per lagana chahiye.

    Take Profit
    Jaisa ke uper stop loss ki bat ki gai hai isi tarah hume take profit ka bhe use karna chahiye hume pata hona chahiye ke humne market me jis point per enter hona hai or kis point
    per market se exit lena hai take profit bhe hume support ya resistance levels per lagana chahiye.

    Money Management
    forex trading me money management ka bohat bara role hai koi bhe trader aisa nahi jo profit kar raha ho or money management na karta ho hume apne account balance ke mutabiq
    money management kar ke hi trades karni chahiye money management se hi hum apni trades ko profit me close kar sakte hai.

    Risk to Reward Ratio
    Trading karte howe hume is bat ka bhe dehan rakhna hota hai ke hum risk kitana le rahe hai or hume profit kitana ho sakta hai kabi bhe wo trade na kare jis me risk zaida ho
    or profit kam ho har dafa wohi trades kare jis me risk kam se kam ho or profit zaida se zaida hone ka chance ho.

    اب آن لائن

    Working...
    X