Explain Broadening Chart Pattern in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Broadening Chart Pattern in Forex Trading
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe Honge Jab aap ismein work kar rahe hote hain to aapko bahut hi careful hokar aur acche experience ke sath kam karna hota hai aapko is market Mein Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal Rakhna hota hai agar aap jaldbaji Mein Aakar trading Karte Hain To aapke liye bahut jyada loss ka wahish bhi ban sakta hai isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap is market Mein acchi strategies ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile main aaj aapse bahut hi perfect information share karne ja rahi hun jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai broadening pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable ho sakte hain...

    What is Broadening Pattern:

    Dear member farax market Mein Jab Hum kaam kar rahe hote hain to usmein Broadening pattern banne Mein chart per bahut arsa leta hai jo ki trend reversal pattern Mein shumar Hota Hai bro dining pattern Mein price different gap Ke dauran 4 se 5 dafa trend line ko touch Karti Hai Lekin Aakhir Mein yah Kisi dusri side per Chali Jaati Hai technical analysis is pattern ke bare mein Kahate Hain kg pattern ya to bahut jyada high price aur ya bahut jyada kam price wale area Mein paya jata hai yah pattern bolesh area Mein market ke top trend ko fore se 6 touch karne ke bad bear stand Mein change ho jata hai Jab ke bear is area Mein down trend ko line Kafi dafa fore se 6 se touch karne ke bad Mein change ho jata hai yah pattern market Mein Maloom karne thoda Mushkil hota hai Kyunki yah bahut Ehsas Ne banta hai yah pattern market Mein Bade paimane per movement Se Wapas K ki shape Mein Aksar banta hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-13T132343.527.png
Views:	3
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12544457

    Dear Bullish Broadening pattern trend reversal pattern hai jo ke beer is market ke and Mein Banta Hai Jab Bhi price low price area Mein trade kar rahi hoti hai to vah bhi res Trend ke support level se down jaane ke bad bar koshish karti hai but Har dafa sirf trend line ko hi Touch Karke price Wapas Ho Jaati Hai price ke yah wapasi police trend ka sabab banti hai..

    Bearish Broadening Pattren:

    Dear for a trading mein bearish Broadening pattern Mein price Bullish trend reversal hokar Aati Hai yah pattern Jyada tar Bole stand ke last Mein Banta Hai Jab Bhi price high price area Mein trade kar rahi ho to yah police stand line ke resistance level ko touch karne ke bad Wapas Hoti Hai price Ek to bullish trend line ko Sahi tarike se follow nahin kar rahi party dusri Taraf vah market mein pahle Jaati Hai but Aakhir Mein Barish side se break out Ho Jaati Hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-13T132330.055.png
Views:	10
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12544458

    Trading With Broadening Pattren:

    Dear member for a trading Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain to usmein broadening pattern long term trading Ek best tool hai but is cost of loss position Aksar heat hit hone ke chances hote hain market Mein price pahle rahti hai jisse yah Apne trend line ko break out karne ki koshish karte hain but nakam Ho Jaate Hain broadening pattern Mein price se Kai martba trend line ko touch karne ke bad Wapas Aati Hai aur jyadatar analysis se yah Karte Hain Ki Amal Wapas ki vajah se hota hai Fir Bhi Agar yah pattern market Mein Banta Hai Tujhe ek strong friend reversal pattern Hai jisse bearish side se buy aur bullish side se Sel ki entry ki Ja sakti hai..


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-13T132308.994.jpeg
Views:	2
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12544459
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Explain Broadening Chart Pattern in Forex Trading

    Discuss briefly Hook Reversal candleStick pattern!

    Asslam.u.Aliakum dear forex members!

    kesy hn ap sb log umeed ha k ap sb theek hon gy aur forex trading me daily ka workout kr rhy hn. Dear forex ek high-risk business ha isko humy bht dehan handle krna chahiye q k forex marekt ek esi technical market ha jis me market ki movement ka kuch idea ni hota bry se bra trader b loss kr jta ha to humy apny account ko safely handle krna chabiye.. R humy money and risk management se kam krna chahiye.


    Hook Reversal candlestick pattern':


    Definition:

    Dear members forex market me hook reversal pattern two candles pe mushtamil hota ha isko analyze krna bht easy ha
    · is me sb se pehly downtrend r uptrend ka progress me hona important ha
    · secondly pattern k according hona zaruri ha.
    · thirdly first candle ka second candle k andr bnna zaruri ha.
    · fourthly second candle ka higher low r lower high hona chahiye.

    Colors Identification:[IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image001.gif[/IMG]
    R market k trend colr ko red downtrend ko krta ha predict r green uptrend ko. Green uptredn red downtrend me convert ho skta ha.yehi hota ha hook reversal pattern main.
    Types of Hook Reversal Candlestick:
    1. Bullish Hook Reversal
    2. Bearish Hook Reversal

    Bullish Hook Reversal Candlestick"



    Dear members forex market me patterns hmesha 3l2 trah k bnty hn. Ek sell ka r 2sra buy ka.
    Definition:
    Bullish hook reversal pattern kesy bnta ha. Bullish hook reversal pattern ne narket buy me jti ha isko identify krti ha r is pe workout krti ha. Isky chstt ko dekh k hum idea lga skty hn k bullish pattern buy ko hi zahir krta ha...


    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image002.jpg[/IMG]
    Bearish Hook Reversal Candlestick :
    Definition:

    Chart ke andar ya pattern ose Waqt Banta Hai Jab bullish candlestick ki ek series ban rahi ho aur Market up Trend ke andar ho to Uske bad bullish candles jahan par close Hui Hai To usse thoda niche bearish candle open Ho Jaati Hai Aur FIR bearish candles ke open hone ke bad bearish candle uski Ek sequence Ban jaati hai aur Market downtrend ke andar Chale Jaati Hai To is waqt ham ko jo chart main pattern milta hai wo bearish hook reversal pattern hota Hain aur isase ham bahut hi jyada fayda Utha sakte hain Agar Ham ismein sell ki trade Lagate Hain To Hamen Ek Achcha profit ho sakta hai.
    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image003.gif[/IMG]

    How to Identifiy Hook Reversal Candlestick Pattern in chart:

    Market jb up trend ma ho to waha par hook pattern ki identification asy ho gi k pehle number par open of candle stick is near high par hona chahe.
    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image004.jpg[/IMG]Secondly candle stick ka closing point near low k pass zaruri hu. Third ye k ye jo lower high or higher low hu enko previous session ki candle stick k sath compare kiya jaye.
    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image005.jpg[/IMG]

    how to Trade With Hook Reversal:

    Dear members trading krny k ly apny sb se pehly analysis krny hoty hn r phr usky apny ye dekhna ha agr besrish ko find kr rhy hn to apny sell ka chsrt open krna ha r sell ki trade active krni ha. R is pattern me tader ko stoploss r take profit k ly technical indicator ko use krna chshiye q k hook reversal pattern sirf trend reversal k bry me btata ha. lekin ktna move kry ga ye ni btata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Explain Broadening Chart Pattern in Forex Trading

      WHAT IS BROADENING CHART PATTERN :





      Broadening market ma ak price chart pattern ha ya market ma identify hota ha technical analysis kar ka. Ya pattern tab banta ha jab market ke price ma volatility increase hote ha or jab ya banta ha to ya market ka chart ma do lines dray karta ha ya two lines divergence trend line hote ha ak trend line rising ke hote ha or dosre market ka falling ke. Ya lines market ma tab bante ha jab market ak side par rise karte ha ya fall karte ha jes ma market ma action hota ha is ke price ka. Ya pattern market ka chart ma tab identify hota ha jab market ka high pivot point is ka high ma hota ha or market ma low pivot point lower ma hota ha. Is broading pattern ke formation technical chart ma hote ha jo is ka high or low hota ha wo market ka support or resistance level par hota ha. Is pattern ka jo main kam hota ha wo is ma market ke price ke volatility ko increase karna ha.





      UNDERSTANDING BROADENING CHART PATTERN :





      Broadening Chart pattern huma market ma tab dakhna ko milta ha jab market ma bull ka pressure or bear dono ka pressure same time ma market ma ect ho raha hota ha or is pressure ka sat market move kar rahe hote ha. Ya pattern jab market ka chart ma banta ha to is ma buyers market ko up ke traf la kar jata ha or new high banat ha or market ka sellers market ko low ke traf lata ha or new low banat ha is trha market new high banate jatae ha or same hi tume ma market new low banate hoi move karte ha. Ia ma market bahot se higher peaks bante ha or bahot se lower peaks banate ha. Ya jo market ke higher peaks hite ha in ko mila kar market ma ak high ke traf trend line ko draw kiya jata ha jo in peaks ko tuch karte ha. Or is ma ak downtrend line draw hite ha jo lower peaks sa mil kar draw hote ha. Jab ya pattern market ka chart ma draw ho jata ha to ya dakhna ma reverse hota ha symmetrical triangle ka.





      TRADING WITH BROADENING CHART PATTERN :





      Ya Broadening pattern ak bearish pattern ke trha kam karta ha is pattern ko zada tar long traders or trend traders use karta ha. Ya pattern swing traders or day traders ka liya bahot he sai hita ha wo is ma trade ko enter kar ka profit hasil karta ha is pattern ke volatility sa. Ya traders market ko technical analysis karta ha or trend line ko draw karta ha or technical indecator ko use karta ha jes ke madad sa traders market ma enter or exit hota ha traders is pattern ko short term movement ko use karta ha. Jo ya trend line hote ha ya traders ke madad karte ha market ma trade ko enter karna ka liya or market sa exit hona ka liya. Is ma traders long position ke trade ko enter kara ga jab market ke price lower trend line ko hit ho ge or traders short position ke trade ko enter kara ga jab market upper trendline ko hits kara ge.




      1: TRADING WITH UPPER TREND LUNE :





      Is pattern ma traders short position ke trade ko enter kara ga is pattern ke upper trend line sa is ma traders sell ke trade ko enter kara ga jab market bullish ma move hote hoi upper trend line ko hit kara ge or is ma market na upper trend line ko hit karna ka bad reverse ana ho ga is pattern ka stop loss tab ho jab market is upper trend line ko break kar ka up ma jay ge or is ma profit target id pattern ke lower trend line par rakha ga jab market lower trend line ko tuvh kara ge.





      2: TRADING WITH LOWER TREND LINE :





      Lower trend line sa traders long term ke trade ko enter kara ga is lower trend line ko jab market hit kara ge to traders is sa buy ke trade ko enter kara ga ya trade tab enter ke jay ge jab market bearish ma move hote hoi lower trend line ma ay ge or is line ko hit karna ka bad reverse ho kar upper trend line ke traf jay ge or is trade ka stop loss is ke lower trend lune par rakha ga jes point sa market braek kara ge lower trend line ko profit target upper trend line ma rakha ga jab market upper trend ko hit kara ge to traders apne trade ko profit ma close kar da ga.





      LONG TERM TRADING WITH BROADENING CHART PATTERN :





      Is pattern ma long term traders is ma bullish ke long term trade ko enter kara ga or is ma traders buy ke long term trade ko bhi enter kar saka ga. Jab is pattern ma market upper or lower trend line ma mive kara ge or mive karte hoi market kese trend line ko break kara ge to is ma long term ke trade ko enter kiya jay ga. Agar market bullish ma move hote hoi upper trend line ko break kara ge to is ma long term ka liya buy ke trade ko enter kiya jay ga or is ka stop loss is upper trend line par rakha jay ga. Or jab market break kara ge lower trend line ko to traders is ma long term ka liya sell ke trade ko enter kara ga or is ka stop loss lower trend line par place kara ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X