Explanations of pivot points in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanations of pivot points in forex
    Explanations of pivot points in forex

    Assalamu Alaikum dear remember me karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur Pakistan for its form Ek real platform Hai Jahan Ham trading ke rules aur Market ki pahchan kar sakte hain is platform per Ham trading ki situation ko sikhate Hue Aaj Main sabse aapko bahut important topic share Karunga is knowledge aap Sabke pass hone bahut jaruri hai trading ko Samay Nahin ke liye aur apni group ko majbut karne ke liye Hamen Forex form per time Dena padta hai aur ham Yahan per bahut Kuchh Sikh sakte hain

    Click image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	7
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12544268

    What is pivot points

    Pure point basically Ek Aisa point hota hai Jisko Ham Central point bhi kah sakte hain Jis per market depend kar rahi hoti hai agar Ham ki basis per apni trading ko pura Karte Hain To Ham Ek bahut hi acchi Inti Hasil Karke trade kar sakte hain keyboard point per Hamesha market Hamen Ek bahut hi acchi interview provide Karti Hai acchi entry ke liye exit calculation bahut hi jaruri hai Kyunki point ki dentification Karke Ham bahut hi acchi trading kar sakte hain aur maximum benefit Hasil kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	download (7).png
Views:	5
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12544269

    Description and calculation

    Dear Forex member technical analysis Mein Hamen bahut hi carefully calculation or is process ko define karna hota hai dear member for straighting mein pure point ki calculation karna bahut easy hota hai ismein Hamen daily candlestick ki basis per calculation Karni Hoti Hai Jab Ham last De ki industry cosmetic Karte Hain To ismein Hamen Lo point highest point aur closing value ko add karna hota hai dear number Hote Hain per Hamen bahut Sare advances Hasil hote hain aur ham market 20 per depend kar rahi thi Hamen trading Mein point care fulli focus ke sath Lena padta hai

    Click image for larger version

Name:	download (8).png
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12544270

    Conclusions

    Dear member fever point per Ek bahut hi Khas point hota hai yah Hamen market Mein Ek Achcha Faisla karne ke liye Himmat deta hai agar aap paper point ki calculation karna acchi Tarah Se Sikh Jaate Hain To yah Hamen Bank Aur seling Ke Liye bahut acchi point ki entry provide Karta Hai mostly expert rader point aur apni grip Ho strong rakhte Hue market ke moment ka acchi Tarah Jyada Karke Kisi bhi PowerPoint per Apne trade open kar dete Hain Jo ki unhen bahut Achcha benefit deta hai isliye hamen bhi chahie Ham peever point ko samjhen aur is per apni group ko majbut Karen Taki Ham bhi acchi entry Hasil Karke profit Hasil kar sakte hain ummid karta hun aap sab ko yah Mere wala topic bahut Achcha aur acchi Tarah samajh Gaye Honge

    Click image for larger version

Name:	download (11).jpeg
Views:	2
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12544271
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explanations of pivot points in forex

    WHAT IS A PIVOT POINT :





    Pivot point ak technical analysis indecator ha is ke calculation kar ka or is ko use kar ka hum determined karta ha market ka overall trend ko. Hum is sa market ka trend ko find karta ha different time frame par. Ya indecator all time frame par use ho jata ha. Pivot point huma simple average ka batata ha ya huma interday high, low or close price ka batata ha previous trading day sa. Jab trading above hote ha pivot point sa to ya huma bullish sentiment ka batata ha or jab trading below hote ha pivot point sa to ya huma bearish sentiment ka batata ha. Ya pivot kuch indecators par base kar raha hota ha or hum is pivot point ke calculation ka liya support or resistance level ko use karta ha. Pivot point ak interday technical indecator ha jo use hota ha identify karna ka liya market ka trend ko or is ka reversal ko. Traders pivot point ko determine karta ha level ko or is trade ko enter karta ha or in point sa he trade ko close or profit ko hasil karta ha.





    FORMULA FOR PIVOT POINT :





    P= High+Low+Close / 3
    R1=(P×2)−Low
    R2=P+(High−Low)
    S1=(P×2)−High
    S2=P−(High−Low)

    where:

    P=Pivot point
    R1=Resistance 1
    R2=Resistance 2
    S1=Support 1
    S2=Support 2

    Is indecator ka formula ko calculate karna ka liya ap ko pata hona chaiya market ka high ka ya high hum calculate karta ha previous trading day ka high sa or is ka low ko hum find kara ga previous day ka low sa or is ka close ko hum find kara ga previous trading day ka close sa.





    HOW TO CALCULATE PIVOT POINT :





    Pivot point ak indicator ha jo market ka chart ma added kar sakta ha is indecator sa hyma market ka chart ma kuch level dakhna ko milta ha ya level ap is ma automatically bhi calculate kar sakta ha or in level ko ap khud sa bhi calculate kar sakta ha. Kab ap pivot point ko khud calculate kara ga to ap na ya bat mind ma rakhne ha ka ap ko pata hona chaiya previous trading day ka high, low or closing price ka bara ma agar ap ko in ka pata ha tab he ap os pivot point ko calculate kar saka ga. For example agar ap Wednesday ka pivot point ko nikalna chata ha to ap ko is ka previous trading day yani Tuesday ka market ka high, low or closing point ka pata hona chaiya.


    1: Sab sa phalay ap na is ma market ka close hona ko or jab market open hote ha next day ma to is sa ap na find kar lana ha day ka high or low ko or jo closing price ho ge wo must recent ho ge previous trading day ka.

    2: Jab ap high, low or closing price ko nikal la ga to ap na is price ko divide kar lana ha 3 sa.

    3: Jab ap in point sa 3 sa divide kara ga to ap ka pas kuch point a jay ga in points ko ap na market ka chart ma draw kar dana ha or ya ap ka pas pivot point ho ga.

    4: Ap ko jab pivot point ka pata chal jay ga to ap na calculate kar lana ha S1, S2, R1or R2 ko ya calculation bhi ho ge previous trading day ka high, low or closing price sa.





    WHAT DOES PIVOT POINT TELL YOU :





    Pivot point ak interday indecator ha jo huma batata ha market ka future, commodities, or stock ka. Is ma jo moving average or oscillator hota ha wo same hota ha price ma pora day ma. Is ka matlab ha ka agar hum in level ko use karta ha to market ka trading day ko samaj sakta ha.





    TRADING WITH USING PIVOT POINT :





    Pivot point ke madad sa traders market konsamajta ha or market ma is ke madad sa trade ko enter karta ha or market sa exit hota ha. Ya huma signal data ha market ma trade ko enter karna ka or stop loss ko place karna ka liya. Traders is pivot point sa determined karta ha entry, stop, or profit ko. Pivot point ak free indecator ha is ko khud calculate kiya jata ha is ka liya kese website or broker ke zarorat ni hote. Ya ak successful trading method ha is ma traders tab trade ko enter karta ha jab market kese S1, S2, R1 or R2 ko cross karte ha jab is ma market pivot point par ho ge to is ma trade ko enter ni kiya jay ga jab is ma market S1 ko tuch kara ge to is ma buy ke trad ko enter kara ga or agar jab market ke price cross kar jay ge S1 ko to is ma sell ke trade ko enter kara ga or jab market high ke traf move karte hoi R1 ko tuch kara ge to is ma sell ke trade ko entet kara ga or jab market cross kar jay ge R2 ko to is ma buy ke trade ko enter kara ga. Is ma market asa move hote ha ka market ka mid ma pivot point ho ga or js ka upper ke traf R1, R2 ho ga or is ka below ke traf S1, S2 ho ga or market in poinys ko tuch kar ka reverse ho kar pivot point ke traf ay ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Explanations of pivot points in forex

      What isPivot point :

      Pivot point isharay ki bunyaad hai, lekin is mein deegar support aur resistance levels bhi shaamil hain jo Pivot point ke hisaab kitaab ki bunyaad par paish kiye jatay hain. yeh tamam levels traders ko yeh dekhnay mein madad karti hain ke Pivot kahan support aur resistance bnati hy.
      Short term traders ziyada tor par pivot points istemaal karte hain. is ki wajah yeh hai ke woh aap ko taayun karne mein madad karte hain .woh bunyadi tor par saada mathematics farmolon ke zareya banaye gaye hain. formulay high, low, open aur par mushtamil hotay hain ,close price jo aik makhsoos waqt ke frame mein hain. inhen trend aur un ke signal ke tor par bhi istemaal kya ja sakta hai .
      Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	24
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12407969
      HOW TO CALCULATE PIVOT POINTS?

      Pivot Point (PP) = (high+low+close)/3
      Resistance 1 (R1) = (Pivot*2)-low
      Resistance 2 (R2) =Pivot + (high-low)
      Support 1= (S1) : (Pivot*2) - high
      Support 2 (S2) = Pivot - ( High - low)
      Piovt ziyada tar short term hikmat amlyon mein istemaal hotay hain .aam tor par piovt point hain jo paish goi karti hain ke qeematein un ke ird gird ghoom rahi hon gi. agar qeemat mehwar ke oopar tijarat ki jati hai, aik up trained uptrend kere ga. agar qeemat mehwar se neechay hai to neechay ka rujhan hoga
      agar adaad o shumaar ke bahao mein koi barri iqtisadi shakhsiyat nahi hai, to qeemat ki coverage aam tor par support ya resistance ko mutasir kere gi.

      How to use pivot point in the intraday strategy.

      intraday trading ko market ke rujhanaat par ful tawajah dainay ki zaroorat hoti hai, aur mutadid hikmat e amli hain jinhein traders aik strong faislay ke sath intra day trading ko bohat aasaan bananay ke liye istemaal karte hain. aisi hi aik hikmat e amli mehwar nuqta hai. is hikmat e amli mein, market ke rujhan ka tajzia karne ke liye pichlle din ki kam, ziyada aur ost band honay wali qeematon ka istemaal kya jata hai. agar pichlle din ka tajzia pivot point se ziyada hai, to tawaqqa ki jati hai ke market taizi ki fitrat ki pairwi kere gi,chart par saat pivot levels hain jahan bunyadi pivot level chart ke beech mein hai aur rizstns pivot levels mein se teen bunyadi pivot ke oopar hain, aur support pivot levels mein se teen bunyadi pivot ke neechay hain , pivot level intra day traders ko mutawaqqa nuqta ka hisaab laganay mein madad karte hain jahan se qeematein barh sakti hain aur muzahmat talaash kar sakti hain. isi terha pivot ki sath intra day traders ko mutawaqqa nuqta ka hisaab laganay mein bhi madad kar sakti hain jahan se qeematein kam ho sakti hain aur support haasil kar sakti hain .

      How to open trade using Pivot Levels in Trading?

      jab sahih analysis kya jata hai, jab har roz market pivot ki satah open hoti hy aik ahem kirdaar ada karti hai. agar koi khaas stock bunyadi mehwar ki satah se oopar khilta hai, to is se taizi ki noiyat ki tawaqqa ki jati hai. doosri taraf, agar wohi makhsoos stock bunyadi mehwar ki satah se neechay khilta hai, to samjha jata hai ke yeh mandi ki noiyat ki pairwi kar raha hai. agar kisi intra day tridr ko kharidari karne ki zaroorat hai, to sahih waqt yeh ho ga ke agar stak mandi ki noiyat ki pairwi kar raha ho aur support Pivot level r1 se agay nikal jaye. support level bunyadi Pivot level se neechay hain, aur khredar is waqt shuru hota hai jab stock r2 ki support Pivot level tak pahonch jata hai. ta ham, rujhanaat har roz mukhtalif hotay hain, aur order par amal karne ki koi majboori nahi hai. intra day trading pooray takneeki tajzia ki bunyaad par iqdaam karne ka faisla karta hai .
      Pivot point trading ki hikmat e amli mein do bunyadi tasawurat shaamil hain jo intra day traders ko is baat ki wazeh tasweer haasil karne mein madad karte hain ke Pivot point trading kaisay kaam karti hai.
      Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	3
Size:	56.9 کلوبائٹ
ID:	12407968

      اب آن لائن

      Working...
      X