MACD indicator Benefits.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD indicator Benefits.
    Description.

    Dear friends trading main bahot sary trader aik strategy ke mutabik market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte Hain jab market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhone trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade taqreeban 80% profit Mein Hi jaati Hai kyunki yah indicators bahut hi helpful hai jo market ki situation ko samajhne ke liye kafi helpful hai aur is indicators ki badaulat trader ek sahi direction Mein trade kar padhte hain aur Forex a maximum profit book kar lete hain. trading main bahot importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade kar raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny se continue loss ho raha ho toh aisi indicator ko use karna chor dena chahiye kisi new indicator sy trade continue karni chahiye. bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nahi hai ky jab same indicator main strength decrease hona shuru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ke liye ready ho jana chahiye aur kab strength centre line cross kar jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	MACDpicwiki.gif
Views:	13
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12543770

    Predictions of MACD Indicator.

    Dear friends trading main zeyada indicators charts mmain active key ja sakta hey aur indicator market ki movement ko zahir karta hai dono hi indicators ko powerful samjha jata hay aur traders market ki right direction ki movement ko judge karny me kamyab ho sakta hey. indicators ek reversal pattern ko show karta Hai jab aap market ki movement ko follow karte ho tab is indicators ka istemal jyada hota hai aur yah indicators current situation ko handle karne mein kafi helpful Hai kyunki bahut se expert aur professional trader is indicators ke sahare market ki direction aur uski movement ko acche tarike se analysis bhi kar padhte hain aur ek perfect direction mein trading pickup aate hain.

    Click image for larger version

Name:	MACD-Structure.jpg
Views:	4
Size:	63.5 کلوبائٹ
ID:	12543771

    What is MACD indicator.

    Dear friends MACD ko chart per jub apply kiya jata hai to price Ke Niche maujud Nahin window mein zaahir kiya jata hai is mein maujud Hamen dudh Raha ke indicators Nazar Aate Hain unmen 1 Tu MACD hota hai jo red aur blue do line Mein maujud Hota Hai Aur Ek dusre ko karte hue Nazar Aata Hai Aur dusra histogram hota hai jo green ufki line Mein Nazar Aata Hai histogram Hamesha zero level se upar niche Hota rahata Hai agar yah Upar ki taraf ho to yeh ab friend ko zaahir karta hai aur Agar yah niche ki taraf ho to yeh downtrend ko zaahir karta hai agar MACD line Ek dusre ko grass Karti Hain to sell or buy signals Dete Hain.

    Click image for larger version

Name:	Overbought-MACD.jpg
Views:	2
Size:	68.9 کلوبائٹ
ID:	12543772
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD indicator Benefits.

    forex trading main work karne k liye forex trading ko samjhy forex trading main regular pratice kare agar ek learning hain aapk pas tu forex trading main best learning karna parta hain forex trading main hard work karne wale traders easy kamyabi pah skte hain jo b traders forex trading man pratice k sath kaam karte hain vo easy kamyabi haisl kar skte hain har kamyab traders k pas learning ka hota hain demo acccount main pratice karna parta hain agar ek trades demo account main pratice k sath kaam karte hain tu kaafi best earning kar skte hain demo account main hard work kare best learning kare regular pratice kare achi kamyabi mil skti hain jo learning k bina kaam karte hain vo big loss kar dete hain forex trading main hardwork karna parta hain


    How to trade on MACD indicator in forex trading market:


    forex trading main regular pratice karne wale traders forex trading main aasani say kamyab ho skte hain jisne learning k sath kaam kia vo forex trading main benefi hasil kare gy jo learning nhe karte hain vo big loss kar dete hain forex ekhigh risk wala busniess hain agar ek traders forex trading main kaaam karta hain tu forex main hard work kare regular pratice kare achi earning karne k liyey forex trading main best learning karna must hota hain har kamyab traders banna hain tu forex main pratice kare demo account main pratice karne wale trades karne main aasani say kamyabi pah skte hain is liye forex trading ko samjhy forex trading main best learning kare hard work kare achi earning karne k liyey learning karna must hota hain
    Gullalai
    • #3 Collapse

      Re: MACD indicator Benefits.

      Assalamu Alaikum Dosto!


      MACD Indicator


      Moving Average Convergence Divergence (MACD) indicator aik mashahoor indicator hai, jiss ko Gerald Appel ne 1970’s, main invent kia hai. Iss indicator ko market main traders k leye wo trend talash karne k leye banya hai, jiss ka normal trader ko information nahi hoti hai, k kab market main entry karni hai. MACD indicator ko trending markets mein kaam karne wala aik behtareen indicator samjha jata hai. Yeh traders ke liye un ki trading hikmat-e-amlyon ke lehaaz se aik achah result muhaya karta hai. MACD indicator do mukhtalif time period k exponential moving averages (EMAs) kinmadad se market ki current trend ko malom karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (106).png
Views:	27
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12407682

      MACD Indicator Kaam Kese Karta Hai?


      Basically, MACD indicator aik trend momentum indicator hai, jo do moving averages ka istemal karta hai aur un ke darmiyan faraq ko maloom karta hai. MACD indicator do moving averages ko aik momentum oscillator mein badal deta hai, jo trader ke liye tasawur karna aasaan banata hai. Standard MACD indicator ke teen ahem ajzaa main taqseem kia jata hain. MACD line kaam kuch iss tarah karta hai, k 12-days ki exponential moving average ko 26-days ki exponential moving average se tafreeq kia jata hai. MACD indicator ki doosri line signal line hai jo ke MACD ki sirf simple aik 9-baar exponential moving average hoti hai. Indicator ka aakhri juzz un lines ke darmiyan faraq hai, jo indicator k window mein histogram k sorat main zahir hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (107).png
Views:	9
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12407683

      Adding MACD Indicator to Trading Plateform

      MACD indicator ko apne trading plateform main set karna bohut hi asaan hai, jiss k leye darjazel tareeqa kar ko apnaya ja sakta hai;
      • Apne trading plateform main dropdown manu main seach "MACD" karen, jiss se MACD indicator ka option samne ayega, jiss par click karne se MACD indicator open ho jayega.
      • Pehle page par by-default setting hogi, jiss main 12-days moving average aur 26-days moving average k sath 9-peroid simple moving average zahir hoga, trader apne trading strategy k mutabiq iss main changes kar sakta hai.
      • Iss k elawa dosre setting jaise color waghera bhi yahan par adjust kia ja sakta hai.
      • Jaise hi end par OK ka button press kia jata hai, to MACD indicator trading plateform main add ho jata hai.


      MACD indicator aik aur mashahoor indicator hai, jiss se traders ko ko aksar aik achah aur behtar result milnay ka imkaan hota hai. Trader MACD indicator ko pasand karte hain, q k yeh signal peda karne ke mukhtalif tareeqay faraham karta hai aur trend ka semat bhi wazeh kar sakta hai. lehaza, agar aap aisay traders main se hain, jo trading karte waqat sirf aik indicator ko dekhna pasand karte hen, to shayad MACD indicator aap ke liye aik behtareen intekhab hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (52).jpeg
Views:	15
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12407684

      Trading

      Short term k trading k leye MACD indicator aik behtareen indicator hai, jo k bohut sare traders iss ko market main entry k leye istemal karte hen. Iss k teen main tareeqay hen iss k istemal karne k leye;
      • Jab MACD line nechay ki taraf morne par signal line ko cross to yahan par ye signal aik bearish trend ka hota hai.
      • Jab MACD line upward turn karta hai aur signal line ko ooper cross karta hai, to ye aik bullish trend ka sihnal deta hai.
      • Jaise hi histogram dono averages k darmeyan difference show karta hai, to ye signal ka strongness zahir karta hai.
      • Jitna histogram ziada hoga, trend utna hi ziada strong hoga.
      • Aggar dosre oscillator jaise RSI, stochastic oscillator par divergence show ho raha hota hai, to yahan par trend reversal ki soratehal hone wali hoti hai.


      MACD indicator bhi dosre indicators ki tarah false sihnals de sakta hai, iss waja se iss ko dosre indicators jaise RSI indicator ya price action k sath ekhata istemal karna chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (3) (108).png
Views:	17
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12407685
      • #4 Collapse

        Re: MACD indicator Benefits.

        forex trading main pratice kare forex trading main hard work kare forex trading analysis kare agar hard work k sath kaam hota hain tu achi earning ho skti hain forex trading main learning karna must hota hai forex trading main pratice kare regular pratice karne wale trades forex trading main easy kamyab ho sktehainforex trading main analysis kare forex trading main analysis karne wale kamyab ho skte hain regular pratice karna must hota hain hard workkarna must hota hain forex trading main analysis kiya jata hain tu kamyabi mil skti hain
        • #5 Collapse

          Re: MACD indicator Benefits.

          Dear friends let's discuss MACD indicator Benefits
          Definition
          (MACD) matlab Moving Average Convergence Divergence kia hota hai ?
          Moving Convergence Divergence ek trend ko follow karne wala indicator hai jo 2 moving average ke darmiyan relationship show karta hai according to selected hit price. Moving Average Convergence Divergence ko calculate kra jata hai 26-period (EMA) exponential moving average se 12-period exponential moving average se subtract karke aur uska jo result output ata hai usko hum Moving Average Convergence Divergence line kehte hain

          moving average Convergence Divergence ko calculate kra jata hai 26-period (EMA) exponential transferring common se 12-duration exponential moving common se subtract karke aur uska jo end result output ata hai usko hum moving common Convergence Divergence line kehte hain.
          shifting average Convergence Divergence line ek trigger ki tarha use hota signals ko purchase aur sell karne ke liye jab shifting common Convergence Divergence sign line se above cross hoti hai to dealer shopping for karta hai exchange mein and jab shifting common Convergence Divergence line beneath the signal line move karta hai to trader promoting technique karta hai.

          MACD indicator ko other popular indicators ko professional level par bahot zeyda use es ley kia jata hay key ye indicator bahot simple be hay aur market trend ki conformation key ley bahot acha samja jata hay, MACD indicator me Moving average aur convergence/divergence technique ko use kia gia hay.
          Click image for larger version

Name:	MACD-Structure.jpg
Views:	4
Size:	63.5 کلوبائٹ
ID:	12407943
          Moving Average Convergence Divergence line kehte hain.
          Moving Average Convergence Divergence line ek trigger ki tarha use hota signals ko buy aur sell karne ke liye jab Moving Average Convergence Divergence signal line se above cross hoti hai to trader buying karta hai trade mein and jab Moving Average Convergence Divergence line below the signal line cross karta hai to trader selling process karta hai.
          • #6 Collapse

            Re: MACD indicator Benefits.

            Asslam.u.Aliakum.!

            dear friends ksy hain ap sab aj hum MACD ki setting MT4 Mobile k bary mian bat krain jis k bary mian kafi sary doston nay sawal kia tha socha k ap logo k sath bo share kr dn or main umeed krtta hn k mery is topic say ap ko bhot faida hasil ho.

            Definition Of (MACD):

            Dear Friends MACD ik bhot hi zabardat indicator hy jo jo trading k signals provide krta hy yeh thora lagging indicator hy pr is ki accurascy bhot hi zayada hy agr ap is ko use krty hian to is k zarey ap kafi pips win kr sakte hain.

            (MACD) Indicator:

            dosto moving average convergence Divergence indicator eisa indicator hai jo aapko currently prices kay sath divergence ki shape main result provide karta hai. Jab market mein prices higher ya lower point per hoti hain liken indicators aapko isk against result show krta hai. Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	27
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12407949

            Description Of (MACD) Indicator:

            dosto moving average convergence Divergence MACD Indicator ki further details kay liye main aapko iska trading chart share krny lga hun jo aapki learning ko zyda perfect bana sakhta hai. Ismein apni learning ko perfect bana kar apni working best bana sakhty hain.

            MACD Crossover Strategy MT4 Mobile:

            Dear Friends bhot sary doston ko MT4 mobile mian yeh problem face hoti hy k jab wo MT4 mobile k chart mian MACD ko setup krty hoin to un ko MT4 pr sirf ik hi line nazar ati Pc version ki traha do line nhin show hoti is topic mian hum log MACD ky setup k baty mian seekhain gain. Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	11
Size:	46.0 کلوبائٹ
ID:	12407950

            Interpretation:

            dosto moving average convergence Divergence MACD Indicator ki interpretation bahut zyda easily understandable hoti hai. Jab trading chart main market ki prices higher point per hoti hain liken MACD aapko downtrending main information deta hai tu ya divergence ah jata hai, es halat main aapko selling krna hoti hai. Isk against jab market main lowest prices prevailing hoti hain liken MACD Indicator aapko uptrending movement show krta hai, tu us time aapko buying entry lena hoti hai. Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	1
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12407951
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanamkhan پيغام ديکھيے
              forex trading main pratice kare forex trading main hard work kare forex trading analysis kare agar hard work k sath kaam hota hain tu achi earning ho skti hain forex trading main learning karna must hota hai forex trading main pratice kare regular pratice karne wale trades forex trading main easy kamyab ho sktehainforex trading main analysis kare forex trading main analysis karne wale kamyab ho skte hain regular pratice karna must hota hain hard workkarna must hota hain forex trading main analysis kiya jata hain tu kamyabi mil skti hain
              Dear ap mcad ki values ko default reh kar be use karain gy tu ap ko es kay trend line mai kafi faida hasil ho sakta hai. es ka sahi use ap ko eurud and gbpusd waly pair mai mil sakta hai. ap jab es ko install kar laity hain tu ap es ki default value green line kay leye 80 , black line kay leye 50 or red line kay leye ap 20 use kar lain or time frame ap apny hisab sy use kar lain. tu ap ko pata chlay ga kay ap ko yeh aik acha trend line show kary ga jis sy ap support or resistance find kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X