4 price doji candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    4 price doji candle stick pattern
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur main mahfouz rahe hain aaj AP key ly Jo topic choose kia hai vah aapko trading chart mein aksar najar aata Hai aur yah bahut important bhi hai kyunki iske bad koi bhi break out ho sakta hai aur market teji se buy ya sell ki taraf movement Karti Hai aksar traders is pattern per hold karte hain wiate karte hain Taki jab market is pattern se nikal jaaye aur koi direction Kar Le To fir vah trade Karen aaj ka topic Hai fore price candlestick to jab Ham isko trading chart per dekhte Hain To fir hamen kya strategy apna chahie Apne trading ko profit table banane ke liye chalte Hain Apne topic per aur aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun ummid hai aapko topic bhi Pasand aaega aur aapke knowledge mein improvement bhi ho gai
    4 PRICE DOJI CANDLESTICK PATTERN

    Forex trading market mein aksar aukat aisa bhi hota Hai ki Kisi assist per traders jajbat ke shikar ho jaate Hain ki vah traders ki vah trader kaun si trade ki entry Karen aisi surat Haal mein traders ko Sahi position ki wazhy faisla nahin kar sakte prices apni jagah per stuck rahti Hain jiski vajah se price chart per ki waja sey candle ka banaa hota Hai jisko 4 price doji candle kaha jata Hai yah candle jyadatar bahut small time frame ya market ke darmiyan ke waqfay mein aur ya ine currency pair mein banti Hai jis per trading bahut kam hoti hai yani Exotic currency pairs 4 price doji candle mein prices ki high low open or close semi point ya point per hota Hai

    Click image for larger version

Name:	four-price-doji.png
Views:	2
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12544192

    CANDLES FORMATION


    Four price doji candles ki prices up and down or high and low same hi hoti hai jisse candle ki shakal ek line jaisi najar aati Hai 4 price candle single doji candle Hai jiski formation aapko ek image mein show rahata hun

    Click image for larger version

Name:	4price doji candle trend reversal example.png
Views:	3
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12544193






    4 PRICE DOJI CANDLE


    Four price 2G candle na to candle na to bullish hoti hai aur na hi bearish candle kyunki upper aur lawyer size per na to candle ki Shadow hoti hai aur na hi real body hote hai yah candle bullish bhe ho sakti hai aur bearish bhi mumkin hai donon surat Hai HAL candle jab banti hai wahzy ho jaati Hai

    Click image for larger version

Name:	TA0006_6-Four-Price-Doji-Candlestick-Pattern.png
Views:	8
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12544194

    EXPLANATION


    Four price doji candle ek single format ki doji candle hai jo ki price ke top ya bottom mein jyadatar trend reversal pattern ka kam karti hai normal yah candle price mein neutral taswar ki jaati Hai yah candle up aur down side per na to real body rakhti hai aur na hi iske upar ya lower side per Shadow ya wicks hote Hain candle ki khas baat yah hai ki jab yah candle market mein banti hai to aksar iske bad bahut teze ke sath break out wali side per jaati Hai formation jyadatar kam trade currency mein hoti hain jis per aksar ghanton ghanton tak traders apni trade open Nahin karte vah is condition ka waite karte Hain

    TRADING


    Four price doji candle ek normal bagair Kisi color ke ek line wali candle hoti hai jiski na to real body hoti hai aur na hi iski side per upper Ye lower Shadow ya wicks hote Hain 4 price doji candle dusri do ji candle se bahut jyada different dikhai deti Hai kyunki yah price mein ek line se Dekhi jaati Hai aur price do ji candle agar price ke top per banti hai ya ek bearishh confirmation candle ke bad market sel ki entry ki ja sakti hai jab ke prices ke bottom per is per confirmation candle ke bad buy ki entry ki ja rahi hai

    Click image for larger version

Name:	four-price-doji-example.png
Views:	18
Size:	82.6 کلوبائٹ
ID:	12544195





    STOP LOSS


    candle se pahle ki candle ke top per bearish trend mein aur bullish trend reversal mein candle ke lower se 2 pips below set Karen

    Click image for larger version

Name:	dojicandlestickstrategy1.png
Views:	1
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12544196
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 4 price doji candle stick pattern

    EXPLANATION:-

    Dear friends forex trading market mai Four Price Doji Candle bohut kam hi market me banti hai. Four Price Doji Candle ke trend reversal ya trend continuation dono k leye leya ja sakta hai. Jab bhi ye candle banne ka matlab hai, k qeematen kam mutaharek hai. yah un peh kisi side se ziada dabao nahi hai. Agar four price doji bearish trend k baad banti hai aur teesri candle bullish banti hai, to is ka matlab hai k bearish trend bullish trend me badal chuka hai, aur market buy entry k leye ready hai.

    Click image for larger version

Name:	types-of-Doji-candlesticks_body_4PRICECHART.png.full.png
Views:	6
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12407929



    4 PRICE DOJI CANDLE STICK PATTERN:-


    Four Price Doji Candle ki doji candle stick aik nayab candle stick hai, jo ki qeematein ahem hai supply aur demand ki barabari ya buyers aur sell karnay walon ki market mein aadam dilchaspy ki vaj_h se yeh candle stick yj banti hai aur qeematein doji candle stick ki bani mein aik makhsoos time frame mean open, high, lo aur qareeb aik hi point par hoti hai, jis se candle stick aik line jaisi lagti hai. Four qeemat ki duji candle stick ki qeematein aik khaas position par lataki rehti hai, jis se nah to mom btyon ki oopar, neechay par koi wick banti hai aur nah hi mein doono par candle stick ki haqeeqi jism hoti hai. Four Price Doji Candle candle stick se bohat zedah chhootey time frame mein banti hai aur yeh aik khaas waqeat jaisay wake and ya asason ke brokrz ke sath trading ki meyaad khatam honay ki sourat mein bhi akser aisa hota hai .Four Price Doji Candle stick asli jism mein bhi zero hoti hai, aur saaye mean. bhi zero hoti hai ‫an‬ kisi matloba time frame mean jab ki qeematein aik hi position par munjamad ho jayen tab yeh candle stick wujood mean aati hai. Four price doji candle ya se qeematon ke bohat kaam time frame mean bunty hai aur yeh currency jore mean bunty hai, jis par trade bohat kaam hoti hai, que ke traders ka ghair currency ke jore mean tijarat karne ka koi dilchaspi ka mood nahi hota hai. Four price candle se bazaar aisi rawayya day rahi hoti hai, jaisi market mein hali day ya weekend par qareeb hai.
    Click image for larger version

Name:	Four-Price-Doji-Candle.jpg
Views:	7
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12407930

    اب آن لائن

    avatar Ayn
    Working...
    X