Belt hold pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Belt hold pattern
    Belt hold pattern

    As-salamu alaykum dear kya haal chaal hai petrol kya chij hai Ham Iske bare mein information share Karenge

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	17
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12544214

    Bullish belt hold

    Deyar yah petrol ka time frame Mein Ban sakta hai party wear daily ya weekly chart liable Samajhta Hai is pattern ke liye market Mein pahle town trend hota hai aur Fir Bhi candle banti hai jo total police hoti hai aur yah market ke friend ko Viraj se police mein le Jaati Hai yah pattern acche result Nahin Deti aur man hi acchi Tarah Piche kar reject karta hai yah belt hold wali candlestick previous result Ke Niche open hoti hai aur Mujhe down Jaane Ki vajah se phone mein Chali Jaati Hai

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	5
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12544215

    Bearish belt hild

    There is pattern ke liye mafi Mein pahle police trend hota hai aur jab Mar ki new season mein open Hoti Hai To yah upward Mein Gair se open Hoti Hai market Masjid ab Jaane Ki vajah download move Karti Hai dilchaspired hold me last candle bear ki ek banti hai jo previous season wale Chemistry ke closing point ke bahut Upar Se Jaati Hai is point ko bahut niche hi close Hona padta hai line pattern per trending third candent ki confirmation karna jaruri hai agar second black and ke bad real body wali black candle banti hai to Yahan per status karne ki entry nahin kar sakte open price per set Hota Hai ismein Ek typing Chemistry Hoti Hai Jo Bhai Ki Kareeb open hoti hai aur Loafer close hoti Hai Is Tarah gold Mein candle banti hai ab friend ko show Karega ismein opening Pichhle Din Ki closing se high Hogi School Jyada labour Nahin Samjha Ja sakta hai Kyunki Kami ki vajah se ek long black hota hai 1 minut production change kara Deti Hai Jo police aur Girish belt gold ho sakti hai ya market Yahoo Kareeb jahir hota hai aur distance per Jyada Mujhse Jyada Ham load per Bina bedroom Shamil Ho Jata Hai

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	23
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12544216
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Belt hold pattern

    WHAT IS BELT HOLD PATTERN :





    Belt hold ak Japanese candlestick pattern ha jo ka trend ko reversal karta ha ya pattern small trend reversal karta ha. Ya pattern bullish reversal bhi karta ha or bearish reversal bhi ya depends kar raha hota ha ka ya pattern market ma kon se jaga par bana ha or jab ya pattern bana ha to os time market kon sa trend ma the. Ya pattern ak single candlestick sa mil kar banta ha is pattern ke candle same Marubozu candlestick ke trha hote ha jes ke ak large real bofy hote ha or is ka small or kabi koi shadow ni hota ya candle show karte ha bearish or bullish strength ko. Jab ya pattern single candle sa market ka top ka uptrend ma banta ha to ya ya market ko reversal karta ha or isa hum bearish Belt hold kahta ha. Or jab ya candle market ka bottom ka downtrend ma banay to ya signal date ha market ka uptrend ke traf reversal ka or isa hum bullish belt hold kahta ha.





    TYPES OF BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN :


    Is balt hold pattern ke do types hote ha ak bullish belt hold or dosra bearish belt hold :



    1: BULLISH BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN :





    Bullish belt hold pattern market ka downtrend ma banta ha or ya pattern market ka reversal ho kar upward ke traf jana ka signal data ha. Ya pattern ak long body candlestick sa banta ha ya candle bullish ke hote ha or ya market ma low par bante ha or ya downtrend ka end ma hote ha or is candle ka top ma ak small shadow hota ha. Jo is pattern ke long bullish candle hote ha ya market ka low sa open hote ha or ak long real body banate hoi higb ma close ho jate ha ya candle huma bull ka pressure ka batate ha. Jab bullish belt hold pattern ke formation ho jate ha to ya change kar data ha market ke direction ko is ma market ma reversal hota ha is ma market bearish trend sa bullish trend ke traf ate ha. Ya jo low point hota is bullish belt hold pattern ka wo support level par hota ha jes sa market reverse hote ha. Is bullish belt hold candlestick ka open hona sa phalay market ma ak gap dakhna ko milta ha ya gap previous candle sa low par hota ha ya is pattern ke conformation karta ha.





    2: BEARISH BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN :





    Bearish belt hold opposite hota ha bullish belt hold pattern ka ya bearish belt hold market ka top ma uptrend ma banta ha is ma market reverse hote ha or uptrend sa downward ke traf ate ha. Ya pattern ak candle sa banta ha jes ke long real body hote ha ya candle top sa open hote ha or low ma close hote ha ya ak bearish candle ha jo ka market ma uptrend ka end ma bante ha is candle ka lower ke traf ak small shadow hota ha. Is pattern ke candle previous candle sa gap ma bante ya gap up ma hota ha ya candle huma market ka high selling pressure ka batate ha. Ya candle resistance level ka kareb ya resistance level par bante ha. Ya huma market ka traders or investors ka strong change hona ka batate ha. Is pattern ka market ma bante ha market ma ak strong reversal ata ha ya reversal bullish to bearish ma hota ha.





    TRADING WITH BELT HOLD PATTERN :


    Is pattern ma traders sell ke trade ko bhi enter kar sakta ha or buy ke trad ko bhi ya depends kar raha hota ha is pattern ke location par ka ya kon se jaga par bana ha.



    1: TRADING WITH BULLISH BELT HOLD :





    Bullish belt hold ma traders buy ke trade ko enter karta ha is trade ko enter karna sa phalay traders is pattern ka complete hona ka eait karta ha or is ka reversal ke conformation karta ha agar is pattern ke candle ka banna sa phaly ak lower ma gap ata ha to is pattern ka reversal hona ka chance bar jata ha or ya pattern huma support level ka kareb dakhna ko mil jata ha is ma traders ak long term buy ke trade ko enter karta ha or is trade ka stop loss ko is pattern ka low or support level par rakhta ha.





    2: TRADING WITH BEARISH BELT HOLD :





    Bearish belt hold ma trading karna sa phalay traders is pattern ke formation ka complete hona ka wait kara ga jab is pattern ke candle close ho ge market reversal ho jay ge or ya candle market ko high sa low ke traf lay ge ya pattern zada significant tab ho ga jab is pattern ke candle sa phalay up ke traf ak gap dakhna ko mila ga. Is pattern ma traders sell ke trade ko enter kara ga ya trader bullish belt hold pattern ke candle ka low point sa enter ho ge is trade ko hum short position sa enter kara ga or long position sa exit kara ga is trade ka stop loss is ka high or resistance level par rakha ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X