Different Types of Candlestick Pattern In Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different Types of Candlestick Pattern In Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear friends Umeed karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur is form per acchi tarike se kam kar rahe Honge aapke liye Aaj is form per Ek bahut hi informative post Lekar Hazir Hua hun aaj main aapko candlestick patterns ke bare mein information share Karunga agar aap is form per kam kar rahe hain to aapko candle stick pattern ki information Hasil karne ke liye yah post Kafi Jyada help Karegi forex market Mein Jab Ham kam karte hain to ismein different candlestick patterns ban rahi Hote Hain jinko Ham apni trading analysis ke dauran use karte hue Kafi Achcha profit Le sakte hain Agar Ham candles take patterns ko Dekhen To Hamen ismein trade find karne ke liye confirmation mil jaati hai aur ham is market Mein trade Laga sakte hain market Mein different time frames ke andar different candles take patterns ban rahi hote hain jinhen Dekhkar Hamen market Mein entry Lagane ke liye help milati hai agar Ham is market Mein candlestick patterns ki learning complete kar lete hain To Ham is Mein aasani ke sath yah pattern find kar sakte hain aur is market Mein trade lagakar Apna target Hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	CANDLESTICKQUICKGUIDE-Mar-18-2022-09-42-46-01-AM.png
Views:	2
Size:	39.3 کلوبائٹ
ID:	12544075

    Candle Stick Pattern:

    Dear forex market Mein candlestick pattern ki bahut jyada importance hoti hai agar Ham is market Mein candlestick pattern ko use karti hui trading Karte Hain To Hamen yah Pata Hona chahie ki yah candlestick pattern resistance and support level per Jab bante Hain To tab yah pattern valid hote hain Iske alava yah pattern Itna Achcha result Nahin dete Agar Hamen yah pattern Dekhkar trade karni hai To Hamen Kisi resistance ya support level ko dekhna hota hai vahan per Jab yah pattern bante Hain To Ham is market Mein confirmation ke bad trade Laga sakte hain market Mein different candlestick patterns per trade Lagane ke different method Hote Hain Jinke jarie Ham is market Mein candlestick pattern Ko Dekhkar trade Laga sakte hain candlestick patterns per trade ke sath Ramesh stop loss use karna hota hai aur sath hi Hamen apni trade ka target set Karke trade open Karni hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-10T232209.916.png
Views:	2
Size:	30.5 کلوبائٹ
ID:	12544076

    Identify Candles On Chart:

    Dear friends market Mein vaise to bahut sari candles ban rahi hoti hai Jin Se Hamen market ki movement ka pata chal raha Hota Hai Magar Hamen candle stick patterns ko find karne ke liye thoda sa experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki is market Mein Canal stick patterns Hamen find karne ke liye Inki learning Karni Hoti Hai Kyunki is market mein candlestick bahut sari hoti hai aur Inko different tarike se trade Kiya jata hai agar Ham is market mein sirf candlesticks ko Dekhte Hain To Hamen yah Pata Hona chahie ki is market mein candlestick kaun sa hai aur is per Kaise trade Laga sakte hain 4 ke upar koi bhi candle tab tak Sahi valid Nahin Hoti jab tak iski information Nahin Mil jaati aur Market Mein Kai dafa candlestick patterns ki respect Nahin Hoti Hamen isliye koi bhi candlestick find karne ke bad confirmation Ka Intezar Karna Hota Hai Uske bad Ham is market Mein trade lagakar profit banaa sakte hain market ke chart per bahut sari candles Har time available Hoti Hai Magar Hamen candlestick pattern ke bare mein pata Hoga To Ham ismein acchi trade Laga sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-10T232201.483.png
Views:	2
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12544077
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Different Types of Candlestick Pattern In Forex Trading.

    WHAT IS CANDLESTICK PATTERN IN FOREX :





    Candlesticks chart pattern ko banaya gaya tha japan ma 100 years phalay in candlestick pattern ko banay gaya tha market ma bar chart par jo huma batata tha market ka char ka bara ma. 1700s ma ya discover kiya gaya tha ka ya candlestick pattern huma batata ha market ke supply or demand ka bara ma or ya huma batata ha market ma majod traders or investors ka emotions ka bara ma. Ya candlestick pattern market ka chart ma ak, do or five sa bhi zada candle sa mil kar banta ha is ma har candlestick pattern ak dosra sa kuch na kuch different hota ha. Ya candlestick pattern market ma kuch 35 trha ka ha jo traders ko ak strong trade ko enter karna ka signal data ha.





    DIFFERENT TYPES OF CANDLESTICK PATTERN :



    Candlesticks Pattren ke 35 types hote ha jo ka market ka chart ma bante ha kr ya ak dosra sa alag hote ha :




    1: HAMMER :


    Hammer ak single day candlestick pattern hota ha ya pattern market ma tab banta ha hab market ma downtrend end ho raha ho or ya traders ko downtrend sa signal data ha bullish reversal ka. Is pattern ke jo candle hote ha os ke small real body hote ha jo ka bullish ke traf hite ha or is ka lower ma ak long shadow hota ha. Jab ya candlestick pattern market ka chart ma banta ha to buyers marke ma back a raha ha or market na or zada downtrend ma ni jana. Traders is pattern ma long term position ko enter karta ha is pattern ka next day sa or stop loss ko is pattern ka low par rakhta ha.


    2: PIERCING PATTERN :



    Piercing ak multiple candlestick chart pattern ha ya pattern tab banta ha jab market downtrend ke traf move kar rahe ho ya pattern bullish reversal pattern ha. Ya pattern do candles sa mil kar banta ha jo first candle hote ha is pattern ke wo bearish candle hote ha jo ka batate ha ka market na downtrend ko continue rakhna ha or jo second candle ha is pattern ke wo bullish candle ha jo ka gap ma bante ha first candle sa ya gap down ke traf hota ha ya canfle market ka bull ka batate ha ka buyers market ma dobara sa a raha ha or market na uptrend ke traf jana ha.



    3: BULLISH ENGULFING :



    Bullish engulfing candlestick pattern ha jo ka tab banta ha jab market downtrend ma ho ya pattern indicate karta ha market ka bullish reversal ko. Ya pattern do candle sa mil kar banta ha is pattern ke second candle engulfing karte ha is pattern ke first candle ko. First candle bearish hote ha jo ka downtrend ka continuation ka batate ha. Second candle ak long bullish candle ha jo ka complete engulfing karte ha first candle ko ya candle huma batate ha ma bull back a gay ha market ma. Is pattern ma traders buy ma long position ko is pattern ke next candle sa enter karta ha or stop loss ko is pattern ke second candle ka low par rakhta ha.



    4: HANGING MAN :



    Hanging man ak single day candlestick pattern ha jo ka market ma uptrend ka end par vanta ha or ya signal data ha bearish reversal ka. Is pattern ke candle ke real body small hote ha jo ka top par hote ha is ka lower ma ak shadow hota ha jo ka double hota ha is ke real body sa or is ka upper ma koi shadow ni hota. Jab ya is pattern ke candle bante ha to is ma buyers ata ha jo ka market ko up ke traf push karta ha magar end ma sellers a kar market ke taze ka sath downtrend ke traf shift kar data ha or is ke price close below hote ha opening price ka. Is pattern ka result ya nikalta ha ka market ma sellers a jata ha jo signal data ha ka market ma uptrend end ho gaya ha.



    5: DARK CLOUD COVER :



    Dark cloud cover ak multiple candlestick pattern ha jo ka uptrend ka end par banta ha or ya traders ko signal data ha market ka downtrend ke traf ana ka. Ya pattern do candle sa banta ha jo first candle hote ha is pattern ke wo bullish candle ha jo batate ha market ka continue uptrend ka. Or jo is pattern ke second candle ha wo ak bearish candle ha jo ka gap ma open hote ha ya candle close hote ha 50% previous candle ke real body ma ya candle huma batate ha ka market ma bears wapas a gay ha or market ma bearish reversal hona wala ha. Is pattern ma traders sell ke trade ko bearish candle ka bad jo candle bante ha os sa enter karta ha or stop loss point ko is pattern ke second candle ka top par place karta ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X