Salam to all friends Forex trading market mein different trade sessions excute ho rahy hain. Jab aap forex trading market mein overlapping kay concept ko in detail understand krna chahty hain, tu sb sa aapko trading sessions ki information available honi cheye, usk bad aap easily Overlapping kay concept ko samjh sakhty hain. Forex market ko following mentioned sessions main categories kia jata hai.
Explain Tokyo Session.
Monday early morning jab market open hoti hai, tu us time main sb sa phly tokoyo Session start hota hai. As per GMT timing 11:00 PM sa 8:00 AM tak ya sessions continue rehta hai. No doubt ya timing april sa October tak prevail hoti hain or remaining month main is main 1 hour ki changing bhi expected ho sakhti hain.
Explain London Session.
Tokyo Session kay bad London sessions start ho jata hai. Ya sessions bhi 9 hours per mushtamil hota hai. Is ki Timing as per GMT 07:00 AM to 04:00 PM tak hoti hain. Is Trading session main aapko market volatility as compared to Tokyo Session zyda milti hai. London session main GBP USD jesy pairs per zyda fluctuations dekhny ko milti hain.
Explain New York Session.
At the end of day New York Session start hota hai. London session kay bad iski timing start hoti hain, jo kay GMT time kay hisab sa 12: 00 PM sa 09:00 PM tak prevail krti hain. Is Market session main sb sa zyda volatility hoti hai.
Overlapping
Above mentioned information main aapko clearly ya idea mil raha hai hai aik trading session kay complete hony sa phly hi dosra trading session start ho jata hai. Is position ko overlapping kaha jata hai. Jab market mein same timing per 2 different trading session excute ho rahy hoty hain, tu us situation ko overlapping kaha jata hai, is situation main market volatility bahut jyada hoti hai.