Assalamu Alaikum dear member Jab aap Kisi platform per business kar rahe hote hain to all post details ka available hona bahut hi important hota hai kyunki jab tak aapko use business se associated complete details ka idea nahin ho jata use time tak aap market mein acchi trading nahin kar sakte hain aur use business mein successful trading karne ki position mein nahin a sakte hain Jab aap market mein trading karte hain aur is online platform per apni working activity ko complete karte hain to ismein aapko banking sector bahut hi important roll play karta hua najar a Raha hota hai iski kuchh details mein aapke sath share karne ja raha hun.
Role of Banks
Dear members Jab aap market mein trading karte hain to bank ismein bahut hi important roll play kar raha hota hai aur ismein aapko different important aur valuable advantages present kar raha hota hai jinki briefly discussion mein aapse karne ja raha hun.
1 : Acting as Liquidity Provider
Dear member Jab aap market mein Koi trade open karte hain to broker apna Commission receive karke aapki trade relevant Bank ko transfer kar deta hai aur aapki trade Kisi bhi Bank mein excuse kar rahi hoti hai Jab aap is platform per aise banks ko study karte Hain to iski aapko ek complete list available hoti hai jinko aap liquidity provider ke naam se jante Hain ismein all over the world different familiar banks involve hote Hain Jo aapke trade ko excuse kar rahe hote Hain.
2 : Responsible for P / L
Jab aap market mein Koi trade open karte hain to ismein aapka profit aur nuksan ho sakta hai aur yah aapke account mein add karna aur aapke account se detect karna Bank ki responsibility hoti hai kyunki Jab aapki trade Kisi Bank mein excute kar rahi hoti hai to aapke trade close karne per Bank aapke profit aur nuksan ko adjust karne ka responsible hota hai yah totally responsibility Bank ki hoti hai ki vah aapke account mein profit add Karen aur aapke account se nuksan ko detect karke aapka available balance aapko show Karey.
3 : Deposit Option
Jab aap Kisi broker ke sath apna account open kar lete hain to aisi situation mein aapke liye most safest deposit ke liye Bank ka option available hota hai kyunki Jab aap Bank ke through apni transaction complete karte Hain to aisi condition mein aapke liye bahut jyada features available hote hain aur aapko hundred percent safety available hoti hai aur iske sath aap hundred percent proof kar sakte hain ki aapki transaction complete ho chuki hai.
4 : Withdraw Option
Jab aap apna deposit Kisi Bank ke through karate Hain to automatic ke liye aap usmein withdraw bhi le sakte hain aur jab aap withdraw Lena chahte hain aap aasani se apni transaction ko complete kar sakte hain Jab aap Kisi broker ke sath apna account open karke apna profit withdra karate Hain to uske liye most safest way hota hai ki aap apna profit Bank mein withdraw lein.
5 : Regulations Authority
State Bank Jab Kisi bhi country mein interest rate ko increase or decrease karta hai to iski vajah se military policy ko formation Di ja rahi hoti hai aur iski base per market per bahut jyada effect ho raha hota hai kyunki Jab bhi interest rate ko increase aur decrease Kiya jata hai to iski vajah se market mein inflation ho sakti hai aur iski vajah se market mein bahut jyada effect ho sakta hai isliye banking sector ka yah bahut hi important roll hota hai jiski vajah se market mein bank se related aapko properli updated rahana chahie aur isase related current affairs ko apni trading mein utilised karna chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим