dosto ap forex ko start krne k lie kisi se kbhi b udar na lena nahi to problems

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    g han app ne bilkul thek kaha hai forex aek risky buisness ha jis mein loss b ho skta ha aur is liye mien kahna chahta hun k humen kabi b loan nai laina chahiye kio k aesa karne se hamari preshani double ho jati hai aur is liye humen aesa nai karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      The most important tip for a beginner is that we must have to trade with knowledge and for that we must have to practice on demo accounts first, if we don't trade on demo accounts then we will not gain the knowledge with which we can trade effectively on real accounts and thus it becomes very much necessary for a trader to trade with knowledge and experience.
      • #648 Collapse

        Mairay khial main to forex trading start kernay kay ley kbhi bank loan ya udgar nahi lana chahaya.agar trader kay pass capital nahi hay to ussay chahaya kay wo PAKISTAN forex forum per posting ker lay yahan say ussay trading kay ley bonus bhi milay ga or seekhnay kay ley knowldge bhi milay ga
        • #649 Collapse

          Mery khyal main agar kisi kay pass investment kay liey paisy nahi hay to usko forum par work karna chahiey aur edhar say jo bonus earn hota hay us say trading karni chahiey.
          • #650 Collapse

            yes dear udar nahi lena chayie kisi say bhi and mein forex mein part time job karta hon mera pass acha knowledge hay isi liye mein thoray say time mein achi earning kar leta hon agr ap bhi forex ko learn karna chata hay tu demo account par practice karay takay ap ka knowledge increase ho .
            • #651 Collapse

              Brother mujhe lgta hai jb hamen forex ye opportunity de raha hai k hm posting se investment bonus earn kr skte hain to hamen yahi krna chahye kam se kam tb jb hm new hon kyn posting se na sirf hamen bonus milta hai jise hm apni trading mai use kr skte hain balke bht kuch seekhne ko bhi milta hai trading k baare mai
              • #652 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha forex ko start karny k liye hmen kabhi kisi se udhar nahi laina chahey kyun k agr hm is business ko start karny k liye kisi se udhar laity hain tu hmen kabhi bhi loss ho skata ha is liye hmen khud ki investment karni chahey
                • #653 Collapse

                  Yes you are say the right that I am agree with you. I think if we have no money then we are join the Pakistani Forex forum.
                  We can earn the bonus earning and start the Forex trade.
                  • #654 Collapse

                    sahi baat kahi hai dost aap ne magar primary yahan yeh kehna chahon ga kay aap ko forex currency trading primary udhar kisi bhi bande ya dost ze pessay lene ki koi fish zaroorat nahi hai kiun kay aap reward ze hello generate ker laite ho itna jis ze industry ker sako.
                    • #655 Collapse

                      sahi baat kahi hai dost aap ne magar main yahan yeh kehna chahon ga kay aap ko forex trading main udhar kisi bhi bande ya dost se pessay lene ki koi fish seafood zaroorat nahi hai kiun kay aap incentive se hi produce ker laite ho itna jis se business ker sako.
                      • #656 Collapse

                        sahi baat kahi hai dost aap ne magar primary yahan yeh kehna chahon ga kay aap ko forex currency trading primary udhar kisi bhi bande ya dost ze pessay lene ki koi fish seafood sea food zaroorat nahi hai kiun kay aap motivation ze hello create ker laite ho itna jis ze company ker sako.
                        • #657 Collapse

                          yes dear aap ne boht achha mushwera diya ha k forex trading start kernay k liay kabi bi loan nahi lena chaahiay kiun k ye aik risky business ha ,aap is me loan lay ker kabi bi invest na kerain .ho sekta ha aap ko loss ho to aap ziaada preshaan hun g
                          • #658 Collapse

                            gee sir bilkul ap theek keh rahy ho forex ko start karny kay liye kabe kisi say udhar nahe laina chahye nahe to apko lainy kay dainy per skaty hain agar apka ko loss ho jaye to.
                            • #659 Collapse

                              Waiqey mein he forex trading mein app ko patience k kafi zorarat hoti hai agr koi trader achi patience rakhta hai tou wo eis business mein successful ho sakta hai forex trading mein himat b chahiye hoti hai our ous k baad patience b chahiye hota hai........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                G bhai ap ne bhut achi bat ke hain maina p se agree kerta hun,. agr ap k pas alck knowledge hai tu mere khyaal main apko loane nhi leena chye keu k si se apko kaafi loss ka samna kerna per skata hai,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X