Entry:
Basically jab off market Mein Koi bhi trade open karte Hain to ismein aap market entry le rahe hote hain. Aapko hamesha Ek acchi trading karne ke liye market Mein soch samajh Kar apni trade ka start Lena hota Hai. Jab aap market mein enter hote hain aur market se exit hote hain to ismein aapko apni planning ki basis per apni decision making karna hoti hai.
Types :
Jab aap market Mein entry ki different types ko acchi tarah samajhte Hain to ismein aapko 3 different types ki entries mil sakti hai. Aapko market Mein acchi trading karne ke liye entry ki different types ki acchi tarah information Hasil karni chahie.
1-Breakout entry:
Forex trading market me different important levels available hote hain Jin per aapko trading karna hoti Hai. jab market kisi strong level ko break karti hai to use per aap ek acchi entry Le sakte hain. Jab aap market Mein available different important channels ke breakout yah support level aur resistance level ke break-out ko acchi tarah samajhte Hain to aapko bahut acchi entry mil sakti hai. Jab aap aisi condition Mein Koi entry lete Hain to isko break out entry kaha jata hai.
2:Support level:
Jab market price downtrend man move kerti ha aur jab market price support level k nicha close de to ye breakout ki confirmation ha. Is per trader ko "Sell ki Trade" active kerni chaheye. Stoploss ko support level k oper place karen aur Take Profit ko next support level per place karAger trader breakout ki trade miss ker den to trader ko price k re-test ka wait kerna chaheye, q k price support level k retest kerti ha, is per trader ko "Sell ki Trade" active kerni chaheye.
3:Resistance level :
Jab market price uptrend man ho aur resistance level sa oper closing de to ye resistance breakout ki confirmation ha. Is per trader ko "Buy ki Trade" active kerni chaheye. Stoploss ko resisance level k nicha place kerna chaheye aur Take Profit ko next resistance level per place kerna chaheye.
Ager trader breakout ki trade miss ker den to trader ko price k re-test ka wait kerna chaheye, q k price resistance level k retest kerti ha, is per trader ko "Buy ki Trade" active kerni chaheye.
4:Retest Entry:
Free test entry hoti hai ki jab aap market mein kisi acche level ki breakout Ka intezar karte hain aur jab market use level ko dobara touch karti Hai to isko aap retest entry kahate Hain. For example Agar market support level ko break karti Hai to apna downtrend jari rakhne se pahle Ek tarfa last support ko retest jarur karti hai aisi situation main aap market Mein entry Le sakte hain.
5-Pull Back Entry:
Agar aap market Mein intereies ki different types ko acchi tarah samajhna chahte Hain to ismein aapko Ek pullback entry bhi mil rahi hoti Hai. Yah bhi Ek bahut hi important trading technique hoti Hai jis per aap market Mein apni entry lekar apni trading co faydemand bana sakte hain. Kyunki jab aap market Mein is technique ki basis per soch samajhkar market Mein entry lete Hain to ismein aap ko bahut Achcha fayda ho sakta hai. Aap market mein bahut jyada munafa Hasil kar sakte hain agar aap market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aapko jyada se jyada learning ko perfect aur mukammal banana hota Hai.
Use of Pending order:
Forex trading market me jab aap kisi specific level per apni entry Hasil karna chahte hain to iske liye aapko hamesha market Mein pending orders ki acchi tarah information Hasil kar leni chahie kyunki jab aap market Mein pending orders per apni trading karte Hain to ismein aap apne required level per market Mein inter hokar bahut Achcha fayda Hasil kar sakte hain.
RETEST PATTERN:
Market support level ya resistance level tak pounch jaey or usko break na kar saky tou market thorri wapsi ki taraf chal parrhti hy us k baad market dobara us level tak jaati hy usko cross krny k liye jab market pehli dafa level torrny me nakaam hogai or dobara usi point pe pounch jaey tou isko kehty hyn retest us k baad market level cross kr jaey tou strong entry banti hy or agar retest fail ho jaey tou bhi achi entry banti hy in dono cheezon se hamen faida uthaana chaye iski picture ma ap se share karta hn taa k apko achi tarah samajh aajaey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим