Asslam O Alaikum
Dosto aap sab ke kharyat naik matlob hay umeed hay ke trading main tasali balhsh kam kar rahe hon gay dosto aaj ka hamara jo topic hay usko Standerd Deviaton kaha jata hay jis par agay chal kar hum detail ke sath disscis karainge to ayye aapne aaj ke topic ke janib chalte hain
Under Discussion Points
[B]1[/B] With Other Indicators
2 Moving Average And Standard Deviation
3 Standard Deviation:
4 Example
With Other Indicators
Forex Trading Market me judge karny k lehy kuch important indicators ko apni trading operations main include kar rahy hoty hein, tou "Standad Deviation" and "Mean" ko kuch indicators ki working main boht zada importance di ja rahi hoti hai aur experts trader ke janib se standerd deviation ko bare ahmyat de jati hay
Moving Average And Standard Deviation
Moving average indicator aur isky sath aur bhi kuch indicators average ki basis per trader’s ko outcomes deliver kar rahy hoty Hain. Essentially, ya indicator candlestick ki closing values ko sum Kar Kay number of candlesticks per divide krty Hain, iski Value ko Average or mean keh sakhty hain. Traders is Calculation ko number of candlesticks ki base per change bhi Kar sakhty Hain.
Standard Deviation
Forex Trading Market mein jab trader Bollinger band indicator istamal krty Hain, tu us main standard deviation ki study karna zarori hota hai. Standard Deviation ki calculation karny Kay liye apko sab sa pehly Average / Mean ko calculate krna hota hai. Standard Deviation aur Average k knowledge ki base per ap boht achi trading kar k successful ho sakty hein.
Example
Standard Deviation ki calculation easily done ho jati hai. Jab aap mean ki value ko each and every closing value sa perceive karty hain, mean ki value ko her closing values sa minus krty hain, or in values ko Total Kar Kay total number pa divide karty Hain, tu ap Kay pas’ Standard Deviation ki value a jati hai. For example, agar ap last five candlestick ki average lety hain, tu har candlestick ki value main sy mean ko notice karty Hain. Or each answer ko add Kar Kay 5 pa divide karny sy humy standard deviation ka result mil jata hai. Is method sy apki profit earning increase ho jati hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим