Cup & Handle candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cup & Handle candlestick Pattern
    Cup & handle pattern Kiya hy !?

    Cup and handle chart pattern ki hi aik shakal ha cup and handle name se hi pta chal rha ha cup and handle pattern ka nam cup k uper rkha gya ha ku k yha chart pattern aik cup k jesa dekhai deta ha cup and handle short term or medium term trading k liye km me ane wla chart pattern ha. ye pattern aik bullish continuation pattern ha jis ko William O'Neil na introduce kia, pattern kay two parts hotay hain aik cup aur dusra handle, prices ma consistant advance sa cup ya round bottom shape ban jati ha jis ki right side par trading range ban kar cup ki shape bna daiti ha, cup and handle pattern ko bullish signal smjha jata ha jis ki right side par low volume ki trades show hoti hain.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	8
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12543984
    Cup and Handle Pattern ki Aqsaam
    Cup and Handle Pattern ki 2 aqsaam hen,
    (A) Bullish cup and handle
    (b)Bearish cup and handle
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	21
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12543985
    Bullish cup and handle candlestick Pattern
    Bullish cup and handle k bnene me yha zarori ha k strt ka trend up trend ho iske bd price aik resistance bna kr niche ani lgti ha or kch tm tk aik smmit range me km kr k aik gol trend bnati ha or jb price phly resistance k brabr pounch jai tb yha gol trend pori hoti ha is gol trend ko is term k st cup khte ha iske bd price dosra resistance bnata ha yha dosra resistance phly resistance se brabr ya thurs sa uper niche ho skta ha iske bd price consulidation period me chala jta ha consolidation period mtlb k aik smmit range is consolidation period ka jhokao niche ki trf hota ha is consolidation period ko is turn k st hanlde khte ha iske bd trn me jb breakout hota ha phr taizi ka trend aik br phr se chalne lgta ha or jb turn me breakout hota ha tb volume b brne lgta ha.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	13
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12543986
    Bearish Cup & Handle candlestick Pattern.
    Bearish Cup and Hanlde me pattern ka shape bullish pattern ki nisbat downward side pe banta hai, aur ye pattern bearish trend ki continuation ya tasalsul k leye istemal hota hai. Pattern me aghaz me qeematen downward jane k baad aik khas tarteeb k sath wapis upward jati hai, qeematon ka kuch upward jane k baad wapis usi tarteeb se dobara downward move hona shoro ho jata hai, jis se pattern ka shape aik ulat Cup ki tarah ban jata hai, aur qeematen pechle support point tak pohunchne k baad wapis thori si bullish jati hai, jis se cup ka Handle complete ho jata hai, handle banne k baad qeematen breakdown kar jati hai aur apne pechle trend yani bearish trend pe move hona shoro karti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cup &amp; Handle candlestick Pattern

    Cup & Handle Candlestick Pattern:-

    Forex trading market mai different chart patterns hoty hai jin par hum trading kar k acha profit earn kar sakty hain isi trha hmary pass CUP and HANDLE pattern bhe hota hy is par trade karny k liay sub sy pehli chez ye hoti hy iski shape U honi chaye agr U shape main hoga to usy hum CUP pattern ka name dain gy aur isk bad is main aik handle banta hy us handle k breakout par hun trade ly sakty hain aur us main hum trager cup k size ka asani sy laga sakty hain jitny bary time frame main yee bany ga uska humain utja he bara target mil sakta hy is main apka SL handle k nechy hota hy aur apka TP ap CUP k size k jitna oper laga sakty hai.

    Click image for larger version

Name:	cup-and-handle-pattern_body_2019_08_24_12_44_51_IG_Trading_Platform_CFD.png
Views:	5
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12407736


    INTRODUCTION:

    "Cap and Handle" pattern per trading ka amal do hison par mushtamil hota hai. Pehle handle ko correction pattern k tawar par aur dosra cup k top hise se breakout k baad tasalsul (continuation) k pattern (jo trend pehle se chal raha ho) k tawar par trade kia ja sakta hai. Handle ka hisa (right side) aam tawar par taqreeban 25% se 38% tak (cup k gehraye k) k high pivot point se cup k bottom tak darust (correction) karta hai.


    Click image for larger version

Name:	30.09.Inverse-cup-and-handle-article-chart-copy (002).png
Views:	6
Size:	30.9 کلوبائٹ
ID:	12407737


    How To Improve Trading In Cap& Handle Candlestick:-


    Cap and Handle candlestick chart baton ko complete understand karna hoga is bare mein aapki maloomat mein izafa karne ke liye main aapko bata deta hun ke a cup and handle pattern candlestick chart pattern mein bahut real case mein banta hai hai aap isase apni trading skills ko improve nahin kar sakte ho aapko general Forex trading market knowledge ko study karna chahie basic knowledge ke sath kam karna chahie jaisa ke trading market mein main candlestick chart pattern support and resistance technical analysis fundamental aspects trading journal banakar usmein aapane apni mistakes ko note kar lena hai jab aapko jarurat pade aap apni ee previous trading history ko Dekho aur usmein se kam ki chijon ko aap study karo aur yad rakho Jaise Jaise aap professional expert trading member bante jaate ho aapko basic elements improve hote jaate Hain aapko trading market mein analysis of focus karna hai aur trading market ko technically understand karna hai trading market ko fundamentally understand karna hai different harmonic patterns candlestick chart pattern bullish and bearish patterns bullish engulfing patterns trading indicator market mein oscillation ko study karna aapka kam hai aur primary responsibility hai jisse aap kam Karke apni trading skills ko improve kar sakte hai.
    Click image for larger version

Name:	ac430dd281b24fcd536f7f6667982ee1.jpg
Views:	1
Size:	54.2 کلوبائٹ
ID:	12407738
    • #3 Collapse

      Re: Cup &amp; Handle candlestick Pattern

      What Is a Cup and Handle?
      cupp aur handle ki qeemat ka patteren aik takneeki signal hai jo handle walay cupp ki terhan nazar aata hai, jis mein cupp ki shakal" u" ki hoti hai aur handle security ke qeemat ke chart par neechay ki taraf chhota hota hai. cupp aur handle ke patteren ko taizi ke signal ke tor par samjha jata hai, aur tashkeel ke dayen janib kam tijarti hajam aksar dekha jata hai. patteren ko ban'nay mein jo waqt lagta hai woh saat hafton se le kar 65 hafton tak ho sakta hai .
      What Does a Cup and Handle Tell You?
      –apne 1988 ke classic mein, astaks mein paisa kaisay kamaya jaye, Amrici tiknishn william jay o neel ne cupp aur handle ( si and each ) patteren ko muta-arif karaya aur anoystrz business daily mein shaya honay walay mazameen ki aik series ke zariye takneeki wazahaten shaamil kee, jis ka aaghaz unhon ne 1984 mein kya. har Ansar ke liye time frame ki pemaiesh faraham karne ke ilawa, o' neil ne patteren ki makhsoos chaye ke cupp ki zahiri shakal ki mukammal wazahat bhi faraham ki- patteren ki gole nichli satah. woh sarmaya car jinhon ne pehlay un sthon par stock haasil kya tha, imkaan hai ke woh farokht ke dabao ko laago karen jab yeh is ki jaanch kere ga. purani uchaiyaan, jis ki wajah se qeemat oopar jane se pehlay chaar din se chaar hafton ke arsay ke liye neechay ke rujhan ki taraf taasub ke sath mustahkam ho jaye gi. aik cupp aur handle ko kharidari ke mawaqay talaash karne ke liye istemaal kya jata hai aur usay taizi ke tasalsul ke patteren ke tor par samjha jata hai .
      lambai : aam tor par, lambay, ziyada" u" ke size ke neechay walay cupp ziyada muaser tareeqay se signals muntaqil karte hain. nokdaar" v" neechay walay cupp istemaal nah karen .
      geherai : cupp ziyada gehra nahi hona chahiye. jaisa ke cupp ke design ke oopri hissay mein handle ban'nay chahiye, aisay handals se parhaiz karen jo bohat gehray hon .
      hajam : jab stock oopar jana shuru kere to hajam barhna chahiye, pichli bulandi ko jhanchne ke liye back up hona chahiye, aur phir jab qeematein girty hain aur pyaale ki bunyaad mein mamool se kam rehti hain to usay kam hona chahiye. yeh pehlay ki muzahmat ke dobarah test ke liye zaroori nahi hai. chone ya Sabiqa ​​onchai se kayi tks daur رہنا؛ lekin, break out jitna bara hona chahiye, handle ka taap oonchai se itna hi daur hai .
      Example of How to Use the Cup and Handle





      zail ki misaal aik riwayati cupp aur handle ke intizam ko zahir karti hai. handle ki oopri trained line ke bilkul oopar aik stap khareed order set karen. sirf is soorat mein jab qeemat patteren ki muzahmat ko torti hai to orders par amal daraamad kya jana chahiye. woh tajir jo jarehana dakhla ka istemaal karte hain woh zaroorat se ziyada phislan ka saamna kar satke hain aur ghalat break out shuru kar satke hain. baari baari, patteren ke break out level se bilkul neechay had ka order dainay se pehlay handle ki oopri trained line ke oopar qeemat ko dekhen aur agar qeemat peechay hatt jati hai to is par amal daraamad ki umeed karen. agar qeemat barhti rehti hai aur wapas nahi aati hai, to lain deen ke chhuut jane ka imkaan hai .
      cupp ke neechay aur patteren ke break out level ke darmiyan faaslay ki pemaiesh karkay aur is faaslay ko break out se oopar ki taraf barha kar, munafe ke maqsad ka hisaab lagaya ja sakta hai. munafe ka hadaf patteren ke handle se 20 point oopar muqarrar kya jata hai, misaal ke tor par, agar cupp ke neechay aur handle ke break out level ke darmiyan 20 points hon. tajir ki khatray ki bardasht aur market ke utaar charhao par munhasir hai, stap las ke order ya to handle ke neechay ya cupp ke neechay rakhay ja satke hain. aayiyae ab wynn resorts, limited ( wynn ) ka istemaal karen, jo ke knees dek exchange mein awaami satah par aaya. october 2002 mein taqreeban $ 13 ki qeemat thi, aur paanch saal baad $ 154 tak barh gayi, haqeeqi duniya se aik tareekhi misaal ke tor par. 34 o' neil ki pehlay ke rujhan mein ounchay cupp ki haalat baad ki slight se kaafi had tak barh gayi thi, jo ipo qeemat ke do points ke andar khatam ho gayi. ibtidayi printing ke taqreeban das saal baad, anay wali rebound lehar ne pehlay wali bulandi ko peechay chore diya. handle pal back ki riwayati tawaqqa ke mutabiq harkat karta hai, 50 % retracement par gole masalas ki shakal mein support talaash karta hai, aur phir 14 mah baad chouti ka dosra safar karta hai. october 2013 mein stock ke break out ke baad ke paanch mahino mein, is mein 90 points ka izafah sun-hwa .
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Cup &amp; Handle candlestick Pattern

        Asslam.u.Aliakum Dosto...

        Definition:

        dosto Cup and Handle" aik tasalsul pattern hai, jo aam tawar par bullish market me banta hai. Ziada tar cup and handle pattern bohut ziada reliable hote hen, aur trading ka aik behtareen moqa faraham karte hen. "Cup" ki tashkil nechay round seqeematon ki teezi k dowran banaye jati hai. Jab k "Handle" hisa uper ki taraf wazeh breakout se pehle qeematon ki correction ki jati hai.
        Cap and Handle pattern pe trading ka amal do hison par mushtamil hota hai. Pehle handle ko correction pattern k tawar par aur dosra cup k top hise se breakout k baad tasalsul (continuation) k pattern (jo trend pehle se chal raha ho) k tawar par trade kia ja sakta hai. Handle ka hisa (right side) aam tawar par taqreeban 25% se 38% tak (cup k gehraye k) k high pivot point se cup k bottom tak darust (correction) karta hai. Handle banne k baad pattern apne sabeqa trend ko muntakhib karta hai, aur cup k oper hise me trade shoto karta hai.

        Types Of Cup & Handle:

        Cup and Handle Pattern ki do aqsaam hen, aik bullish cup and handle aur dosra bearish cup and handle. Bullish Cup and Handle Pattern bullish trend continuation k leye istemal hota hai, aur ye ziada tar high price area me banta hai, jab k bearish Cup and Handle Pattern bearish trend continuation aur low price area me banta hai.

        Bullish Cup & Handle Pattern
        Bearish Cup & Handle Pattern Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12407758


        Bullish Cup & Handle Pattern:

        Bullish Cup and Handle aksar bullish trend ya high prices area me banta hai, jo k bullish trend ko same ssemat me continue karwata hai. Bullish cup and handle pattern humen cup and handle ka design seedha nazar ata hai. Ia pattern me qeematen aghaz me momuli downtrend aik khas tarteeb se ati hen aur same wapis us tarteeb k sath wapis upward jati hai, jis se pattern ka cup shape complete ho jata hai, handle hise me aik baar pher qeematen downward ati hen lekin cup ki nisbat ye movement bohut kam hoti hai. Hanlde pattern banne k baad qeematen breakout kar jati hai aur apne sabeqa trend ya bullish trend pe dobara move hona shoro karti hai. Click image for larger version

Name:	images (44).png
Views:	30
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12407760

        Bearish Cup & Handle Pattern:

        Bearish Cup and Hanlde me pattern ka shape bullish pattern ki nisbat downward side pe banta hai, aur ye pattern bearish trend ki continuation ya tasalsul k leye istemal hota hai. Pattern me aghaz me qeematen downward jane k baad aik khas tarteeb k sath wapis upward jati hai, qeematon ka kuch upward jane k baad wapis usi tarteeb se dobara downward move hona shoro ho jata hai, jis se pattern ka shape aik ulat Cup ki tarah ban jata hai, aur qeematen pechle support point tak pohunchne k baad wapis thori si bullish jati hai, jis se cup ka Handle complete ho jata hai, handle banne k baad qeematen breakdown kar jati hai aur apne pechle trend yani bearish trend pe move hona shoro karti hai. Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	10
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12407762

        Trading With Cup & Handle Pattern:

        Jab bhi qeematen pattern k cup k resistance ya support point k uper chali jati hai, to ye traders k leye aik behtareen opportunity muhaya karti hai market me entry dene k leye. Agar bullish side pe qeematen cup k above chali jati hai, to market me buy ki trade open karen. Aur agar qeematen bearish cup and handle me ya downward side pe cup k nechay move kar jati hai, to sell ki entry karen.
        Ziada tar Cup and Handle Pattern me cup k bottom / top se lekar breakout / breakdown tak kamyabi k results 62% se le kar 100% tak hoti hai.
        Stop loss ki position, bullish cup and handle me handle k nechay set karen aur bearish cup and handle me handle k top pe put karen, takeh humen market me ziada loss ka samna na karna pare. Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	5
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12407764

        اب آن لائن

        Working...
        X