What is Swap And Swap free account and what is the importance of it in islam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Swap And Swap free account and what is the importance of it in islam
    Asslam o alikum! Dear Forex members umeed h aap sub se khariyat se hon ge g to aj hum swap & swap free account k bare mn discuss kre gek yeh hota iya h r kis trh k account hote h r un ka islam mn kiya point of view kiya h.
    So hum firstly discuss krte hain k trade mn swap account kiya h.

    Swap & Swap-Free Account


    Definition Of Swap Account:

    Dear friends! trading me ham trade open karty hen to jb wo trade market close hony k baad bhi chalti rehti hai ya bhot long term chalti rehti hy to is par trader ko kuch interest pay krna hota hai jis ko ham swap kehty hain.
    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image001.png[/IMG]
    Ab trader ki ye trader jb furthur next day b open rahy gi to ye swap double ho jae ga. So start ma to swap ka trader ko pata ni chalta kiu k ye bhot small amount hoti hai but jesy he ye swap ki amount 2 sy 3 din ma double ya tripple ho jati hai to phr trader ko concern hona start ho jata hai. Jesy jesy swap barhta rehta trader pki preshani b barhta rehta hai. So trader ko always achi trades ko he prefer karna chahe. ISI trha
    Definition Of Swap-Free Trader:

    swap free account me trade chahy jitna mrzi long term open rahy us py koi interest nahi hota lekin ye facility har broker provide nhi krta.
    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image003.jpg[/IMG]


    Swap Free account with instaforex

    Swap free account ki service bhi instaforex broker provide krta hai jis ki waja sy instaforex broker bhot prominent ho giya hai. Trader ko chahe k jb wo account ko create karyn to senior ki help zarur leyn.
    Senior ki discuss k bad ge swap free account ko crate krne ma help mele gi. Jb trader account create karty hain to unko account ki creation ma swap free account waly check box ko tick karns chahe.
    Asa karny sy wo swap free account bana sakty hain. Trader swap free account banany ma succeed ho jayn to unko apni trades par swap yani interest pay he ni karna pary ga. So trader ko chahe k wo knowledge or learning ko prefer karyn.
    [IMG]file:///C:\Users\user\AppData\Local\Temp\msohtmlclip1\01\c lip_image005.png[/IMG]



    Islamic Point of view about SwapFree Account:
    · Some reason for swap account according to our Islam:



    · Forex trading market me swap account hamare Islamic point of view se thek nahi hai is waja se hamen kabhi bhi swap wali account open nahi karna chaheye.
    · swap accounts pe sometimes hamara account ziada waqat k leye market me open hota hai is wajavse hamen us pe us lehaz se bhi ziada interest dena hota hai.
    · Agar hamara account ziada lot size ka hai to bhi us pe ziada interest dena hota hai. Koshish karen k swap free account ko hi open kia karen bagher sood k aur tension free account hota hai.
    · Is me chahay jitna marzi account zyada waqat k leye open ho to hamen us pe koi charges pay nahi karne hote hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Swap Account
    Swap account se murad intrust base account hote hen jo k currency base pe traders ya brokers ko pay karna hota hai. Forex trading market swap account wo account wo hote hen jab k market me brokers aur investors k darmeyan aik agreement hota hai jis me trades ki open accounts pe time guzarne k bad jo intrust us pe lagata hai to ya to wo intrust traders ko pay karna hota hai aur ya wo intrust brokers pay karta hai to is ko swap accounts kehte hen. Swap accounts aam tawar par aam general account hote hen aur sare brokers taqreeban swap accounts hi provide karte hen. Is me jo swap free account hote hen wo sirf trader jo Islamic country se related hote hen to is ko brokers swap free account provide karte hen. Swap free account intrust free account hota hai.
    Role Of Swap Account
    Forex trading me swap account ka ye role hai k jab bhi hum market me koi trade open karte hen aur agar hamari strong currency weak currency ki nisbat loss me jaye aur trade pe date change ho jaye to is pe hamen intrust lazmi pay karna hota hai. Is k elawa agar trade positive me open ho jaye to is se hamen munafa brokers ki taraf se melta hai. Swap accounts me agar hum long term ki trading karte hen to hamen har aik change date pe trade par intrust ya to pay karna hota hai aur ya hamen intrust melta hai. Swap account ka lot size se bhi bara taluq hota hai, agar hamara trade bare lot ka hoga to is ka intrust bhi ziada hoga lekin agar hamara account ka trade kam lot size ka hoga to is se swap kam hota hai.
    Swap Free Account
    Forex trading me swap free account me hum intrust pay nahi karte hen. Is me chahay jitni marzi k leye hamara account open rahe na to hamen is me intrust pay karna hota hai aur na hi hum brokers se bhi intrust lete hen. Market me swap free account ko Islamic account bhi kaha jata hai aur ye account hamen market me bagher sood k excess karte hen. Swap free account hi hamen bohut benifits dete hen.
    Benifits Of Swap Free Account
    Forex trading me jab bhi account ziada arsa k leye open hota hai to is se market me hamen ya to brokers ko pay karna hota hai aur ya brokers ko hamne pay karna hota hai, jis ko aam tawar par hum intrust kehte hen. Ye aik Islamic account hota hai, aur is me hamen Islamic rules ko dekhte howe soodi (intrust) nezam se bach sakte hen. Dosra agar hamara trade loss me hen to us ka hamen koi pay nahi karna hota hai. Aur agar hamara irada long term trading ka ho to us k leye swap free account bohut achha hota hai. Swap free account me sirf brokers hamen spreads ziada karte hen aur is ka koi loss nahi hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X