bullish ladder bottom ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bullish ladder bottom ???
    assalium o alekum

    dear Forex member
    ummid karte hain aap sab khairiyat se Honge mehnat Apne work ko complete kar rahe Honge Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Hamen bonus Hasil karne ke liye daily ko complete karna hota hai daily Ek new topic ko share karna Hota jisse Ham sabka knowledge increase hota hai Jitna Jyada hamare pass knowledge Hoga itna hi apne business Mein Kamyab ho sakte hain Har business ki kamyabi ka Raj uski confidence aur knowledge per hai isliye Hamen knowledge Se Hi Apne work ko complete karna chahie Jaise AAP Sab Jante Hain Ki Main daily Ek new topic share Karti hun ISI Tarah Aaj Bhi net per Lekar I hun jisse aap sab ka knowledge Jarur Den Hoga Chalte Ham Apne topic ki taraf

    Defination



    blush leader bottom farmission ki soorat mein, short position ke malkaan ke paas chouthay din bhi munafe ki vasuli ka mauqa hai. panchwin din, band short positions ki wajah se oopar ki taraf farq zahir hota hai. agar 5 win candle ki body lambi hai ya hajam ziyada hai, to rujhan ke ulat jane ka ziyada imkaan hai .

    Click image for larger version

Name:	bullish-ladder-bottom-candle.jpg
Views:	3
Size:	30.6 کلوبائٹ
ID:	12543970

    Trend: Reversal
    Expected trend: Bullish
    Previous trend: Bearish
    Reliability: Moderate
    Type: Bullish
    Number: 5

    Recognition



    market neechay ki taraf hai .

    pehlay teen din lagataar lambi kaali mom batian hain, nai kam az kam khilna aur band karna. bearish tree black karo patteren ki terhan .


    choutha din aik siyah mom batii hai jis ka oopri saya hai .


    panchawan din aik safaid mom batii hai jis mein oopar ki taraf farq hai .



    Interpretation


    chouthay din, short position ke maalik ab bhi apni pozishnin band kar satke hain aur munafe ka ehsas kar satke hain. panchwin din yeh wazeh ho jata hai ke jhukao ka rujhan apni raftaar kho chuka hai, jis se long positions ki tadaad barh rahi hai aur short positions kam ho rahi hain. is din aam tor par hajam sab se ziyada hota hai .



    Important factors

    is baat ko yakeeni bananay ke liye ke rujhan ko tabdeel kya gaya hai, chhatay din tasdeeq ki zaroorat hai. tasdeeq aik safaid mom batii se ho sakti hai jis mein oopar ki taraf farq ho ya band honay ki qeemat ziyada ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bullish ladder bottom ???

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Ladder Bottom Candlesticks Pattern


    Ladder bottom candlesticks pattern panch candles par mushtamil aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k low price area main paya jatta hai. Ye pattern bearish trend k baad banta hai, jiss k market main kamyabi k chance taqreeban 38% se ziadda hotte hen, iss waja se ye aik kamyab trader tasawar hotta hai. Ladder bottom pattern main pehle teen candles bearish hotti hai, jo k "Three Black Crows Pattern" banatti hai, jo k aik strong bearish trend ki alamat hotti hai. Pattern ki chothi candle aik "Inverted Hammer Candle" hoti hai, jiss ki small real body aur up side par aik long wick hotti hai. Pattern k last par aik strong real body wali bullish candle hotti hai, jiss k baad bullish trend shoro ho jatta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (50) (1).png
Views:	15
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12460256

    Candles Formation


    Ladder bottom pattern main shamil candles panch hotti hai, jo k ziadda tar to bearish hotti hai, lekin darmeyan main banne wali inverted hammer candle ki waja se bearish trend k kamzori ki alamat hotti hai, last bullish candle trend reversal ka sabbab bantti hai. Ladder bottom candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hotti hai;
    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-18T144044.893.png
Views:	1
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12460257
    • 1. First Candle: Ladder bottom candlestick pattern main pehli candle aik strong bearish candle hotti hai, jo k bearish trend ki mazboti ki nashani hotti hai.
    • 2. Second Candle: Ladder bottom candlestick pattern main dosree candle bhi same pehle candle ki tarah bearish hotti hai, ye candle pehli candle k closing point k baad open hoti hai, aur lower ya nechay par real body bana kar close hotti hai.
    • 3. Third Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki teesri candle bhi pehle do candles ki tarah bearish formate ki hoti hai, jiss jo real body main banti hai. Ye candle dosri candle k closing price par open ho kar low par ja k close hoti hai.
    • 4. Fourth Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki chothi candle aik inverted hammer candle hotti hai, jo k shape main hanging man candle jaise hoti hai, lekin prices k lower par banne ki waja se ye candle inverted hammer candle ban jati hai. Ye candle small real body main upper side par aik long wick k sath hoti hai. Ye candle kisi bhi color (green ya red) main ho sakti hai.
    • 5. Fifth Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki panchwen aur akhari candle aik strong bullish candle bantti hai, ye candle inverted hammer candle se upper side par banti hai jo k trend reversal main ka kirdar ada karti hai.


    Explanation

    Ladder bottom candlesticks patterns high low prices area ya bearish trend main bantta hai, jo k bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hotta hai, jiss main pehle teen candles black ya red yanni bearish candles hotti hai, jo k aik dosre k higher high bana kar open aur close hotti hai. Ye pehle teen candles "Three Black Crows Pattern" ki hi tarah ki hotti hai, lekin baad main banne wali chothi candle bearish trend ki kamzori ka sabbab banti hai. Ye candle aik inverted hammer candle hotti hai, jiss ka color black ya white koi bhi ho sakta hai,jiss ki small real body aur upper side par aik long wick hotti hai. Pattern ki akhari candle aik bullish strong real body wali candle hoti hai, jo k bullish trend reversal ka kaam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-18T143938.993.png
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12460258

    Trading

    Ladder bottom pattern bullish trend reversal ka aik kamyab pattern hai, jiss ki kamyabi k chances 38% se ziadda hotti hai. Ye pattern jitna ziadda low prices ya bearish trend main banta hai, utna hi ye ziada kamayab rehta hai. Ladder bottom pattern par trading k leye zarorri hai, k jab tak aap ko trend reversal confirmation signal nahi melta tab tak aap ko trade open nahi karnna chaheye. Aggar pattern ki confirmation kisi reliable indicator ya agar price action se bhi hotta hai, tab bhi pattern sell entry k leye thek hai.
    Pattern k last bullish candle k baad banne wali white candle k baad market main buy ki entry ki ja sakti hai, lekin aggar ye candle real body main banti hai to. Pattern k leye stop loss ka honna zarori hai. Stop Loss ko pattern k sab se bottom position ya low price par set karen, jo umoman inverted hammer candle ka bottom position banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-18T143919.684.jpeg
Views:	9
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12460259
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: bullish ladder bottom ???

      WHAT IS BULLISH LADDER BOTTOM PATTERN :




      Bullish ladder bottom ak bottom candlestick pattern ha or ya ak bottom to top trend reversal candlestick pattern ha. Ya ladder bottom pattern huma market ma bottom ki traf dakhna ko mil jata ha or ya bottom ma ban kar market ko reverse karta ha is ma jo stock ke price hoti ha ya bearish sa bullish ke janab reversal hoti ha. Ya jo ladder bottom pattern hota ha ya market ma jab banta ha to is pattern sa phalay jo stock ke price hoti ha ya ak high pressure ka sath lower ke traf ja rahi hoti ha or market ma downtrend chal raha hota ha or ya ladder bottom pattern is downtrend ka lower sa open ho kar stock ko lower sa higher ke traf reversal karta ha ya ladder bottom pattern market ma downtrend ke traf five candles sa mil kar banta ha is pattern ke jo ya five candles hoti ha ya lower ke traf ak specific sequence ma bani hoti ha or ya market ko higher ke janab push kar rahi hoti ha or ya jo ladder bottom pattern hota ha ya lower ma support level ka near ma bana hota ha or ya market ko higher ke janab push kar raha hota ha or is ya jo ladder bottom pattern hota ha ya lower ma banta ha to ya ladder top pattern ka opposite ke traf hota ha or ya jo ladder top pattern hota ha ya higher ke traf ban kar stock k price ko lower ke janab push karna ka kam kar raha hota ha.




      FORMATION OF BULLISH LADDER BOTTOM CANDLESTICK PATTERN :




      Jo ya bullish ladder bottom pattern ha is ki jo formation ho ge ya market ka chart ma lower ke traf five candles ka sath ak specific sequence ma ho ge or ya market ko higher ke janab push kar rahi ho ge is bullish ladder bottom pattern ke jo first three candles ho ge ya real body bearish ke candle ho ge or ya same size ki ho ge or jo is ma new candle ho ge ya previous candle sa lower ma ban kar market ko lower ma la jana ka kam karay ge or ya jo three bearish ke real body candles ho ge ya ak series ma jo market ke price ho ge is ko lower ke janab la kar jana ka kam karay ge or ya teeno ak series ma market ko red ya black candle ko banata hua market ko lower ma la ja raha ho ga or jo is bullish ladder bottom pattern ke fourth candle ho ge ya ak small real body bearish ke candle ho ge or is fourth candle ka lower ke janab koi shadow ni ho ga magar is fourth candle ka higher ke traf ak long shadow ho ga jo ka is ke small real body ka equal ma ho ga or jo last candle ho ge is bullish ladder bottom pattern ke ya ak long real body bullish ke candle ho ge jo ka fourth candle ka closing point sa open ho kar stock ke price ko higher ke janab reversal kar raha ho ga or ya jo fifth candle ho ge ya is pattern ke jo first three candles ho ge ya same equal ka size ki ho ge or stock ke price ko higher ke janab reversal kar rahi ho ge.




      TRADING WITH BULLISH LADDER BOTTOM CANDLESTICK PATTERN :




      Ya bullish ladder bottom pattern traders ko stock ke price ka higher ke janab reversal ho kar jana ka signal da raha ho ga jab ya bullish ladder bottom pattern banta ha to is pattern sa phalay market ma sellers ka control ho ga or ya jo sellers ho ka ya bahot he strong position ma ho ga or ya sharply market ko lower ke janab la kar ja raha ho ga or is ladder bottom pattern ke jasa hi formation ho ge to is ki jo first candle banay ge ya bhi sellers ka pressure sa banay ge or market ma lower jana ka bata rahi ho ge or is pattern ke second or jo third candle ho ge ya bhi sellers ka pressure sa bani ho ge or ya stock ke price ko lower ke traf la jana ka kam kar rahi ho ge or jasa hi is pattern ke jo fourth candle banay ge to is ka start ma buyers ka traders ay ga or ga market ko higher ke traf push karay ga magar ya market ko zada high ma ni la ja saka ga or is ma sellers ka traders a kar market ko lower ke janab pusha kar da ga or jo is ladder bottom pattern ke fourth candle banay ge ya huma market ka higher ke traf reversal hona ka signal da rahi ho ge or jo is bullish ladder bottom pattern ke fifth candle banay ge to ya bullish ke ban kar stock ke price ka higher ke janab reversal ho kar market ko la jana ka signal da rahi ho gr or traders is bullish ladder bottom pattern ke fifth candle ka high sa buy ke trade ko enter karay ga or is ka stop loss point fifth candle ka lower ma place karay ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X