what is divergence in forex trading
trade mein divergence say morad rastay say doghala pan hey or es ka matlab hey price scillator opposite direction mein chalay jain gay
oscillator ko price kay rastay par chalna chihay kun keh yeh price ko es ke price ka hesab laganay kay ley estamal hota hey jab price opar ke taraf increase ho rehe hote hey to es ko opar jana chihay or jab price nechay ke taraf trend bana rehe ho to esay oscillator ko nechay jana chihay
laken price kay baiz point par oscillator apnay rastay say hut jana chihay mesal kay tr price ager bullish kay trend mein ho to oscillator nechay chala jay ga or es kay opposite yeh scillator mein difference ko indicate karta hey or yeh forex trading mein aik important indicator hota hey
types of Divergence trading
bullish divergence
bearish divergence
Hidden bullish divergence
Hidden bearish divergence
Bullish Divergence
price mein lower level ke tashkeel or oscillator mein higher high level ko bullish divergence kaha jata hey oscillatr mein es kesam ka divergence price ko bearish trend say bullish trend mein badal day ga
bullish divergence price kay reversal janay ka eshara karta hey
Bearish Divergence
price mein higher high or oscillator mein lower high ke tashkeel ko bearish Divergence he kaha jata hey es ka matlab hta hey buyer weak ho rahay hein seller market mein enter honay ke koshesh kar rahay hein yeh price kay bullish trend ko bearish trend mein badal dayta hey or price ka trend bullish say bearish mein badal jay ga
bearish Divergence price kay reversal janay ke sign hote hey
Hidden Bullish Divergenceager scillatr aik low lower shape banata hey laken price chart par zyada lower low bante hey to es kesam kay divergence ko Hidden Bullish Divergence kaa jata hey
es ka matlab hta hey buyer strong ho rahay hotay hein or guzashta bullish trend jare rahay ga
Hidden Bullish Divergence continuation trend sign hota hey
Hidden Bearish Divergence
ager oscillator higher high banata hey or price lower high banate hey to es kesam ke divergence ko Hidden Bearish Divergence kaha jata hey mazeed seller ke market mein wapce ke wajah say yeh bearish trend ko jare rakhay ga
Hidden Bearish Divergence trend ke continuation ka eshara hota hey
Ap ko Divergence mein RSI oscillator kun estamal karna chihay
technical analysis mei estamal honay wallay oscillator Divergence kamesha dekhaya jata hey Divergence hamesha dekhaya jata hey relative strength index jo forex trading mein divergence ko identify karnay kay ley estamal kea jata hey
dosray oscillator bhe hein jo trading mein Divergence ko identify karnay kay ley estamal key jatay hein laken RSI mdarja zail chand khasoseat wajah say best hey 14 perid ke historic adad o shumar ke wajah say RSI Divergence zyada assan hota hey
overbought or oversold condition ka pata laganay kay ley oscillator divergence kay ley zyada darust bana day ga kun keh ager versold halat mein bullish ka difference hey to trend kay reversal janay kay zyada imkanat hotay hein
RSI 30 or 70 ke oversold level ka difference ko pehchananay kay ley bohut easy banate hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим