What is Day Trading in Forex Market..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Day Trading in Forex Market..
    Assalamu Alaikum dear friend I hope of sub khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam karte hain to aapko bahut Soch Samajh Kar aur acchi planning ke sath kam karna hota hai main aaj aapse bahut hi acchi information share Karunga jo aapki trading ko successful banaa sakti hai to Mera topic Hai trading kya hai Ham is per Kaise analysis Karke apni trading ko profitable bana sakte hain..

    What is Day Trading:

    Dear member farex market Mein Jab aap kam Karte Hain To usmein Ek Din Mein currency ki kharido farokhte ke Amal ko faraks day trading Kaha jata hai day trading Mein Har Baat Din khatm hone per position ko band karna Aur agale din ek new Awaaz karna Shamil Hai is Amal Mein Shamil Apradh ko farak De traders Kaha Jata Hai jyadatar mamlat Mein Fark De traders Ek Hi Din Ki currency jode kharidte Aur bechate Hain Kuchh Aisi example Bhi Hai Jahan Din Ki trade Ek Hi Din Mein Kai bar Ek currency Joda kharidte Aur bechate Hain UN Dinon Tijarat Chhote Bajar ki nakulon Harkat se fayda uthane ke liye Aisa karte hain Iske alava De trading ko intraday trading bhi Kaha jata hai trading ke liye time Lagana tab ja aur ek Vakya hard work ki jarurat Hoti Hai motala Kiya Jaaye ki iske Liye traders ko Teji se decision karne ki jarurat hai Chhote profit Hasil ke karne ke liye Badi tadad Mein trade karne ki bhi jarurat Hoti Hai Forex De trading ki hikmat Amli ko jyadatar Sharma ya Kari ki hikmaten amlon ke Barak se bhi Socha Ja sakta hai Jahan Ek shakhs ka maksad ek tabil Muddat ke andar price ki movement se fayda uthana Shamil Hai..

    Click image for larger version

Name:	minimum-capital-required-to-start-day-trading-forex-1031370_FINAL1-0fd72348a80a4951b802a7df8b988.png
Views:	2
Size:	291.1 کلوبائٹ
ID:	12544713

    Day trading Se sabit Kiya Hai Ki trader ko bhi shumar Fawad provide kiye gaye hain Tamam yakinan isko Hasil karne mein time aur bahut jyada musk darkar Hai matlab pahunchane ke liye sirf Aarakshan De ki hikmat Amali per ine Sar karna galat hai is Baat Ko jail mein rakhen ke Ek kamjab traders banne ki liye Iske tasvvrat use karna Udhar aur sab se jyada Kabil Itna Fark De hikmat Amali ko sikhana Behtar hoga Har Gujarte din ke sath Ek best Tijarat banane ke liye bahut Sare majjamin Pade video Dekhen aur demo Mod per musk Karen aur demo account per practis Karen aur is Baat Ka Khyal rakhen ki experience Hamesha aapko demo account per hi milega..

    Key Factors:

    Dear Park trading Mein Kai important Aawa mil Hai Jis per De traders ko trading start karne se pahle focus karna chahie yah Batana Bhi important hai ki Kisi bhi dusri market Ki Tarah is per Amal karne ke liye aamtaur per use Hone Wali khareed aur hold hikmat Hai Amli ke mukabale mein Kafi time darkar hoga aur Iske mukabale Mein sharmaya Kari tabil muddati market ki nakal Harkat per Markus Hai is maloomat ke sath yah kaha ja sakta hai ke Roj mara ke nakulu Harkat ka sirf ek vasi nukta Najar per kam Asar ya Asar Hota Hai Tamam Din Ki trade ke sath traders UN important Aawa mil per tavajjo Karte Hain Jo mukna Taur per market ko mutasir kar sakte hain unmen se Kuchh darja zail Hain..

    1. Liquidity:

    Dear member Jab market ki liquidity ke bare mein baat ki Jaati Hai To ismein yah best Shamil Hoti Hai Ke Kitni jaldi aur easily se position ko inter aur out Kiya Ja sakta hai De traders Ala liquidity ko ine tahaai ahmiyat Dete Hain Iske Piche ki vajah pure din ke andar trading ke mutabik Amal daramad Hain.

    2. Volitilety:

    Dear aam tor par volitilety sy wabsta hote hain Kyunki yah is baat ki wajahat Karte Hain Ki price Kitni Teji se movement Karegi is maloomat ke sath Din Ki taajir use important samajhte Hain Agar Kisi Khas Tijarat din ke andar Jyada vo little ti ki tavak ka hai to yah Intezar to ko Muktsar Muddat ke profit ke beshumar opportunities provide Karega.

    3. Trading Volume :

    Dear for study mein kisi Asha Se Ke cart trading volume ki is Waqt paimaish Se mutalek Hota Hai Jab use Kisi Khas time per kharida ya farok Kiya Jata Hai isase yah kaha ja sakta hai ki Jab traders hajam Jyada hota hai to iska matlab bahut jyada dilchaspi Hoti Hai Uske bad yah Dekhen Le aur taajir rassaaton Ka tohin Ke Hawale Se maloomat Ke Taur per kam kar sakta hai..

    Forex Day Trading Strategy:

    Dear father trading Mein day trading Ek strategy Se Jyada Ek Andaaz Hai Kyunki ismein sirf traders ko trade ki ratio Raat open na rakhne ki jarurat Hoti Hai Jahan Fark date ki Maqbool strategies forest Hai jisse Har Kisi ko sikhana aur usse wakif Hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	day-trading-styles-1024x538.jpg
Views:	1
Size:	62.9 کلوبائٹ
ID:	12544715

    Trading Trend:

    Dear Forex trading Mein trend traders Assassin ki price ki kimat ka analysis Karke profit kamane ke liye Tijarat karte hain Iske bad Simhadri Jaan Ke Intezar to ko bataye Gai ke yah to Koi Asa Sa kharide ya beche Ek Bar Jab Asa Sa Upar ki taraf badhta hota hua Dekha Jata Hai Jab Ke price hoti hai tab tijaro ko ek lambi position Iftar Karni chahie yah kharidna chahie dost dusri Taraf Ek Bar Jab trend down ki taraf Badh Raha Hai jabki price Aati Hai trend ki traders ko Asa Sa bechkar Sell position Iftar karna chahie.

    Swing Trading:

    Dear Forex trading Mein ugly strategies showing trading hai jo short term price ke namuna se fayda uthane ko gird ghumti hai trading ke decision Mein price ke bare mein Kissa karna Shamil Hai Jo Kisi Khas ruzan Mein Ek simit mein mutakeel hone Mein nakam Hai Iske bajay swing traders ka maksad Upar aur down ke nakulon Harkat Ko Dekhkar kam time mein profit Kamana Hai Iske alava train traders tavil mudti market ke ruzan Nath se fayda uthane ke liye Jana Jaate Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-14T223332.321.jpeg
Views:	1
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12544714

    Scalping:

    Dear Ek Aur short term ki strategies ko scalping kaha Jata Hai Iske tasawar Balaji ki sabha per tavajja markoos karte hain mostly Chhote profit lene ke bare mein hai yah Aksar Chhoti rate Jeet kar Bade profit kamane ke najriye ko follow karte hain is Baat Ko zahan Mein rakhne ke scalping ke liye iski traders ko bahar nikalne ki sakht strategies ki jarurat Hoti Hai Iske Piche ki vajah yah Hai Ke nuksan kar sakte hain Iske alava scalping Din khatm hone se pahle apni position band kar deti hai isase Piche vajah yah hai ki trading se Paida hone wala Har Chhota profit margin Raaton Raat funding charges se negative Asar dalega..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Day Trading in Forex Market..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Day Trading


    Day trading forex trading main aik bohut teezi k sath barhta howa rujhan hai, jiss main traders market k daily base par apne trades open aur close karte hen. Day trading long term ya scalping strategy se thora sa mukhtalif hai, q k ye na to bohut ziada short trading yanni seconds ya minutes par mushtamil hota hai aur na hi long term ki tarah weeks ya months par muheet hota hai. Day trading main traders market ki daily base par analysis karte hen aur koshash karte hen k wo apne trades ko same day main close bhi karen, q k ye strategy indicators ya candlestick pattern par munhasir hoti hai, jo long term ki bajaye short term ki technical analysis k base par hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (115).jpeg
Views:	1
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12408623

    Day Trading k Zarori Awamel


    Day trading main bhi scalping strategy ya long term trading ki tarah market ki analysis ki jati hai, jiss main market k leye istemal honne wale zarori awamel jaise indicators, oscillators candlestick pattern, charts patterns ya dosre news events ka istemal hota hai. Ye sari chizen long term ya scalping strategy k muqabele main day trading main ziada faida deti hai, aur yahan tak k ye iss ka zarori juzz bhi tasawar ki jati hai. Day trading k kuch zarori awamel darjazzel hen:

    Timeframe

    Day trading main mukhtalif time frame ka mukhtalif situation k analysis k leye istemal kia jata hai. Jaisa k daily demand and supply ya daily high aur low k leye "Daily" ya "D1" timeframe ka istemal kia jata hai. Trend analysis aur take profit ya apne hadaf k hosol k leye 60 minutes, hourly ya "H1" timeframe ka istemal kia jata hai. Jab k trade entry k leye "five minutes (M5)" ya "fifteen minutes (M15)" ka timeframe ka istemal hota hai.

    Currencies Pairs

    EUR/USD, GBP/USD aur AUD/USD currencies pairs main se sirf aik waqat main sirf aik currency pair, q k inn sab ka behaviour American dollar k muqabele main same hota hai, ya ye keh lo k ye pairs apas main positive correlated hote hen. Jab k USD/JPY, EUR/JPY aur GBP/JPY pairs main aik waqat main sirf aik hi pair ka intekhab hai, in ka behaviour bhi JPY k muqabele main same positive correlation wala hota hai.

    Main Strategy

    Currencies pairs k supply zone main sell ki entry kia karen jab k demand zone main buy karen, ye sirf five se fifteen minutes candlestick chart pattern k timeframe main aisa karen. Ye zone sirf uss waqat valid hongay jab bhi ye 40 pips se kam hongay.

    Entry Types
    1. Pending order uss waqat lagayen jab market main daily demand aur hourly demand aik jaisa ho.
    2. Lekin Stop entry uss waqat karen jab market ki demand aur supply zone sirf hourly timeframe k mutabiq hon.
    3. Agar ye zone sirf 5 minuts k timeframe main ho to buy ya sell ki confirm entry karen.


    News Trading

    News k dowran koi trading na karen, agar pending order hen to uss ko close na karen agar cheh prices uss k bohut qareeb q na ho. News k 15 minutes k baad trade entry karen q k iss k baad market main trend ka side confirm ho jata hai.

    Pips Number

    Prices k levels 00 aur 50 k darmeyan kam ya ziada hongay, lekin ye 40 pips se kisi aik side par ziada nahi hone chaheye.

    Lot Size

    Daily ya day trading main maximum aur minimum lots ki tadad do hongay, iss ko increase to hargez na karen, decrease kar sakte hen.

    Stop Loss

    Day trading main stop loss technical nahi hoga, bas iss ko pips k mutabiq ya risk k mutabiq set karen. maximum stop loss ko 50 pips par select karen, jab k minimum 20 pips par set karen.

    Pending Orders

    Pending orders ki maximum positions ki tadad 5 se ziada nahi hone chaheye, q k agar ye sare aik hi dafa hit ho gaye to ye over-trading ho jayegi.

    Removal Of Pending Order

    Pending orders agar one week tak ya maximum 10 days tak hit na ho jaye to uss ko remove kard3n, issi tarah se agar prices pending orders se 300 pips door ho jayen to bhi pending orders ko khatam karen.

    Risk

    Trading Account k mutabiq ziada se ziada 3% tak agar pehle se koi order open ho to uss sorat main maximum balance k 3% mazeed risk le sakte hen.

    Reward to Risk Ratio

    Pehle target k leye 1:1 ka ratio set karen jab k dosre target k leye 1:3 ratio set karen.

    Money Management

    Jaisa hi pehla target hasil ho jayen yanni TP1 hit ho jayen to uss sorat main stop loss ko entry point par shift karen, issi tarah se ya to ziada profit hasil ho jayega, warna loss ka chances nahi hongay.

    Trading History

    Jab bhi trade open karen to uss waqat iss ka note apne pass mehfoz karlen, iss k sath sath profit aur loss ko bhi maintain karen, aur weekly ya monthly base par iss ko apne strategy k mutabiq dekhen, k ye kitna fiadamand ya nuqsandeh sabit hota hai, ys strategy ko kahan kahan se tabdeel karne ki zarorat hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X