Dear friends, Forex trading join krny say pehly ap k pass is ka knowledge aur experience hona buht zarori hai. Ap ka knowledge aur experience ap ko decision making main buht madad krty hain. Trade lagany say pehly kuch important decision lainy hoty hain. Aj me say in important decision say related important information share krna chati hoon.
Knowledge and experience:
Is business ko join krny say pehly ap ko knowledge aur experience zaror hasil krna chaiy. Without knowledge aur experience ap kabi bi successful ni ho sakty. Is liy pehly knowledge aur experience k oper kabi bi compromise ni krna chaiy.
Initial investment:
Forex trading join krny say pehly, sab say important decision, initial investment ka hota hai. Pehly ap ko hamesha, kam investment krni chaiy. Qk ap k pass knowledge aur experience ni hota.
Broker and leverage ki selection:
Forex trading join krny k liy ap ko broker ki selection krni hoti hai. Her broker k kuch advantages aur disadvantages hoty hain. Is k sath sath ap ko leverage bi select krni hoti hai. Jitni zayda leverage Hogi, utna ziyada ap trading kr sakty hain. Jab ap broker select krty hain, to wo ap ko user id aur password daita hai jis say ap metatrader 4, me login kr k trading kr sakty hain.
Commodities / currency pairs selection:
Dear friends, Forex trading me, trade krny say pehly, ap ko currency ya commodity select krna hoti hai, Jis me ap trade krna chaty hain. Ap k pass jis pair ka technical knowledge ho, osi pair me ap ko trade krni chaiy. Professional trader Hamesha specific pair me trading krty hain, is say un ka experience increase hota hai.
Lot size selection:
Dear friends, Forex trading main, trade lagany say pehly, sab say important decision, lot size ki selection hai. Lot size, select krty wakt kabi bi lalch ni krna chaiy.
Help and support:
Forex trading, me hamesha wo broker select karin, Jis ki support team 24 hours available ho, ta kah kisi, technical problem k sorat me ap ko help mil saky.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим