Avoid Estimated Frauds in Trading Feild.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid Estimated Frauds in Trading Feild.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap Forex trading market mein apni working activity kar rahe hote Hain to aisi condition mein aapko bahut sare problem bhi ho sakte hain aur kuchh member aapke sath froad kar sakte hain aur aapka nuksan kar sakte hain isliye Jab aap market mein apni working activity karte hain to aapko aise factors ko bhi apne mind mein jarur rakhna chahie jinki vajah se aapke sath fraudulent activities ho sakti hai aur aapka nuksan ho sakta hai isase related main aapko kuchh important information provide kar raha hun.

    Account Maintenance

    Forex trading ki field mein kuchh members aapko access karte hain aur aapse yah request karte Hain ki Ham aapka account maintain karenge aur ismein aapka profit 50% receive karenge aise members hamesha aapke sath fraud kar sakte hain kyunki yah vah members hote Hain jinke pass self investment nahin hoti hai lekin vah apne kuchh experience ki base per market mein enter hokar kuchh logon ko profit hasil karke de sakte hain lekin profit ki ratio kam hoti hai aur nuksan hone ki chances jyada hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	Maintenance-margin-example.jpg
Views:	1
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12544403

    PAMM Trading

    PAMM Trading basically aik eisa system hota hai, jismein different members apni participation karte hain yah members apni investment Kisi ek account mein add karte hain aur ek expert trader trading kar raha hota hai aur jab unko profit hota hai to apni investment ki base per vah profit distribute Kiya jata hai lekin yah bhi bahut jyada dangerous ho sakti hai aur aapko ismein bahut jyada problem ho sakte hain isliye aapko hamesha self experience ki base per market mein trading karni chahie aur kabhi bhi apne investment Kisi ko nahin Deni chahie.

    Click image for larger version

Name:	PAMM-account.png
Views:	2
Size:	45.3 کلوبائٹ
ID:	12544404

    Signals Group

    Jab aap Forex trading market ki field ko choose karte hain to aapko bahut sare members signals provide kar rahe hote hain aur ismein kuchh aise members hote Hain Jo free of cost signals provide karte hain aur kuchh aise members hote Hain Jo paid group mein aapko invite kar rahe hote Hain aise members per bhi hamesha aapko trust nahin karna chahie kyunki yah member bhi aapke sath fraud kar sakte hain aur aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Forex-Signals-WhatsApp-Group-Links.jpg
Views:	1
Size:	615.0 کلوبائٹ
ID:	12544405

    Fake Profit Summary

    Dear members Jab aap market mein working kar rahe hote hain aur kuchh members aapko apne account ka bahut jyada profit show kar rahe hote Hain to aisi situation mein sometime aapke sath mistake ho sakti hai kyunki vah profit unka apna nahin ho sakta aur vah Kisi aur account ka profit aapke sath share kar rahe hote hain isliye aapko be careful rahana chahie aur kabhi bhi aisi members ke sath apni working nahin karni chahie aur kisi per bhi trust nahin karna chahie.

    Conclusion

    At the end of my post main aapko yah conclude karna chahta hun ki ismein aapko hamesha bahut jyada careful rahana hota hai aur aapko hamesha jyada se jyada careful hokar apni trading karni chahie kyunki Jab aap be careful hokar trading karte Hain to is per aapko bahut fayda mil sakta hai aur aap kabhi bhi successful trading nahin karne sakte aapko hamesha apna experience increase karne ke bad hi trading karni chahie aur different factors ko avoid karna chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Avoid Estimated Frauds in Trading Feild.

    What Is Maintenance Margin?



    minti nins margin kam az kam aykoyti hai jisay aik sarmaya car ko kharidari ke baad margin account mein rakhna zaroori hai. yeh fi al haal financial industry regulatory authority ( finra ) ki zaroriat ke mutabiq margin account mein sikyortiz ki kal qeemat ke 25 % par muqarrar hai .

    Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	1
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12408027

    Understanding Maintenance Margin



    garchay finra ko 25 % kam az kam dekh bhaal ke margin ki zaroorat hoti hai, bohat si brokrij farmon ko zaroorat ho sakti hai ke sikyortiz ki kal qeemat ka 30 % se 40 % tak dastyab hona chahiye .maintenance margin ko kam az kam dekh bhaal ya dekh bhaal ki zaroorat bhi kaha jata hai .margin account aik brokrij firm ke sath aik account hai jo aik sarmaya car ko stak, bandz ya aapshnz samait sikyortiz kharidne ki ijazat deta hai — yeh sab brokr ki taraf se karzzzz ki gayi naqad raqam ke sath. tamam margin accounts, ya margin par sikyortiz ki kharidari ke sakht usool o zawabit hain. dekh bhaal ka margin aisa hi aik usool hai .yeh aykoyti ki kam az kam raqam ka taayun karta hai — margin account mein sikyortiz ki kal qeemat brokrij firm se udhaar li gayi koi bhi cheez — jo har waqt margin account mein honi chahiye jab tak ke sarmaya car kharidi gayi sikyortiz ko barqarar rakhay .General Ledger Account Maintenance

    Purpose: To add or edit your chart of accounts.

    Launch Point: This routine can be launched from the following location(s):

    •Utilities → Routines → Accounting Setup →

    •A/P → Routines → Special Routines →

    Example: When the routine is launched a window will open

    Margin Accounts vs. Maintenance Margins



    sarmaya karon aur brokrij farmon ko margin account kholnay se pehlay aik muahiday par dastakhat karna hon ge. finra aur federal reserves board ke tay kardah muahiday ki sharait ke mutabiq, account ko kam az kam margin ki zaroorat hoti hai is se pehlay ke sarmaya car account par tijarat kar saken. kam az kam ya ibtidayi margin naqad ya sikyortiz mein kam az kam $ 2, 000 hona chahiye .

    اب آن لائن

    Working...
    X