AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se honge Jahan bhi rahe hain khush rahe aur mahfouz rahen agar aap forex trading market mein business karte Hain To Apne business per focus rakhen kyunki yah complicated market Hai har lamha prices change hoti rahti Hain is market ka jitna bhi AP knowledge hasil kar sakte hain aapke liye behtar hai aapke pass jitna knowledge Hoga aap acche expert traders Ban sakte hain aapko analys karna aana chahie kyunki Jo expert traders Ban sakte hain vah expert analyst bhi hote Hain kyunki analys karne se hamen market ke moment ka accurate andaza ho jata hai aur jab market ka trend maloom hota Hai To fir Ham ek behtarin trade open karte hue achcha profit hasil karte Hain aaj main aapke liye Jo topic choose Kiya Hai vah bullishh flag chart pattern hai kyunki traders aksar currency pair or commodities ke upar trade karte Hain aur yah trade candle stick pattern ki vajah se mumkin Hoti Hai currency pair aur commodity ki price chart mein price ki movement ko track karna ke liye use hotana wala most important technical tool hai traders forx trading mein kisi bhi currency pair ya commodity ko buy / sell karne ke liye chart pattern per depend karte Hain aaj main aapke sath flag chartt pattern per Apne knowledge ko share karna chahta hun ummid hai aapko Pasand bhi aaega aur aapke knowledge mein improvement bhi ho ge
DEFINITION OF FLAG CHART PATTERN
Flag chart pattern ek consolidation pattern hai jo currency pairs aur commodities ke price chart mein long bullish aur bearish trend ki mid mein banta hai flag chart pattern ek trend contamination pattern Hai is pattern mein price thodi der ke liye ek Small range mein move karti hai aur pattern ke complete hone per price current market trend ki direction mein pattern ko break karke bahut teze se movement karti hai
BULLISH FLAG CHART PATTERN
Bull flag chart pattern use waqt banta Hai jab market ki ek normal moment ke bad achanak up trend movement hoti hai aur is pair ka volume increase ho jata hai choti choti candles ya bar ke bad ek Badi banne wali candle ya bar Jo ky up p0sition mein close ho aur iske bad ek ya do mazeed candles Bul ki bane to yah ek flag Pol ban jata hai iske bad agar to zigzag ban kar mazeed ub trend candles bane to isko Ham bull flag chart pattern kahate Hain volume increase ho jata hai aur bullish candle banti hai candles ke ine patterns ko gaur se dekhne se ek flag nazar Aa Raha hota hai jisko Ham bull flag chart kahate Hain bull flag mein Ham safe trade Karni chahie aur ine case reversal pattern main hamain apna exit point bhe mind mein rakhna chahie jo ki second candle ka bottom point hona chahie
TRADING BULLISH FLAG CHART PATTERN
Bullish flag chart pattern per trading ke liye jaruri hai ki traders is pattern ka complete hone ka waite Karen chahey complete ho jaaye aur price candle ke close upper trend lines se upar de de to isase break out ki confirmation ho jaati Hai break out per trade ko buy ki trade active Karni chahie
SL & TP USE IN TRADING
Forex trading mein traders ko trade ke dauran account balance ko secure rakhne ke liye stop loss aur take profit ko lazmi mein use karna chahie kyunki forex trading mein Koi bhi trader 100% accurate Nahin ho sakta trading ke dauran trader ko stop loss lower trend line ke niche set karna chahie aur take profit ko next resistance level per karna chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим