Trading ki types kia hn??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki types kia hn??
    Aisa action ya activity jis mein ham goods ko buy ya sell kartay hain , trading kehlata hai."

    Overview of trading:

    Ismein aap yah bhi include kar sakte hain ke kisi bhi commodity, cryptocurrency yah Kisi bhi aisi chij Jo digital ho usmein aap buy sell kar sakte hain usko aap trading kahate hain.
    Kisi bhi currency pairs ko buy ya sell karna trading kehlata hai.
    Trading duniya mein different types ki chijon ke sath ki ja sakti hai jismein aap apne country ki currency ko bhi use kar sakte hain ismein gold bhi ho sakta hai ,silver bhi ho sakta hai, Bitcoin bhi ho sakta hai bahut sari chij hai jismein aap aap trading kar sakte hain jisko forex trading kahate hain.

    Types of trading;

    Trading ki types ko discuss kiya jaaye to trading basically two types ki hoti hai ek trade up lagate Hain jo buy ki trade hoti hai.
    Dosri trade down lagatay hain , esko sell ki trade kehtay hain.
    Aur momentarily quick profit hasil karna short term trading Hogi.
    Hold ker ka , wait ka bad profit hasil karna long term trading kehlata hai.
    1.Short term trading:
    Short term trading aisi trading strategies ko refer karti hai ,jis mein stock market ya future market mein entry aur exit mein time duration few days sa few weeks ho. Day trading aik extremely short term trading style hai jismein entered trading positions same day mein exit kar detay hain."Click image for larger version

Name:	IMG_20211003_220808.jpg
Views:	3
Size:	66.6 کلوبائٹ
ID:	12544569Advantages of Short-Term trading:

    • Short-term investing flexibility offer karti hai, investor ko kyun keh inko security mature ki need nahin hoti cash hasil karnay ka liay.
    • Investors substantial profits bna saktay hain short amount of time mein.
    • Yeh less risky hai kyun keh money invested per transaction substantially lower hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211003_220752.jpg
Views:	3
Size:	77.5 کلوبائٹ
ID:	12544570
    • Short term trading main aapko itna aur wait nahin karna padta aur aap ko dusre lafzon mein profit bhi achcha mil sakta hai agar aapki scalping ki ki practice acchi hai aur aap jante Hain ki market ka next strong level kya hoga to yah short term trading aapke liye bahut faydemand ho sakti hai.
    • Dear member abhi Ham briefly discussion karenge short term trading ke bare mein jo log scalping karte hain unko forex trading mein pata hai ki short term trading kya hoti hai aur iska kya fayda hai.
    • Short term trading mein main aapke pass capital ka bigar hona lazmi ho agar aapke pass capital achcha Nahin hai to aapka account wash kyon sakta hai aur aapko itna achcha profit bhi Nahin Mil Sakta hai.
    • Short term trading main aapko bahut jyada account ke sath intouch rahana padta hai aur aapko har waqt Apne account ko dekhna padta hai aur jab bhi aapka account aapko kuchh na kuchh fayda deta hai to aap apni trade ko close kar dete Hain isko kahate Hain short term trading joke ke main aapko briefly bataya ki short term trading ke kya fayde hain aur kya nuksan hote Hain


    2.Long term trading:
    "Long term trading jisko position trading bhi kehtay hain, aisay trading style ko refer karta hai jis mein trader extended period of time ka liay hold karta hai. Long term trading fundamental analysis per depend karti hai."
    Click image for larger version

Name:	IMG_20211003_220719.jpg
Views:	3
Size:	52.5 کلوبائٹ
ID:	12544571LONG TERM TRADING STRATEGY:

    • Long term trading main aapka analysis aapki predictions aur aapka experience bahut jyada important hota hai ,yah chijen aapko use waqt pata chalti hai jab aap time ke sath forex trading course sikhate hain aur long term trading per aap logon se dete Hain agar aap scalping se jaan Bchaana chahte Hain to aap long term trading co Pasand karte Hain.Long term trading Jo real trader hai vahi karte hain aur Jin logon ko trading se Koi interest ho
    • Long term trading asal mein asa trading hi long term trading hai jismein aapko apna fayda najar aata hai aur aap Kisi bhi trade ke liye bahut jyada wait karte Hain jab vah aapke favour mein aati hai to aap usko close karte hain

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211003_220737.jpg
Views:	3
Size:	61.0 کلوبائٹ
ID:	12544572Advantages of Long-Term trading:

    • Less time-consuming.
    • Long term investing less time-consuming hai kyun keh investors ko need ni hoti markets ko monitor karnay ki daily basis per small fluctuations ka liay.
    • Lower transaction fees.
    • Brokerage fees aur capital gains taxes majority ki costs investing mein, the risk factor exclude kartay huay.

اب آن لائن

Working...
X