Aslamualaikum!
MFI indicator hum Kisi bhi commodity ya pair k leye use kr sakty hen. Or Kisi bhi market mai money flow k bary mai jan kr apny analysis ko strong bana sakty hen. Ye indicator hum dosry indicators k sath bhi use kr sakty hen. Or iis indicator ko RSI sy compare kia ja sakta hai. Jo k market mai price action k bary mai btata hai. Lalkin MFI(mone flow Indicator)hamen market mai moving volumes k bary mai bhi guide kr sakta hai. Jis sy market mai trend reversal k time changes ko jan kr hum trade mn reversal k entry points k bary mai Jan skty hain.
Working:
MONEY FLOW INDEX ak aesa oscillator hai jo keh kisi bhi cheez kay liye Price aur Volume ko istimaal kar kay es se oversold aur overbaught signals kay baaray main indication daita hai.
yeh ak aesy oscillator kay tor par istimaal hota hai jo keh hamain trend kay change honay kay baaray main signals daita hai aur es main market kay liye yeh oscillator 0 aur 100 kay darmiyaan move krta ha. Money Flow Index Indicator aik ""momentum indicator"" hy jo currency pairs aur commodities ki Money flow k in aur out ko specific timeperiod k liye measure kerta ha. Money Flow Index Indicator aur Relative Strength Index Indicator man main difference ye ha k RSI Indicator sirf price per work kerta ha jab k MFI indicator volume aur price dono per work kerta ha. Is liye MFI indicator ko ""Volume Weighted RSI"" b kehta han. MFI indicator ""Money Ratio"" calculation k liye currency pairs aur commodities per money positive and negative flow ko accumulation sa find kia jata ha aur Money Ratio ko ""Oscillator"" per display kia gata ha.
Explanation:-
money flow index ( mfi ) aik takneeki oscillator hai jo qeemat aur hajam ke adaad o shumaar ka istemaal karte hue kisi asasay mein ziyada khareed aur ziyada farokht honay walay signals ka pata lagaata hai. is ka istemaal anhrafat ka pata laganay ke liye bhi kya ja sakta hai, jo qeemat ke rujhan mein tabdeeli ka ishara deta hai. Oscillator ki range 0 se 100 tak hoti hai. money flow index, riwayati oscillator jaisay relativ strength index ( rsi ) ke bar aks, sirf qeemat ke bajaye qeemat aur hajam ke data dono ko mad e nazar rakhta hai. nateejay ke tor par, kuch tajzia car mfi ko hajam ke lehaaz se rsi ke tor par kehte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим