Feature of PAMM Trading and its Drawbacks.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Feature of PAMM Trading and its Drawbacks.
    Assalamu Alaikum dear member forex trading market mein Jab aap working start karte hain to ismein different factors involved hote hain aur aapke liye multiple choice available hoti hai kyunki is platform per kuchh aise members hote Hain Jo rishi stages per hi apni apni start karna chahte hain to unke liye different platform se available hote hain Jin per vah apni investment karke apni trading activities ko complete kar sakte hain aur ismein unko maximum advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye different factors ko find out karna hota hai aaj main aapse ek bahut hi important factors ki information share karne ja raha hun jisko aap market mein percentage allocation money management ke naam se jante Hain.

    What is PAMM

    PAMM basically Perchantage Allocation Money Management ka abbreviation hota hai. Yah kaisa trading system hota hai jismein ek member aapke account ko manage kar raha hota hai aur usmein different members apni investment ki participation kar rahe hote hain aur jab unko profit hota hai to use investment ki base per aapko profit divide Kiya jata hai aur ismein account manage karne wala member apne liye Commission hasil karta hai.

    Click image for larger version

Name:	pamm-acct-01.png
Views:	1
Size:	167.6 کلوبائٹ
ID:	12544415

    Features of PAMM

    Agar aap is platform per different important factors ko find out karte Hain to definitely unke kuchh important features available hote hain iske bhi aapko main kuchh important features share karne ja raha hun.

    1 : Way of Learning

    Dear member agar aap is platform per apni working karte Hain to aisi situation mein aap apni learning ko increase kar sakte hain kyunki basically expert traders account manage kar rahe hote hain aur inki trade per aap apni learning ko increase karke apna experience increase kar sakte hain aur apne liye ek achcha source off income find out kar sakte hain.

    2 : Source of Income

    Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to ismein aapko different platform per bahut jyada earning hasil karne ki facility available hoti hai aapko market mein hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different platform ko find out karna hota hai aur is platform per aap apni apni ko increase kar sakte hain.

    3 : Way of Experience


    Agar aap Kisi aise platform per apni working start karte hain to ismein aapko apne different objective ko hasil karna hota hai aur apne experience ko increase karna hota hai kyunki Jab aap expert traders ko follow karte Hain to aisi condition mein aap apne experience ko increase karne ki position mein a sakte hain.

    4 : Best use of Extra Investment

    Agar aapke pass extra investment hoti hai to aisi condition mein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai aur aap is account allocation ki base per apni extra investment ko properly manage kar sakte hain aur usse income banaa sakte hain aapko hamesha apni extra investment ko manage karne ke liye kuchh platform ko jarur join karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_23-7.jpg
Views:	4
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12544416

    Drawback

    Jab aap Forex trading platform per kuchh important platforms ko find out karte hain to ismein aapko bahut fayda mil sakta hai lekin iske साथ-साथ inke kuchh draw back bhi hote hain jinse aapane hamesha avoid karna hota hai Jab aap Kisi platform ki selection karte Hain to ismein aapke sath kuchh aisi activities ho sakti hai jinki base per aapko nuksan ho sakta hai aur aapke sath fraud ho sakta hai isliye aapko hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke sath inse hone wale nuksan ko bhi apne mind mein jarur focus karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	PAMM-account.png
Views:	2
Size:	45.3 کلوبائٹ
ID:	12544417
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Feature of PAMM Trading and its Drawbacks.

    What Is a PAMM Account?

    Pold money forex trading ki aik qisam feesad mukhtas karne ka intizam model hai, jisay aksar feesad mukhtas raqam ka intizam ya pamm kaha jata hai. aik sarmaya car ke paas yeh ikhtiyar hota hai ke woh –apne funds ko matlooba tanasub mein apni pasand ke qabil tajir ya manager ( mnijrz ) mein taqseem kere. –apne funds aur is terhan ke jama shuda funds ka istemaal karte hue, yeh tajir / manager munafe kamanay ke hadaf ke sath bohat se forex trading accounts ki nigrani kar satke hain .

    The participants in the PAMM Account setup
    forex brokr / forex brokrij firm
    tajir / manager
    sarmaya car
    sarmaya car ( aayiyae kehte hain ke peter, paal, aur full ) forex trading ke zariye paisa kamanay mein dilchaspi rakhtay hain, lekin un ke paas ya to waqt ki kami hai ya tijarat mein mashgool honay ke liye zaroori maloomat ki kami hai. marks aur mathew darj karen, do tajurbah car money manager jin ki tijarat aur dosray logon ke paisay ka intizam karne ka ilm hai ( jaisa ke aik myochl fund manager ) un ke –apne tijarti sarmaye ke sath. marks aur mathew ko forex trading company ne dosray sarmaya karon ke paisay ki nigrani ke liye rakha hai. peter, paal, aur full, sarmaya car, aik mehdood power of attorny ( lpoa ) par dastakhat karte hain. dastakhat shuda muahiday ki kaleedi shaqq yeh hai ke sarmaya car –apne sarmaye mein hissa daal kar fx lain deen ke khatray ko qubool karne par razamandi zahir karte hain .
    naamzad money manager jo –apne tijarti falsafay aur hikmat e amli ke mutabiq mushtarqa funds ka istemaal karte hue fx ki tijarat kere ga. mazeed bar-aan, yeh batata hai ke manager is service ko faraham karne ke liye kitni adaigi ( ya feesad ) ke tor par le ga .


    How do investors’ select money managers?
    brokrij companian sarmaya karon ko taleem Yafta faisla karne ke liye mukhtalif tools faraham karti hain, Bashmole mukammal cvs, qabliyat, maazi ke return, raqam ka intizam, munsalik sarmaya karon ki tadaad, –apne traders / money mnijrz ke hawalay se misbet / manfi jaizay waghera. bahar ki darja bandi ke nizaam bhi mojood hain. alpari ke pamm account rating system ka screen shot zail mein dekhaya gaya hai :

    اب آن لائن

    Working...
    X