What is tweezer to candlestick pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is tweezer to candlestick pattern?
    Introduction!
    Assalamu Alaikum friends kya haal hai Umeed Karti hun Sab khairiyat se Honge aur ek shading Mein Achcha profit banaa Rahe Honge friends Forex Ek bahut acchi job Hai Is per kam karne ke liye Hamen bahut se indicators ki jarurat Hoti Hai Jiski madad se hai Ham Ek successful trader Ban sakte hain friends aaj ka Mera topic Hai teaser top Canvas stick pattern aaj main vahan se Bayan karungi ki trading ke dauran Kaise banta hai iska use kya hai aur isko use karne se Hamen kya fayda ho sakta hai


    Tweezer top candlestick pattern ;

    Dear members Wizard top candistic pattern Ek reversal candlestick pattern hota hai jo ke Forex me to mostally range ke candlestick per muft Mein Hota Hai Aur pahle candle stick ke and price dusre candlestick start prices Jyada Hai Pahle candlestick bullish Hai Jab Ke dusre candlestick brush candlestick hai ine donon ke upar Hisse Mein week Nahin Hoti

    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	43
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12544912



    Dear members reversal candle pattern hai jo ke friend ko police se brush makeup Dil Karta Hai Jyada Bin ke tance se trader ko trade jitne ke Makan izaafa ho jata hai technical analysis ke jarie se aane wale trend ki pahchan Vahi ke liye istemal Kiya Ja sakta hai


    Identification of tweezer top candlestick pattern :


    Dear members pahle candlestick ki price Ek Jaisi honi chahie aur is candlest ki body 60% Se Jyada honi chahie Kyunki body ka size seller aur buyer ki Raftar ko jahir karta hai dusri candistic ki price Ek Jaisi honi chahie isase pahle candle stick ke price ko parakhna chahie candlestick ki body candlestick size ko parakhna chahie aur total size ka 60% Se Jyada Hona chahie dusre candle stick ke and price pahle candlestick ke 15% se lo Hona chahie

    Click image for larger version

Name:	download (7).jpeg
Views:	10
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12544913

    Trade with tweezer top candlestick pattern :


    Dear members back test ke liye sirf division top characteristic pattern per trade aasani se Hasil ki Ja sakti hai forex market se profit Hasil karne ke istemal Kiya Ja sakta hai Kyunki market ke mukhtalif halat ke dauran bahut se fek candlestick pattern banae gaye hain lihaza price ke warning Sangam se important

    Resistance zone
    Fibonacci golden zone


    RESISTANCE ZONE:

    Dear members price ke chart per resistant zone price ke chart ko reversal janne ko indicate karta hai lekin Agar Twitter top resistant zone banta hai to price ke donon pattern ki silahiyat jagja ho jayegi Jaisa ki natije mein hight trading setup Ho Gaya


    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	1
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12544911


    FIBONACCI GOLDEN ZONE:


    Dear members sabornic Golden zone Mein price ke trend Mein reversal karne ke liye hi salahiyat hota hai Boni Golden Jon Mein Ek chamte top banta hai to price ke Trend ke reversal janne ke Makan increase hoga isliye Hamesha dusri price ke Singham ko Sath candlestick pattern per trade Karne Ki Sifarish karta hai




    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-16T090257.384.jpeg
Views:	1
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12544910
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is tweezer to candlestick pattern?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Tweezers Top Candlestick Pattern


    Tweezers top candlestick pattern two days candles par par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad banta hai, ye pattern market main prices k mazzeed bullish na jane se rokne aur bearish trend reversal ka signal deta hai. Tweezers top candlestick pattern dekhne me same "Matching High Candlestick Pattern" jaisa lagta hai, lekin tweezers top candlestick pattern main pehli candle bullish aur dosri bearish hona zarori hai. Tweezers top candlestick pattern k banne ki peche ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k jab bhi prices main pehli candle aik khas bullish point par close ho jati hai aur dosre din ki candle bearish banne k baad same pehli candle k high ko touch karne k baad lower par close hoti hai. Pattern ki dono candles k open aur close price aik dosre se opposite direction main hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (239).png
Views:	2
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12408701

    Candles Formation


    Tweezers top candlestick pattern main dono din k candles different format ya trend yanni bullish aur bearish trend ki candles hoti hai. Ye candles same resistance position ko touch karke wapis hoti hai, jiss se prices mazzeed bullish nahi jati. Tweezers top candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (236).png
Views:	19
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12408702

    1. First Candle: Tweezers top candlestick pattern main pehli candle aik strong real body main banti hai, ye candle color main white ya green yanni bullish hoti hai. Pehli bullish candle prices main bullish trend ki mazboti dekhati hai, jo k pattern k banne se pehle prices follow kar rahi hoti hai.

    2. Second Candle: Tweezers top candlestick pattern ki second day candle aik bearish trend ki candle hoti hai. Tweezers top candlestick pattern aur "Matching High Candlestick pattern" dono dekhne main same lagte hen, lekin tweezer top pattern main dono candles ka bullish hona ya candles ka close point same honna zarori nahi hai. Jab k matching high pattern main candles ka high ya close price same pehli candle jaisa hota hai, jab k dosri candle pehli candle k close point k bajaye nechay below gap main open hoti hai. Ye candle bhi aik strong real body wali candle hoti hai, jiss ka color white ya green hota hai.

    Explanation

    Tweezers top candlestick pattern aik munfared pattern hai, jiss main shamil candles aik dosre se mukhtalef formate ya trend yanni bullish aur bearish hoti hai. Pattern high price area ya bullish trend main banta hai, jiss ki pehli candle aik strong real body main banne wali bullish candle hoti hai. Dosre din ki candle aik bearish candle hoti hai, ye candle pehli candle k close ooint k baad open ho kar same high banane k bad nechay close hoti hai. Pattern ki pehli aur dosree candle ka high ya close price same hone ki waja se ye aik strong resistance level ban jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (238).png
Views:	4
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12408703

    Trading

    Tweezers top candlestick pattern prices main double top pattern banati hai, yanni prices do dafa same price ya point se reject ho jati hai. Ye point prices k leye aik strong resistance level ka kaam karta hai, q k pattern ki dono candles same point se reject hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai. Tweezers top candlestick pattern par trading karne k leye zarori hai, k prices top area ya bullish trend main hon. Dosra candlestick ki timeframe long term ki honni chaheye, jo kam az kam oneday se ziada ho. Tweezers top candlestick pattern par trading se pehle confirmation candle ka honna zarori hai, jo k aik real body wali bearish candle hoti hai. Tweezers top candlestick pattern k bad banne wali teesri bearish candle par sell ki entry karen, ye position ziada tez selling position sabi ho sakti hai. Tweezers top candlestick pattern par Stop Loss ka lagana zarori hai, q k reversal pattern ziada reliable nahi hotte hen. Stop loss pattern k sab se top position, jo k dono candles ka resistance level banta hai, se aik do pips above position par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (235).png
Views:	36
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12408700
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is tweezer to candlestick pattern?

      umeed karti ho k asi tara pak forum main best learning k sath share kare gy forex trading main best learning kare forex trading main best learning kare forex trading main best learning karna parta hain agar ek traders forex trading main aata hain tu usy Tweezer top candlestick pattern ki learning ko strong karna chahiye forex trading main best learning k sath kaam karna must hota hain jisne learning kar k forex trading main work karne k liye forex trading main best learning kare forex trading main agar hard work k sath kaam hota hain tu forex trading main best learning kare forex trading ko hardwork kare Tweezer top candlestick pattern main kaam karna hain tu forex trading main learning kare forex trading main regular pratice kare forex main jaaab tak learning strong nhe hoti hian tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye forex trading main pratice kare


      how to work on Tweezer top candlestick pattern in forex trading market:


      forex trading k liye forex trading main rules ko achi tara study kare qk jaaab tak rules achi tara study karte hain forex trading main best learning kare forex trading main learning strong hoti hain tu best earning ho skti hain forex trading k work karne k liye forex trading main market ko analysis kare makret main jaaab tak learning strong nhe hoti hain tu earning k koi b chances nhe nhe hoti hain forex trading main learning ko strong kare forex trading main hard work kare forex trading main best learning kare achi earning karne k liye forex trading main best learning karna parta hain jisne learning k sath forex trading main work kia hain wahi forex main kamyab ho skte hain forex main best learning karne wale kamyab ho skte hain forex main best learning kare
      Gullalai

      اب آن لائن

      Working...
      X