Discussion On Candlestick Chart & Details..!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion On Candlestick Chart & Details..!
    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    What are Candlestick Charts:

    Dear Friends Candlestick chart forex trading mian price ki movement ko smjhay k leay bhot zyada faida mand hy .chart koi ik Japanese rice trader nay 1700s mian bnaya tha trading mian charts ki waja sat hi humain price movement ka pata chalta hai. Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	9
Size:	33.9 کلوبائٹ
ID:	12544284

    How to read candlestick Charts:

    Dear friends candlestick chart ky 4 point hoty hian jin ko dekh kr periods trading ka anadaza lgaya ja skta hy .
    Open . ksi bi period ki start honay wali price
    Close . ksi bi period ki end honay wali price
    High . ksi bi period ki zyada say zyada price
    Low . ksi bi period ki kam say kam price

    What are the parts of candlestick chart:

    Friends candlestick chart k 3 main point hain jin pata hona bhot zruri hy candlestick chart ko smjhnay k leye.

    Upper Shadow:

    friends yeh ik vertical line hoti hy jo open price or closing price k darmiyan hoti agr candle bullish ho to or agr bearish candle ho to yeh open price say close price tak hoti hai.

    Real body:

    Friends opening price or closing price k darmiyan farq ko real body kehty hian yeh candlestick k color say zahir hoti hain.
    1.ik Green (ya white ) candlestick zahir krti hy k asset’s ki price high hy is ko bullish candle bi kehty hian.
    2.Ik red ( ya black )body huamin indicate krti hy k day k star price say low ho rhi hy is ko bearish candle bi khety hian.

    Lower Shadow:

    dear friends yeh I vertical line hoti hy jo day k low price say open price tk ho thoti hy (agr market bullish hy ) ya close price tak hoti hy age market bearish hai. Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	2
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12544283

    Explain the Price movement on Candlestick Chart:

    Friends price movement ko smjhnay k leay is k 2 basic points hain.

    1.Bullish Candle:

    dear friends bullish humain indicate karti hy k price close price open price say high hy is ka color aam tor pr green ya white hota hai.

    2.Bearish Candle:

    Friends jab price open price say kam ho to bearish candle banti hy is ka color red ya black ho skta hai. Click image for larger version

Name:	images (54).png
Views:	3
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12544282
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion On Candlestick Chart &amp; Details..!

    What are Candlestick Charts.
    Dear Friends Candlestick chart forex trading mian price ki movement ko smjhay k leay bhot zyada faida mand hy .chart koi ik Japanese rice trader nay 1700s mian bnaya tha trading mian charts ki waja sat hi humain price movement ka pata chalta hy




    How to read candlestick Charts.
    Dear friends candlestick chart ky 4 point hoty hian jin ko dekh kr periods trading ka anadaza lgaya ja skta hy .

    Open . ksi bi period ki start honay walai price
    Close . ksi bi period ki end honay wali price
    High . ksi bi period ki zyada say zyada price
    Low . ksi bi period ki kam say kam price

    What are the parts of candlestick chart.
    Friends candlestick chart k 3 main point hain jin pata hona bhot zruri hy candlestick chart ko smjhnay k leay .


    Upper Shadow
    . friends yeh ik vertical line hoti hy jo open price or closing price k darmiyan hoti agr candle bullish ho to or agr bearish candle ho to yeh open price say close price tak hoti hy.
    Real body . Friends opening price or closing price k darmiyan farq ko real body kehty hian yeh candlestick k color say zahir hoti hain .
    1.ik Green (ya white ) candlestick zahir krti hy k asset’s ki price high hy is ko bullish candle bi kehty hian .
    2.Ik red ( ya black )body huamin indicate krti hy k day k star price say low ho rhi hy is ko bearish candle bi khety hian .

    Lower Shadow . Dear friends yeh I vertical line hoti hy jo day k low price say open price tk ho thoti hy (agr market bullish hy ) ya close price tak hoti hy age market bearish hy to .



    Explain the Price movement on Candlestick Chart .
    Friends price movement ko smjhnay k leay is k 2 basic points hain .

    1.Bullish Candle . dear friends bullish humain indicate karti hy k price close price open price say high hy is ka color aam tor pr green ya white hota hy .

    2.Bearish Candle . Friends jab price open price say kam ho to bearish candle banti hy is ka color red ya black ho skta hy . منسلک تصاویر
    • #3 Collapse

      Re: Discussion On Candlestick Chart &amp; Details..!

      Assalamu alaikum dear friends.
      Forex trading mein candlestick ki pahchan buniyadi haisiyat rakhti hai, Ham jitne acche tarike se candlestick ke bare mein information hasil karenge utani acchi trading kar payenge aur utna hi achcha profit hasil kar payenge candlestick chart hamen market ka up trend or down trend maloom karne ke liye bahut hi helpful sabit hoti hai. Candlestick do kism ki hoti hain ek bullish aur dusri Barish.Candlestric ka color Ham apni marzi se Rakh sakte hain.
      What Is A Candlestick:
      A candlestick is a type of price chart aur yeh technical analysis main hamen market ky trend ko maloom karne main help karti hay. Aur heh hamin btati hay k market main High, low, open, and closing price ky hain . traders market ko analyse karne ke liye candlestick ka istemal karte Hain.Candlestick ki madad se Ham maloom kar sakte hain ki ek Din mein market kitni high price tak gai aur kitne low price tak gai market kis point se open Hui aur kis point per close Hui.Long green Candlestick is baat ki nishandahi karti hain ke kharidari ka zabardast dabao hai. yeh aam tor par ishara karta hai ke qeemat mein taizi hai. ta ham, un ko infiradi tor par bajaye market ke dhanchay ke tanazur mein dekha jana cha hiye . lambi red Candlestick is baat ki nishandahi karti hain ke sellers ka numaya dabao hai. is se pata chalta hai ke qeemat mein mandi hai.jan chart main ek red color ki jiski body chhoti hoti hai banti hai to uske bad market mein reversal trend Shuru hota hai is Candle ko hammer candle kahate Hain, is waqt bantaa hai jab qeemat upar ke baad kaafi had tak kam hojati hai,jab market bulandi ke qareeb band hoti hy, jiska open price aur close price sem hota hai usey bearish candle stick ko hanging man ke naam se jana jata hai. yeh mom batian aik murabba laali paap se millti jalti nazar ati hy, aur aksar tajir bazaar mein oopar ya neechay ko muntakhib karne ki koshish karte
      Types of candlestick:
      1: bullish candle. 2: bearish candle Bullish candle ek green color ki bari candle hoti hai jo ki up trend ko zahar karti hai. Is candle ka open price , close price ,upper shadow aur lower shadow hote Hain. Is candle mein open price niche hota hai aur closing price upar ki jaane hota hai.<br>Bearish candle red color ki ek lambi candle hoti hai jo ki market ke ke down trind ko show karti hai. Is Candle mein open price upar ki jaane per closing price niche ki jaane hota hai.
      Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	3
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12408020<br><img src="https://investsocial.com/ur/attachment.php?attachmentid=122321&amp;stc=1" attachmentid="122321" alt="" id="vbattach_122321" class="previewthumb">
      منسلک شدہ فائلیں
       
      Last edited by ; 13-07-2022, 11:39 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Discussion On Candlestick Chart &amp; Details..!

        Understanding Basic Candlestick Charts

        Candlesticks ki taraf se baar aur point aur figure charts tayyar karne se 100 saal pehlay candle stuck charts Japan mein shuru hue. 1700 ki dahai mein, homa Nami aik japani shakhs ne daryaft kya ke, jab ke chawal ki qeemat aur talabb aur rasad ke darmiyan talluq hai, bazaar taajiron ke jazbaat se sakht mutasir hain .Candlesticks batian mukhtalif rangon ke sath qeemat ki harkat ke size ko basri tor par zahir karte hue is jazbaat ko zahir karti hain. tajir mom batii ka istemaal karte hue tijarti faislay karne ke liye baqaidagi se paish anay walay namonon ki bunyaad par karte hain jo qeemat ki mukhtasir muddat ki simt ki passion goi mein madad karte hain .





        Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	18
Size:	76.4 کلوبائٹ
ID:	12408025

        Candlestick Components

        bilkul aik baar chart ki terhan, rozana candle stick market ki khuli, ziyada, kam aur din ke qareeb qeemat dukhati hai. shama daan ka aik wasee hissa hota hai, jisay" haqeeqi jism" kaha jata hai .yeh haqeeqi body is din ki tijarat ke khulay aur band honay ke darmiyan qeemat ki had ki numaindagi karti hai. jab asli body bhari hui ho ya kaali ho to is ka matlab hai ke band khulay se kam tha. agar asli body khaali hai to is ka matlab hai ke band khulay se ouncha tha .tajir –apne tijarti plate form mein un rangon ko tabdeel kar satke hain. misaal ke tor par, neechay ki mom batii aksar siyah ki bajaye surkh hoti hai, aur oopar ki mom batian aksar safaid ki bajaye sabz rang ki hoti hain

        Candlestick vs. Bar Charts



        oopar walay din mukhtasir oopri saya yeh batata hai ke band oonchai ke qareeb tha. khulay, ounchay, kam aur qareeb ke dinon ke darmiyan talluq rozana ki shama ki shakal ka taayun karta hai. asli jism lambay ya chhootey aur siyah ya safaid ho satke hain. saaye lambay ya chhootey ho satke hain .baar charts aur candle stuck charts aik hi maloomat ko zahir karte hain, bilkul mukhtalif tareeqay se. qeemat ki salakhon aur mouti asli bodies ki colour kodng ki wajah se candle stuck chart ziyada basri hotay hain, jo khulay aur band ke darmiyan farq ko numaya karne mein behtar hotay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Discussion On Candlestick Chart &amp; Details..!

          Salam dear traders.
          Candle sticks chart pattern aik technical tool hai. Jo different time frames k data ko
          Single price bars mein pack krta hai. Ye unhy Riwayati, khuli oonchi, Kam band slakhon ya band honey wali qeemton k nukton koJorny wali simple lines sy ziada mufeed bnata hai.
          Candle aisy namoony bnati hain. Jo complete hony k baad price ki direction ka andaza lgati hain.
          Munasib rangeen coding is rangeen technical tool mein gehraai hai izafa krti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X