Details of Bearish in Neck Line Candlestick Pattern in Forex Trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Bearish in Neck Line Candlestick Pattern in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear member I Ho ap Sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein best war kar rahe Honge aapko is market Mein kam karne ke liye bahut jyada hard work ki jarurat hoti hai jo members hard work karte hain vah Hamesha kamyabi Hasil kar lete hain isliye aapko bhi Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada apni learning complete Karen aur acche knowledge aur acche experience ke sath kam Karen Taki aapko best result Mile main aaj aapse bahut hi acchi information share Karunga jo aapki trading ko Punjab banaa sakti hai to Mera topic Hai candlesticks pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable ho sakte hain..

    What is Bearish in Neck Line Pattern:

    Dear Forex trading Mein bearish in neckline pattern Price get down trend ya beras trend Mein banta hai pattern ki Khas Baat yah Hai Kijiye pattern Dekhne Mein Bhi sem dusre two days candlesticks pattern Ki Tarah white aur black candle Se Milkar banna hai but Bajaye trend reversal ke yah pattern trend contination ko jyadatar ji Deta Hai jisse price sem Sab Ka trend ko follow karna start Karti Hai pattern ki Pahli candle ek strong aur long real body Mein black ya red candle Hoti Hai Jab Ke dusri candle Ek real body wali white candle hoti hai...

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-08T151754.174.jpeg
Views:	4
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12543754

    Identification of Bearish in Neck Line Pattern:

    Dear forest trading Mein bearish in neckline pattern Ek bearing stand continuation pattern hone ki vajah se price ka Pahle Se bear is down trend Mein Hona chahie pattern do candle Se Milkar Banna Hai Jiski Pahli candles market ke current trend ke mutabik black candle Hoti Hai pattern ki dusri candle Ek white candle Hoti Hai pattern ki dusri candle Pahli candle se down gap mein open hokar Usi ke sem close price per band hoti hai...

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-08T151819.255.jpeg
Views:	5
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12543756

    Bearish in neckline pattern mein agar white candle ka close point Pahli candles ke mid point se bilo hota hai to yah trend continuation pattern hai jo ki price ke bottom ya be restraint Mein banta hai yah pattern train reversal pattern ke mukabale mein jyada Kamyab Ho rahata Hai pattern ki Pahli candle Ek long real body wali hoti hai jo ke Veer stand ki alamat Hoti Hai Jab Ke dusri candle size mein Pahli candle se kam hoti hai Jiska open price pahle candle se bhi log app mein hota hai aur closing price Pahli candles ke med point se thoda sa down Hota Hai...

    Trading Stratgy:

    Dear forest trading Mein successful trading karne ke liye Jab aap pattern ko acche tarike se samajh Lete Hain To ismein bearish ine Netra candlesticks pattern Mein second white candle Pahli black candles ke midpoint se cross Nahi Karta Hai Is vajah Se yah candle Jyada strongness ya Mujhe Sar Nahin Hoti white candle pricing line pattern Ki Tarah fast candle se bilo open hoti hai but buying pressure ki Kami ki vajah se first candles ke mid point ko cross nahin kar paati Hai market Mein yah to seling pressure ki Jyada hota hai aur ja bye pressure kam hone ki vajah se price Jyada takat Se Bole Nahin jaati pattern per trading se pahle confirmation candles ya indicators ka Hona important hai jo ki ek third black and ho sakti hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-08T151800.706.png
Views:	3
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12543757

    bearish in neckline candlesticks pattern price ke bottom per banne ki vajah se market Mein buyers market Mein active hone ki nakam koshish karte hain pattern ki dusri candle price ko Majid down jaane se rokane ki koshish karti hai but supplies Jyada hone se Aisa Mumkin Nahin Ho Pata pattern per trade entry karne se pahle Ek confirmation candles Ka Hona important hai Jiska open price Apne close price ke upar Hona chahie..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bearish On-Neck Candlestick Pattern
    Bearish On-neck candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bearish trend continuation pattern hai, jo k lower trend k baad banta hai. Pattern aik bearish trend main uss waqat banta hai, jab market main aik bullish candle pechli bearish candle k nechay gap main open ho kar bullish real body banane k baad bhi pehli candle k close price se thora sa nechay close ho jati hai. Pattern main shamil dono candles ka close price same to nahi hota hai, lekin aik dosre k bohut qareeb hota hai, jiss se dono candles k darmeyan aik wazih gap ban jata hai. Pattern k mutabiq bulls market k control ko hasil karne main nakam hote hen, jiss se prices same bearish trend ko hi follow karti hai. Pattern k dono candles k closing price k darmeyan lazmi gap hona chaheye, basorat degar ye pattern bullish meeting line pattern ban sakta hai.
    Candles Formation
    Bearish on-neck candlestick pattern ki dosri candle k bullish hone k bawajood bhi market main investor ziada mutasir nahi hote hen. Jiss se prices same sabeqa trend k mutabiq bearish hi follow kia jata hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern ki hoti hai, jiss mein pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai, jiss ki tafseel darjazel tarah se hoti hai:
    1. First Candle: Bearish on-neck candlestick pattern main pehli candle aik bearish candle hoti hai, ye candle price k downtrend ko show kar rahi hoti hai, jo k black ya red color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.
    2. Second Candle: Bearish on-neck candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k bottom par gap main hoti hai lekin close pehli candle k real body se nechay hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k bearish trend ka khatam karne ki nakami ki sorat me bearish trend continuation ka sabab banti hai.
    Explaination
    Bearish on-neck pattern ko bearish continuation patteren ke tor par istemal kia jata hai, jo market mein musalsal neechay ki janib harkat ka ishara karta hai. Pattern k dosre din ki candlestick prices main waqfa dekhata hai, jahan bulls market mein wapasi ki koshash karte hen, lekin trend ko bearish se bullish mein tabdeel karne mein nakam hote hai. Pattern ka ahem nuqta yeh hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k close price se nechay gap main ho kar bullish real body banane k baad bhi pehli candle k nechay close hoti hai. Pattern ye zahir karne ki koshash karte hen, k bears market main control hasil karne main nakam rahe hen, jiss se bears market ka control dobara hasil karte hen. Pattern ki dono candles mukhtalif formate main hoti hai, jiss main pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai. Dono candles real body main lazmi honi chaheye jab k ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
    Trading
    Bearish on-neck candlestick pattern prices main bulls ki nakam koshash ko zahir karti hai, jiss se prices same bearish trend ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price k darmeyan lazmi gap banna chaheye, q k ye gap market main buyers k control ka nakam koshash hoti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri bullish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle k banne se ye pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value 50 zone se kam honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya pehli candle k open price se two pips above set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X