Trading style kia h?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading style kia h?
    Forex trading strategy aik technique hai jo keh forex trader determine karne ka ka liay use karta hai keh, currency pair ko given time per sell ya buy karna hai.

    Forex trading strategies , technical analysis or fundamental, news-based events per depend karti hain. Trader’s currency trading strategy aam tor per trading signals sa banti hai , jo keh buy ya sell decisions ko trigger karta hain.


    KEY TAKEAWAYS

    The forex market aik dunia ki largest market hai , jiska daily volume $6.6 trillion hai.
    Forex trading strategies ,specific trading techniques ka estmal hai takeh forex market mein currency pairs ki sale ya purchase sa profit generate kia ja skay.
    Manual ya automated tools ,trading signals ko forex trading strategies mein generate karta hain.
    Traders jo keh apny trading systems ko backtest karta hain trading strategies ko dekhna zrori hai takeh paper trading strategies ko develop kar saken.

    Forex Market Basics:

    Forex trading strategies jo keh manual ya automated methods ko use kar ka trading signals generate karti hai. Manual systems trader sitting per depend karti hai jo computer screen ka sammy hota hai, trading signals ko dekhna aur interpret karna keh buy ya sell karna hai.
    Components to a trading strategy:

    1:Selecting the market:

    Trading market ke selection bahut zyada important hai , isiliye Soch Samajh Kar market select Karen.

    Entry points:
    Trading market Mein entry point bahut zyada matter karta hai agar aapka entry-point achcha hai to aap bahut Achcha profit achieve kar sakte hain , agar aap Soch samajhkar entry point select karte hain to trading Mein aapki kamyabi yaqeeni hoti hai.

    Exit points:

    Trading market mein exit point bhi matter Karta hai, aapka exit point theek Hoga tabhi aap kamyab honge kyunki market ki ek maximum varmint bahut matter karti hai, market ke movement maximum per aap trade close kar lete hain to hi aap Kamyab Honge.Trading tactics:

    Trading mein tactics or rules ko follow karen, Agar trading Mein aapki tactics acchi Honge to yah aapko kamyab honge agar aap Soch samajhkar trading nahin karenge to aap kuchh Bhi nahin kar sakte.


    Amount of risk:
    baat ko made nazar rakhty huy kay market kise bhe time aapke tawquaat kay bar akas ja sakti hai aapko apne positions k size ko control main rakhna chahey aur kabhi bhe apni trade k risk ko out of control nahi dakhna chahey.
    When Is It Time to Change Strategies?
    Forex main market ki movement ko samne rakhte Hue apni trading strategies ko change karen , agar aap trading strategies ko time ke according manageable rakhenge aur market ki movement ke according update karte rahenge tu hi aap kamyabi pa sakte hain.

    changing a game plan:

    Forex Mein trading ya game plan bahut zyada matter karta hai agar hamara gameplan best hai to Hamari trading best aur Hamara profit bhi best hoga.
    Matching risk management with trading style:
    Risk reward ratio bahut jyada matter karti hai agar risk reward ratio manageable Nahin Hai To fir ham trading Mein kamyabi nahin pa Sakte.

    Market conditions evolve:

    Forex Mein trading strategy market ki condition or trend par depend karti hai , agar market ka trend change ho jata hai to fir forex Mein trading strategies ko update karna zaruri ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading style kia h?

    Salam forex traders.
    Umeed hai sb forex traders kheriat sy hon gy.
    Or khoob profits earn kr rhy hon gy.
    Forex trading bahut bara business hai.
    Is mein loss or profit bht ziada ho skta hai.
    Forex trading business krny style hr trader ka apna apna style hota hai.
    Kuch log scalping trading krty rehty. Or kuch intra day trading krty rehty hain.
    Isi trah hr trader apni apni choice k mutabik pairs ko select krta hai
    Kuch log gold py trading krna Pasand krty hain. Or kuch log oil py trading krna Pasand krty hain.
    Isi trah hr trader ki apni apni strategy Hoti hai. K wo kis strategy k upar trading krna Pasand
    Krty hain. Lekin Meri Nazar mein acha forex trader Wohi hai. Jo achi trah seekh k
    Or money management ko zehan mein Rakh k apny account ki equity k hisaab sy trading kry.
    Or sabr sy kaam ly. Jald baazi na kry. Or proper SL or TP lga k trade ly.
    Is trah wo acha forex trader bn skta hai. Or earning kr skta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Trading style kia h?

      Dear, agar aap is baat say pareshaan hain k ham kaisay aik perfct support aur resistance level ko search karain to aaj main apni is post ki help say aap k sath is ka solution bhi share karta hoon, mairay experience k mutabik aik perfect level ko search aur identified karnay k liye har aik traders k liye yeh zaruri hai k chart main price us area ko 3 ya is say bhi ziada time test kar rahi ho, 2nd in levels ko hamain different time frame main devide kartay huway check karna chaye aur usk sath sath hamaray liye yeh aur bhi ziada best hai k ham market k chart ko daily aur weekly tiem frame sath analysis karain.

      Forex market main trading k liye strategy aik bahut he important element hai jo is huge market ko samjhnay k liye traders k pass hona bahut ziada aehmiat rakhty hai, forex trading k liye har aik traders k pass achay method ka hona is liye zaruri hai qk market k big aur worldwide honay ki wjaha say isko smajhna aur is main profit hasil karna simple tareekay say mumkin nai hai. Aaj ki is post main main aapk sath kuch aisi discuss karna chahta hoon jis main apk sath khud mujhay bhi kuch mazeed learn karnay ko mil sakta hai, kuch aisay rules ko ham discuss karaingay jo market ko samjhnay aur isk loss ko hamesha k liye kam karnay k liye faida manda sabit ho saktay hain. Yeh kuch practical steps hain jinko ham pehlay demo account pay apply kartay huway phir apni real invest k sath in ko apply kartay huway market ko samjh saktay hain jo sab kuch darj zail main hain.

      Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	1
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12411129

      Dear!
      Main kuch mazeed highlights k sath is post main kuch aisi detail share karta hoon jisko follow kartay hwuay ham market main acha result hasil kar skatay hain.

      Set Your Trading Goal:

      Dear!
      Forex market main entry lainay say pehlay har aik traders k liye yeh baat bahut ziada important hoty hai k uska trading plan kia hai, market main long term trader hai ya phir short term trader hai yeh sab kuch confirm karnay k baad agar ham market main entr hotay hain to ham tab he acha result aur profit ko mumkin bana saktay hain. Forex trading main traders ka mined is hisaab say set hona chaye k usay kitna profit hasil karna hai weekly basic pay karna hai ya daily basic pay, ya usay aik year k baad market main apnay work ka result daikhna hai yeh sab kuch agar aik trader apnay mined main rkahtay hwuay trading karta hai to yahi uska sab kuch strategy aur goal ban sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	89.3 کلوبائٹ
ID:	12411130

      Test your strategy and monitor performance:

      Dear!
      Mairay experience k mutabik jab ham market main trading kartay huway kuch hasil karna start kar laitay hain tab hamain kabhi bhi kisi bhi surat main apni trading strategy ya trading plan ko change nai karna chaye balk mazeed usk sath 2 say 3 month tak trading kartay hwuay usay perfect bana kar ham market main apnay trading style ko aur bhi ziada strong bana kar succes ho saktay hain.



      Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	168.9 کلوبائٹ
ID:	12411131

      technical tajzeeya mein istemaal kia jaata hai, ek diffusion index in stocks ki tadaad ki paimaaish karta hai jo qeemat mein taraqi kar chuke hain ya positive raftaar dikha rahe hain.yeh majmooyi taur par stock market ki bunyaadi taaqat ka taeeyun karne ke lye mufeed hai, kyu ke bahut se stock aage badhte huye ek mazboot market ko zaahir karte hain, jab keh chand aage badhne waale stock kamzor market ko zaahir karte hain. stock market mein diffusion index ko aam taur par din ba din mapa jaata hai. advancing stock wo hain jo pehle wali qeemat se ooper chale gaye hain.ek diffusion index se ye bhi muraad hai keh kitne business cycle indicators ek saath chal rahe hain. yeh maeeshat ki mazbooti ka andaaza lagaane ke lye mufeed hai. diffusion index ek aam istalaah hai jise aidaad o shumaar ya maaliyaaat ke deegar shobon mein is baat ka andaaza lagaane ke lye istemaal kia jaa sakta hai keh kisi group ke kitne ajzaa ooper ya neeche jaa rahe hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X