Pivot Point ko use karty hoy profitable trade kaisy ki jati hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot Point ko use karty hoy profitable trade kaisy ki jati hy
    Pivot Point kia hota hy
    Pivot point technique support or resistance levels ka ta'ayun karny ka tareeka kaar hai. Ye amoomoi tor par day traders es tareeky ko istemaal karty hain. Pivot point technique ka istemaal kar ka day traders daily market price ke range ka andaza lagaty hain. Ye technique ess liey bhe use ke jaayi hai kay ess sy breakout confirmation ka bhe pata chalta hai.

    Pivot point us level ke numaindge karta hay jahan market ke direction change hoti hay ya change ho rahi hoti hai. Sada see calculations jesy High, Low aur pichle din ke close price sy aap chand points nikaal sakte hain. Aur jo points aap nikaalty hain wo points mumkina torrvpar crucial support aur resistance levels bann sakty hain. Aur jo points hum calculate karte hain enko ko pivot point levels bhe kehty hain
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	2
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12543797
    Trade on pivot:
    Pivot point us level ke numaindge karta hay jahan market ki direction change hoti hay ya change ho rahi hoti hai. Sada see calculations jesy High, Low aur pichle din ke close price sy aap chand points nikaal sakte hain. Aur jo points aap nikaalty hain wo points mumkina torrvpar crucial support aur resistance levels bann sakty hain. Aur jo points hum calculate karte hain enko ko pivot point levels bhe kehty hain.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12543798
    How To Calculate Pivot Points
    Boht sary traders pivot points par kaam karty hain jo iss baat ka saboot hain kay market pivot points ko follow karti hy. Pivot Points sy traders ko market main enter hony kay liey bhetar mawaky milty hain. Agar koi trader khud sy pivot points nikaalnaa chahy to eska formula mandarja zail hai

    Pivot Point = (High + Low + Close) / 3
    Resistance 3 = High + 2×(Pivot - Low)
    Resistance 2 = Pivot + (R1 - S1)
    Resistance 1 = 2 × (Pivot - Low)
    Support 1 = 2 × (Pivot - High)
    Support 2 = Pivot - (R1 - S1)
    Support 3 = Low - 2 × (High - Pivot)
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12543799
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pivot Point ko use karty hoy profitable trade kaisy ki jati hy

    Assalamu Alaikum dear forex market Mein kam karne ke bahut Sare method hote hain Agar Ham is market Mein kam karna chahte hain To Hamen Koi apni Ek trading strategy select Karni Hogi ya Khud Koi trading strategy Banani Hoti Hai Jiske jarie Hai Ham is market Mein kam Karke Achcha profit banaa sake jaise ki aaj Hamara topic ke bare mein hai agar forex market mein jo trader itne Jyada expert nahin hai aur vah is market Mein kam Karke profit banana Chahte Hain To vah is market Mein pvat point ko use Karke market Mein Kafi Achcha target Hasil kar sakte hain Kyunki market Mein normal resistance aur support level Ko Dekhkar trade kar rahe hote hain lekin jo trader forex market Mein new hote hain aur unhen resistance support ka itna Jyada experience Nahin Hota To vah is market Mein use Karke trade Laga sakte hain agar aap is market Mein Dekhkar trade Lagana Chahte Hain To iske liye aapko yah Paida Hona chahie ki point kya hai aur is per Kaise kam Kiya Jata Hai per kam karne ke different method hote hain aur isko different time frame Mein use Karke trade Laga sakte hain Jo trader point Ko Dekhkar trade kar rahe hote hain vah is market Mein Apna target thoda sa Le sakte hain Kyunki yah indicator Ke jarie Bhi Ham trade Lagate Hain indicator ke help se Hamen Kafi Jyada aasani Ho Jaati Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-08T202931.952.jpeg
Views:	24
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12407536

    Pivot Point Indicator:

    Dear Jo log pivot point ko use Karke trade kar rahe hote hain iske liye aapko Khud payment nikaalne padte hain aur apne chart per lines lagakar dekhna hota hai ki kaun sa level per point ke hisab se register hai aur kaun sa level support hai agar aap yah level find nahin kar sakte to aapki aasani ke liye payment point indicator already available hota hai jo aap Internet se aasani se download karke use kar sakte hain is indicator se aapko yah fayda hota hai ki aap ismein koi bhi currency pair use kar sakte hain aur ismein aapko pure point mil Jaate Hain Jin per aap trade Laga sakte hain payment point indicator se aapko yah fayda hota hai ki jo bhi aap is per level Lagate Hain vah aapko target set kar deta hai agar aap ismein payment point ke hisab se trade Lagate Hain to normali market point ke najdeek rahti hai Magar Jab Kisi Ek Taraf movement start karti hai to resistance band ya registers 2 Tak Chalti Hai Aise Hi Jab market down site per movement karti hai to support 1 ya support 2 Tak market jaati hai yahan se market Wapas start kar deti hai jisse aapko Kafi Achcha target Mil Jata Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-08T202954.189.png
Views:	2
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12407535

    Pivot Point Se Trade:

    Dear jab Ham is market Mein pvat point ko use karte hue trade Karte Hain To Hamen chahie ki Ham isko different time frames Mein use Karen Taki Hamen yah pata chal sake ki jo Ham is market Mein trade Lagane Lage Hain uski confirmation hai ya nahin aise hi agar aap is market Mein payment ko use karte hue trade Lagate Hain To aapko ismein Kai dafa nuksan bhi ho sakta hai Kyunki market Mein Koi Bhi indicator ya koi bhi system hundred percent sure Nahin Hota isliye Hamen apni trade ke sath staff loss use karna hota hai agar aap previous De ki movement ko Dekhen to market Mein Kai dafa payment point ke hisab se movement ho rahi Hoti Hai Magar Jaise hi koi news ka effect hota hai ya market Mein Koi movement fast Hoti Hai To is time per point ki market respect nahin karti aur Kafi Jyada ek side per movement Kar Jaati Hai Agar Ham is market Mein Vividh point levels ko use karte hue trade Lagate Hain To Hamen is market Mein yah Pata Hona chahie ki yah level Hamare registers aur support level ka kam kar rahe Hote Hain jinko Ham normali Khud bhi Draw kar sakte hain agar aap ko use karte hue trade karte hain to aapko ismein Kafi Jyada aasani hoti hai aur aap ismein trade lagakar Apna target bhi aasani se le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-08T202938.026.jpeg
Views:	9
Size:	38.0 کلوبائٹ
ID:	12407534

    اب آن لائن

    Working...
    X