Powerfull Harami candlestick pattern and Bullish & Bearish Harami Patteren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Powerfull Harami candlestick pattern and Bullish & Bearish Harami Patteren
    Introduction of harami candlestick pattern
    Harami candlestick pattern ek Japanese candlestick hai jo ke 2 bodies k zariye sy represent kia jata hai jin me phli lambi hoti hai jo k Black or Red body hai or dusri white or black hoti hai..iska naam jepenese zuban sy nikla hai jiska matlb hai pregnant q ke iski body pregnant woman ki tarah dekhai deti hai generally yeh candlestick changing trend ko show krti hai. Dusri jenpese ki tarh jo k bullish or bearish trend show krti hn
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	17
Size:	2.5 کلوبائٹ
ID:	12543501
    TYPES OF HARAMI CANDLESTICK PATTERN:

    Harami candlestick pattern ki 2 types hn jin ka ise trading markt me bht important role play krta ha..

    1. BULLISH CANDLESTICK PATTERN.
    2. BEARISH CANDLESTICK PATTERN.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	13
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12543502
    1 Bullish Harami Candlestick pattern.
    Harami candlestick pattern Mein Bullish downtrand ka agaaz karti hai pahle candlestick Badi aur bearish hoti hai bearish candlestick ke bad use se thoda niche bullish candle banti hai. Bullish Harami Candlestick Pattern k banna k bad new candle k open k sath trader ko ""Buy ki Trade"" active kerni chaheye. Stoploss ko first black candle ki low sa nicha place karen aur Take Profit ko next resistance level per place Karen. Bullish harami candlestick generally do candles par consist karta hai ismein hota hai ki pahle candle bahut down jaati hai aur uske bad next candle jo hai vah up direction mein banti hai aise hi hota hai ki hamari market hamen reverse direction ka clue deti hai to hamen next apni trading karne ke liye aasani Ho jaati hai
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	24
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12543503
    2.Bearish Harami Candlestick pattern.
    Bearish candlestick up trend ka agaz karti hai pahle candlestick Badi aur bullish hoti hai bullish candlestick ky bad ussy thora nechy bearish candle bati hai. Jab resistance level per last bullish candlestick Kay bad aik choti body wali bearish candlestick close hoti hai, tu isko aap bearish Harami Candlestick Pattern khety Hain Ya hamesha aik strong uptrend Kay bad resistance level per mil sakty hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Harami Candlestick Pattern
    Harami Candlestick Pattern, candlestick charts mein ek popular reversal pattern hai jo trading analysis mein istemal hota hai. Yeh pattern typically do candles se bana hota hai aur bullish ya bearish trend ke baad aata hai, jo indicate karta hai ke market direction change hone wala hai. Harami ka matlab "pregnant" hota hai, kyunke is pattern mein chhota candle bada candle ko andar lekar hota hai, jaise ki ek aurat garbhvati hoti hai. Harami pattern ki pehchan karne se, traders ko trend reversal ki early indication milta hai, jiski wajah se woh profitable trading opportunities ka faida utha sakte hain. Harami pattern ko confirm karne ke liye, traders ko dusri technical indicators aur candlestick patterns ke saath combine karke trading decisions lena hota hai.
    Bullish Harami Candlestick Pattern
    Bullish harami candlestick pattern chart pattern par dk candles se zahir hota hai, jiss main prices k bottom ya bearish trend ko bullish trend reversal pattern main tabdeel kia jata hai. Financial market main prices action ko aik leading indicator k tawar par istemal kia jata hai, q k ye pehle se trend reversal ya trend continuation ka signal de deta hai. Trend reversal main aksar bohut sare pattern do candles par mushtamil hote hen, jo k dosre technical indicators k muqabele main short term k traders ko bohut reliable information deta hai. Bullish harami candlestick pattern price chart par buyers k taqat aur market par control ka indication deta hai, jo k aik bullish trend reversal leading indicator ka kaam karta hai.
    Bearish Harami Candlestick Pattern
    Bearish harami candlestick pattern main stock ya assets ki prices same barqarar nahi rehti hai. Jab bhi supply ya demand main kami beshi hoti hai, to stock ki prices par bhi uss ka impact parta hai. Supply main izzafay se hamesha assets ki qeematen gerti hai, jab k demand main izzafay se qeematen main izzafa hota hai. Supply aur demand ka ye sisela chalta rehta hai, jiss se assets ki prices bhi up and down hoti rehti hai. Forex trading main supply aur demand ka andaza humen price chart par candles ki pattern ki shape main melta hai, jiss main long real body wali candles humesha aik strong indication dete hen. Jab bhi kisi assets ki stock main bohut ziada izzafa waqea hota hai, to uss waqat demand main kami k chances ziada ho jate hen.
    Trading
    Bullish harami candlestick pattern par trading k leye zarori hai, k ye pattern long timeframes main hona chaheye. Pattern ka bottom ya bearish trend main hona zarori hai, jiss k baad aik confirmation candle ki zarorat hogi market main buy trade ki entry karne k leye. Bearish harami pattern par trading se pehli prices ka top area ya bullish trend main lazmi honi chaheye, jab k pattern k baad aik confirmation candle ki bhi zarrorat hoti hai. Confirmation candle aik to bearish candle honi chaheye aur dosra ye candle dosri bearish candle k bottom par close honi chaheye, jo k real body main hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main honi chaheye, jab k pattern ka Stop Loss sab se upper position ya pehli candle k close price se two pips above set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X